Chapter 3

856 90 26
                                    

At evening...

All sitting in hall

With pandit ji

Prerna and Anurag also come their

Prerna : ma .. pandit ji yaha par ..

M : ha beta woh Manik ke liye ladki dekhne ke liye kaha tha maine..

Both are shocked

Anu : what ? Ma lekin..

Mohini : don't warry.. beta .. abhi sirf dekhne ke liye kaha hai rishta pakka nahi hua hai ...

Prerna : lekin ek baar Manik se puchna chahiye na ki woh ready hai ya nahi

Anu : prerna tum usse chahe kabhi puch lena woh ready nahi hoga ..
Lekin hume toh sochna chahiye na .. ma sahi kah rahi hai

Pandit ji : mohini ji... Ek rishta aaya hain manglore se...
Maine in dono ki ki kundali cheak ki hai matlab dono ki kundali mila kar dekhi hai

Mohini : that's great.. pandit ji

Pandit ji : aur dono ek dusre ke liye perfect hai aur 36 ke 36 gun milte hain.. aisa sanyog kabhi kabhi hota hai ...

Mohini : ji pandit ji..

Nivi : Anurag and prerna ke samay Bhi yahi hua tha in dono ke bhi 36 ke 36 gun mile tha

Pandit ji : lekin..

Anu : lekin kya pandit ji

Pandit : in dono ki life main bahut saari problems aaengi aashan nahi hoga inka safar . .. inki shaadi hogi zaroor lekin woh bhi har muskil se gujjar kar

All are shocked...

Mohini : lekin shaadi ho toh jaaegi na pandit ji

Pandit ji : ji mohini ji .... Shaadi ho jaaegi .. lekin itni aashan nahi hogi...

Kaus : phir thik hai agar shaadi ho jaaegi toh... Kaise bhi ho hume toh bas dono ki shaadi karwani hai..

Prerna : ha pandit ji... Kya hum ladki ka naam jaan sakte hai

Pandit ji : ji kanya ka naam hai Nandini Murthy hai aur aap kahe toh hum kal aapko photo bhi dikha sakte hai aur ho sake toh aap log unse kal mil bhi sakte hai kyuki woh log manglore se mumbai aa rahe hai

All are happy

Mohini : that's great

Nivi : Manik and Nandini... Kitna perfect lagta hai na sunne main aur acha bhi

Anu : bas woh nalayak maan jaaye

All laughing

At night...

Prerna sit on bed and thinking about manik and Nandini

Anurag come out from washroom and seeing Prerna who lost in her own world

He come their and sit

Anu : prerna kya hua .. kya soch rahi ho

Prerna : kuch nahi Anurag .. bas pandit ji ne kuch kaha woh soch rahi hu . Kya hamare bachcho ki life bhi aisi hogi hamari tarah.. unko bhi apni life main har kasauti se gujjrna padega

Anu : prerna toh kya hua life problem aati hai aur hum ne sab problem ko face kiya lekin hum ek hue na toh woh bhi kar lenge muskil aaegi .. dekhna dono problem ko face kar lenge ... Ha mujhe Manik par thoda doubt hai

Prerna see him with angre

Anu : sorry... Ab kuch nahi bolunga tumhare bete ke baare main chalo ab so jaau

Kasauti zindagi kiWhere stories live. Discover now