dhamaka 2

539 22 1
                                    

Karan was sitting in his room and he was very angry

Fai - karan tu thik hai na

Ka - muje uss sid par etana gussa a Raha hai na ki puch mat isliye maine kaha tha ki ye rich spolied privileged kids se muje nafrat hai monami kaha hai abhi bulata hu

Fai - monami academy mein nahi hai

Ka - kya matlab abhi tak wo vapas nahi aayi hai

Fai - koyal ne hame msg kar diya hai woh kal sh thak aajayega

Ka - thik hai seedha abhi kal he baat karunga mein monami se

Next day

At night 8:00

Ko - thank God yaar aagaye

Mo - ha

Su ji - tum dono aggye 

Bala - app ko pata hai sid bhaiji ne kya kand Kiya hai

Moko - kya kiya hai

Chi - # sid ne sanjana mam ko # propose kiya hai aur # karan sir ne usse jail mein dal diya hai

Moko - kya abhi woh vahi hai kya

Bala - ha aur kal se unhone kanna bhi nahi kaya hai karan sir ne kaha aaj se is rahiz zade ka khana pina sab bandh

Moko - hum usse milkar atta hai

And our trio followed them

Mo - sid kya hai yeh sab kuch pag hai kya tune sanjana ko propose kar diya

Ko - agar Shanaya ko pata chal gaya na woh Teri Jaan lelegi

Mo - sid aab bataye ga bhi

Sid - ye mera plan tha sanjana ko propose kar ke sab such karne ka and Don t worry maine permission leli

Byee

ziddi dil Mane Na Where stories live. Discover now