Invitation 💭

282 35 14
                                    

So here is the next part .

Ahana and Rohan milan is going to be soon .
So wait for the upcoming updates

~Author ☆

×××××××××××××××××××××××××××××××

Ahana's side
Ahana is seen sitting in the dinning table
Ah: mom bhook lagi hai mujhe
Ras: ha bss la rahi hoon 1 min ruk ja
Ab: beta kal to tere office me chutti hogi
Ah: nahi sabki nhi hai but kal Rohan nhi aayega iss liye mai bhi nhi jaongi
Ab: ye dekh invitation aaya hai
Showing something on his phone
Ah: Ruhi ka Bday . Oh Kunal bhaiya and Aadhya bhabhi ki beti hai Ruhi.
To aaplog kal ja rahe ho waha
Ab: Hamsab jaa rahe hai . Rishi ne Tujhe especially invite kiya hai tu bhi Aarahi hai humare saath aur Roshni beta aap bhi chaloge
Ros: but uncle mai aakar kya karongi mai to kisi ko waha janti bhi nhi .
Ab: koi baat nhi aap humare saath raheiga hum aapko sabse introduce karwa denge . Okay
Ros: okay uncle
Ah( after remembering the morning incident): per papa mujhe nhi jaana
Abh: kyu beta tumhe kyu nhi jaana
Ah( making excuses): wo..wo..haan wo jo Rishi uncle ka beta hai na Rohan wo mera boss . Wo waha bhi mujhe koi Kaam de dega
Abh: are aise kaise tum waha per uski PA nhi balki meri beti aur Rishi ki guest banker jaogi. Samjh gayi .
Rashmi ( coming from the back with food ): baat baad mai kar lena abhi Khana kha lo tum sab
Everyone nodded positively and start eating.

Rohan's Side
He doesn't know that Ahana is already invited.
Rohan was in his bedroom .
Roh( mind ): mai Ahana ko invite kar deta hoon . Haan ye sahi rahega wo aayegi to maafi bhi maang longa. Per mai aaisa kar kyu raha hun mujhe kya fark padta hai wo dukhi rahe ya khush ? Nhi mujhe koi fark nhi padhta .

He kept his phone on the side table and layed on the bed
After 1 hr
Sleep was far away from his eyes . He was constantly tossing on the bed . He was only thinking about Ahana .

Rohan sits on the bed
Roh( mind ): mai kuch bhi keh loon but mujhe fark padta hai haan padta hai mujhe fark Ahana ke hone ya na hone se mujhe fark padhta hai mai nhi jee sakta tumhare bina Ahana nhi jee sakta mujhe to Aaj tak ye bhi nhi pata hai ki tum mujhe chodh kar kyu gayi . Mai tumhe apne saath chahta hoon jindagi bhar . Haa log kehte hai ki 1-2 saal baad insan move on kar leta hai . Par nhi ho Parah hai mujhse move on . Nhi kar sakta mai tum se move on mai kya karun .
Par mai tumhe invite jaroor karunga jo bhi ho lakin mai ek khudgarz insan nhi hoon tumne jo bhi kiya mere saath bilkul galat tha tumne ye bhi nhi bataya ki aakhir kar kyu tum mujhe chod kar gayi thi . Par mai tumse maafi jarror mangunga .

It was 10pm
Rohan calls Ahana
Ahana was in Washroom
Roshni picks her call
Roh: Hello is this Ahana
Ros: no I'm Roshni her bestfriend aapko kuch Kaam tha
Roh: Actually I'm Ahana's boss . Tomorrow is a function in my House so I called her for inviting her .
Ros: okay I will tell her . Thank you
Roh: Okay
And cutted the call .

Ahana comes out from WR
Ah: kiska call tha
Ros: wo mr.akdu ka
Ah : oh.. what Rohan ka
Ros : hmm
Ah: ab maine kya kar diya jo usne mujhe phone kiya
Ros :mai ek baat kahu tu hmesa aise hi usse blame karti hai . Wo to bss usne Tujhe invite karne ke liye call kiya tha .
Ah: what
Ros: ha
Ah: achanak ye mujh invite kar raha hai
Koi to baat hai
Ros: yaar tu bhi kitna sochti hai
Chal so ja ab bohot late ho gaya hai
Ah: hmm

And they both slept.

Rohan's side

Mujhe kabhi nhi pata tha ki uss din ke baad hum kabhi nhi milenge aur milenge bhi to aise

Flashback

It was the Farewell day . Their last day in St.xavier .

