ANUSEENA - THE TRUE PATRIOTIC COUPLE

753 77 36
                                    

{PLEASE IGNORE THE SPELLING AND THE GRAMMAR MISTAKE}

*_*_*_*_*_*

A huge ground,
there was a stage and in front of that several plastic chairs were placed. It seems like a function was holding there. Then, a lady nearly in her thirties came there. With her, two more old ladies came. They took the place beside a police team. Yes, you guessed it right. She was none other than our Haseena Malik and Ammi and Maa. And the police team was Mahila Police Thana's team. MS asked KS,

MS: Karishma Singh, hume aane mein deri toh nahi hui naa?

KS: Bilkul bhi nahi Maddam sir. Samman samaroh ke liye abhi bahut waqt hain. Abhi toh Chief Minister sahab ko bhi aana hain. 

MS: Allah ka shukar hain ki hum waqt par pahuch gaye. Hume toh laga tha ki humne bahut deri ho gayi hain. 

She said this and properly sat on the chair. She crossed her hand over her chest and lost in a memory,

Flashback:-

One month ago,
AnuSeena travelled to Banglore for some official work. They were sitting in a cabin when a senior officer came there. They stood up and salute him.

AnuSeena: Jai Hind sir. 

Senior Officer (SO): Jai Hind officers. Please, have a seat.

The officer said while sitting in his seat. AnuSeena smiled a little and sat on their chairs. The officer said,

SO: Officers, aap dono ko yanha ek khas maksad se bulaya gaya hain. Hume ek bahut bade aur khatarnaak terror activity ko rokna hain. Aur aap dono ke pichhle kuch saalon mein bahut bade bade mission solve kiye hain. Iss wajah se intelligent department ko lagta hain ki aap dono is kaam ke liye sabse sahi honge. 

AS: Hum aap sabke aabhari hain ki aap sabne hume iss karya ke liye uchit samjha. Aur hum aapko galat sabit nahi hone denge, sir.

MS: Yes sir, we will do our 200%. Par, case kya hain?

SO: Aap dono ka confidence dekhkar achchha lag raha hain. Mr.Singh, Miss.Malik, aap dono ko kaam sonpa jaa raha hain uska naam hain 'OPERATION HILLS'. 

ANUSEENA: 'OPERATION HILLS'

SO: Yes officers, 'OPERATION HILLS'. Aapko yanha se Mysuru jaana hoga. Jaisa ki aap log jaante ho ki Mysuru alag alag temples, Chamundi hills, rajmahal aur apni prakratik sampadha ke kaaran jaana jaata hain. Aur ab dashahara bhi aa raha hain. Aur yeh baat kisi se chhupi nahi hain ki dashahare ke din Mysuru kisi dulhan se kum nahi sajta. Even, Jambo sawari dekhne ke liye toh log door door se aate hain. Toh zahir si baat hain ki bahut bheed hogi wanha. Aur, bheed hain toh suraksha ke intezaam bhi honge par humare sutron se hume pata chala hain ki yeh terror attack kisi bomb se nahi hone wala balki biological warfare se hona wala hain. Ab aap dono samjh sakte ki yeh kitna harmful hain. Not only for humans but also for animals and even plants too.

AS: Sir, hum vishay ki gambhirta ko samajh rahe hain.

HM: Yes sir. Hum puri jaan laga denge iss operation ko successful karne ke liye.

To już koniec opublikowanych części.

⏰ Ostatnio Aktualizowane: Feb 14 ⏰

Dodaj to dzieło do Biblioteki, aby dostawać powiadomienia o nowych częściach!

ANUSEENA - THE TRUE PATRIOTIC COUPLEOpowieści tętniące życiem. Odkryj je teraz