dusra sach

572 23 1
                                    

Early morning in academy

Sid - tu tyar hai Jane keliya

Sha - ofcourse Mohit aur Kunal tho waise bhi nikal gaye

Su ji - tum kaha ja Rahi ho

Sha - wapas London

Chi - matlab tum yaha nahi rahogi hamare saath

Sha - chitra main yaha kyu rahugi

Bala - app sid bhaiji ke patni ho aur is academy head doctor

Mo  - sid tune ine sach nahi bataya Kaya abhi tak gadhe kahi ke

Sid - moti billi chila kyu rahi hai

Fai - kaisa sach hame bhi tho batao

Ko - sach ye hain ki sid aur Shanaya ki bhi shadi nahi Hui

Kafasa and our paltan - kya ye kaise ho sakta hai

Fai - maine kud sid ko dekha hai Shanaya ko propose karthe hua usse saaf saaf pata chalta hai ki dono ek dusre se bahut pyar karte hai

Sid - ye baat tho sach hai ki mein Shanaya se bohot pyaar karta hoon lekin woh srif ek dosti wala pyaar tha we are best buddies monu meri bro hai aur Shanaya meri partner in crime hai

Sha - aur rahi baat woh reports ki toh woh fake hai hame laga tha ki dushman hamare as pass hai tho hame natak karana pada aab app sab ko pata chal he gaya hoga ki hame se koi bhi shadi shuda nahi hai hum sab unmarried he hai

Komosi and Shanaya - we are really very sry ki ham ne aap sab se jhoot bola hai sry 🥺🥺

Mr b - jo hua so hua aab ye sab kuchh bul javo aur apni zindagi ki nahi shuruaat karo

Shanaya also left

Komosi - yaar sab kuchh theek ho gaya hai

Sid - ha tera khadoos kush lag raha tha jab usse pata chala ki teri shadi nahi Hui hai

Mo - shut up sid aisa kuch nahi hai samjh gai

Ko - agar aisa kuch nahi hai toh kyu blush kar rahi ho monami Mahajan

Mo - mai ja rahi hu yaha se byee

She left

Ko - aab bata Tera kya scene hai sanjana ke saath

Sid - what aisa kuch nahi hai samjh gai thi ye janti hai ki propose karne ka wajah kya tha bas aur kuch nahi hai mai aur woh ma thod fod ek kabi nahi ho sakte hai

Ko - lekin mai ne tho proposal ka naam thak nahi liya hai na yaar

Sid - muje kuch kaam hai mai ja raha hu byee

Ko - pata nahi ki ye log appne feelings ko ban accept karenge

Same with our saran also

Fai - bas jald se jald ye apne feelings ko accept kar le

Byee

ziddi dil Mane Na Where stories live. Discover now