CHAPTER 9

407 65 14
                                    

Ks somewhere understood that she wanted her attention,but yet again the question arises why? and was shocked to know that she also remembered her memories with anubhav,as per as she remembered whenever hasi came with her parents,it was only her and hasi playing together,sometimes ajay bhaiya would come,but anubhav never came,moreover in her childhood she had never seen her brother and haseena talking,but this was a new bit of information she got.

ks-matlab aapko bhaiya ka attention chahiye

hm-nahi(she said straight away looking at her)aisa kuch nahi hain,lekin hume nahi pasand koi hume ignore kare,matlab humare abbu humesha kehte the ki agar aapki presence kisi ko dukhi karti hain,ya unwanted lagti hain toh aapko nahi jana chahiye waha,agar apki presence kisi ko dukhi kare toh phir udhar nahi jana chahiye

ks-aur aapko aise kyu lagta hain ki bhaiya aapke presence unwanted mante hain

hm-aapko nahi dikhta,kaise woh humse kal ki hi baat lelo,woh humse ek baar hi bhi bole,infact jab unhone hume drop kiya,tabhi humne unhe thankyou bhi bola,aur bye bhi,unhone ignore kare drive kar diye,aur ab hume unke saath rajasthan jana hain,unko humare saath jana nahi pasand,toh isliye humne unse kaha,ki woh kisi aur ko le jaye,lekin ab kaam humse hain toh hum mana bhi nahi kar sakte,point is ki hum kisi ko bas apne presence se uncomfortable nahi karna chahte

ks-aap humari baat ka yakin nahi karengi lekin kal bhaiya aur aradhya dono hi aapko as a guest bulane main interested the

hm-aap sirf humari dil rakhne ke liye...

ks-nahi,hum sach keh rahe hain,par phir shayad aapke aur apke fiance se milne se pehle unhe ek business call aaya,shayad uske wajah se unka mood kharab huwa ho,aur aaj hi dekh lijiye,kya aapko laga ki unhe koi takleef hogi aapko apne saath rajasthan leke jane main

hm-nahi,abhi toh aisa nahi laga

ks-wahi,unko aise koi takleef nahi hain aapke presence se,so make yourself comfortable,aur yeh bekar ke soch chod do

hm-hmm

ks-hum bachpan se aapko apna best friend mante hain,kya aap nahi manti

hm-mante hain na,humare bachpan se leke aap hi aisi friend hain jo ab tak yu friend hain

ks-toh iss dosti ko aur gehri kar dijiye,ab se hume apne saare sukh dukh ka saathi banake,hume khushi hogi,ki hum aapke koi kaam aaye

hm-ab bohot formal ho raha hain kashi(she hugged her,and ks hugged her back)

ks-ab lag raha hain ki meri dost hasi mil rahi hain mujhse(hm chuckled)chalo phir andar chalte hain aapko packing bhi toh karne jana hoga

hm-arey haan,acha huwa yaad dila diya hum jate hain
Ks-lekin usse pehle,tujhe kuch jawab dene honge
Hm-kbc khelegi kya ab
Ks-wahi samaj lo,par thoda alag hoga ye
Hm-chal phir jaldi bol
Ks-tujhe bhaiya sachme handsome lagte hain,woh bhi bohot(she asked teasingly,for a moment even Haseena blushed,but she didn't realise,but Karishma caught it,before she could fall in much more big trap,Haseena ran directly went towards her car)

ks-arey andar ek baar chalke phir jati(laughing at her act of running away)

hm-time nahi hain kashi(she said shouting,as she was far from her)

ks-acha theek hain bye(she shouted back)

hm-byeee(and she drove off)while here ma went to anu and saw what he was busy looking at and she smiled looking at him

ma-mujhe laga nahi tha ki tu meri baat itne jaldi samaj jayega

as-arey aise hi thode president singh bane hain,kuch toh kabiliyat rahi hogi na hume

If I Had Met You BeforeWhere stories live. Discover now