Everyone is dancing and having fun.
Roh: Ahana tum bhi aa rahi ho na .... XYZ college
Ahana nodded in positive way
Ro: janti ho Ahana mera uss college me Admission karne ka bachpan se hi sapna tha par ab wo sach hone wala hai
I'm really very happy
Ah: Me too mai tumhare liye bohot khush hoon
Ro: Aur mai to aur bhi zyada khush hun kyunki mai aur tum aage bhi saath hi rahenge
Ro: Accha Ahana tum yahi ruko mai aata hun
Ranveer se Milke
Ahana didn't say anything just nodded
Rohan pave his way towards Ranveer

Ro: Hey Ranveer
Ran : hi
Ro: akele kyu khada hai
Ran( dramatically): to kya karu mere do bestfriend they par ab wo dono paraie ho gaya hai .
Ro: bss band ho ja drame ki dukkan. Tu kabhi nhi sudhar sakta .
Waise Ahana kya baat kar rahi hai Mahira se .
Ran : kya yaar do min bhi tu mujhe pe  concentrate nhi kar sakta log sahi kehte hai ki larki ke aane ke baad dost paraye ho jaate he .
Ro: tu phir mat suru ho jaana 😑
Ran: Accha ye chor
Hm sab ek hi college me na jayenge
Ro: haan
Ran: accha hai phir aur bhi Maza aayega hum khoob masti karenge
Ro( excitedly): haan
Ran: par uss batch ki khair nhi ab
Ro( confused ) : kyu
Ran : are kyunki tu jo jaa raha hai waha no.1 rehne ki aadat hai Tujhe aur jab tu first rahega to sab ki watt nhi lagegi
Ro: tu kitna sochta hai
Ran : chal chod isko Aaj ahana ko kya gift dega
Ro:wo to secret hai baad mai bataunga .

Flashback ends
Par tum mujhe kahin nhi mili. Maine kitni baar tumhara no. Bhi try kiya par sayad tumne mere wajah se no. Bhi change karliya. Mai next day tumhare ghar bhi gaya tha.

Flashback
Rohan was standing in the front of Ahana's house.
Rohan: uncle jo log Yaha rehte the wo kahin gaye hai kya
Security: Beta wo log to kal raat ko hi chale gaye . Aur sayad kabhi nhi aayenge
Ro( shocked ): kya
Security nodded
Ro: aapko pata hai wo kaha gaye hai
Sec: nhi beta mujhe  nhi pata
Ro: kuch to pata Hoga
Sec: beta hamra kam is ghar ki suraksha karna hai wo log Jaha bhi gaye hume kyu bataienge bhala
Ro: okay..tq uncle

Flashback ends
Maine tumhari saari Dotson se bhi pucha but kisiko nhi pata tha.

Rohan paved his way towards his closest
Opening the last drawer
A gift was seen rapped In red colored rapper and A heart shaped sticker is also sticked on it in which Ahana was written .

Ro( mind): ye gift Aaj bhi mere pass hai  kash mujhe utna to wakt diya hota ki mai ye tumhe de sakun . Mai tumse bohot pyaar karta tha aur Aaj bhi utna hi pyaar karta hoon . Par na tum mujhse uss wakt pyaar karti thi na Aaj karti ho . Mai hi pagal tha jo tumhare care ko pyaar smajh baitha aur uss pyaar ko apni jindagi [ tears were continously flowing from his eyes] . Mai ab sambhal gaya hun aur 7 saal wale Rohan me aur Aaj ke Rohan me bohot fark hai . Jab pehle mai kisi ko hurt karta tha to mujhe bhi dard hota tha but ab nhi hota . Thanks to Miss Ahana Kashyap inhone meri jindagi ko aisa bana diya jaisa maine socha bhi nhi tha. All credit goes to Ahana .
Ye sab to hogaya mai kuch nhi kar sakta
He put the box in the drawer and left from there .
Coming back to his room .

RO( mind): kal Ruhi ka Bday hai mujhe usse bohot special banana hai . So ja Rohan Tujhe kal bohot se Kaam karne hai .

And he slept .

Next day
Ro: Oh god iss ghar me koi Kaam thik se ho hi nhi sakta
Ab: Calm down beta bss balloons hi to hai
Ro: nhi papa Ruhi ka Bday hai uske chachu usse kharab kaise hone de sakte hai .
Ku: itna pareshan tu khud Hoga to kam kaise sahi rahega
Ardh: haa Rohan santi se baith ke do min aaram karlo subh se aise kar rahe ho . Aisa hi raha to tumhari tabiyat kharab ho jayegi
Ro: nhi bhabhi mujhe kuch nhi Hoga
Ru: chachu
Ruhi came and hugged Rohan and Rohan lifted her in his Arms
Ro: Happy Bday mera baccha
Ru: Tanku ( tq ) chachu . You're the best ( while pecking his cheek)
Ku: baby aap ab humare pass aajao tab tak chachu change karke aa jayenge .
Ru: okay aur haan chachu aap wo blue wali shirt pehnna uchme aap bilkul helo( hero ) ki tarah lagte ho
Ro: okay baby
Rohan give Ruhi to Kunal and left

Precap: Author ko bhi nhi pata .

Stay tuned 🤞

Author ke mann ki baat
Bechara Rohan uss ka kya Hoga . Bechare pe taras aata hai

Is it Love ? Where stories live. Discover now