brothers

194 14 7
                                    

Later in the party

Kya hua Anubhav kise dhundrahe ho " one of the other trainers asked Anubhav when they saw him turning her and there "
Ka...kahi nahi wo asehi " Anubhav said as he didn't wanted others to know "
Humsabko samajh to agaya hai uss naye ladke se tumhara attachment hogaya hai " said a girl trainer "
Per ye bhi dekha hai ki wo ladka tumhe pasand nahi karta aur hamesha tumse irritate hota ha phir bhi tum kyu jaate ho bar bar uske pass " a man spoke "
" Anubhav chuckled sadly " pata nahi parantu asa lagta hai jaise uss ladke se hamara koi purana naata hai usko dekhte hi apna sa bhav ajata hai sayad agar hamara koi Anuj hota to bilkul wiase hota pata nahi kyu parantu uske andar hame hamari chavi dikhi hai " Anubhav said remembering his old days "
Per
" the trainer was about to say but he stoped to see something others saw him and he gestured Anubhav to turn and when he does he gets shocked to see Vikram standing there wearing the suite given to him by anubhav .

Vikram didn't seemed comfortable in his environment and was aimlessly looking at Anubhav but others gathered Vikram and praising his looks and dress he was pleased but still somewhere he wasn't happy fully anubhav saw him smiling and he too smiled but soon he understood his uncomfortableness and appreachd him

Shukriya hamare diye huye kapre pehne keliye hum atyant prsanna huye " Anubhav said smiling "
Ab...wo main...wo " Vikram was fumbling "
Sorry kehna chahte ho " Anubhav teased him "
Tumhe kaise pata ab matlab asa nhi hai main kyu sorry kahunga " Vikram blurted out but soon covered it "
Oh nahi kehna koi baat nahi hum hi kehdete hai it's ok " Anubhav said and soon both bursted out in laughter "
I am sorry Anubhav " Vikram said stoping his laughter anubhav looked at him surprisingly " ab aise kya dekhrahe ho dekho main janta hu maine jo kiya ya kaha wo galat tha i accept akhir tum bhi to asa karrahe ho tumhari nek dilo ko maine mere liye Bully samajh liya aur tab tumhare dress ko aise nahi fenkna chaiye tha per kya karta jabse aya hoon sirf yahi sunraha hu hawe mein mili mujhe yaha entry tum bhi meri side jyada lete ho trust mein Anubhav mujhe kisi ke sahare mein apni zindagi mein age nahi barhna apne bal pe apni zindagi jeeni hai " he said confidently Anubhav smiled " bachpan se sirf taana sunte aya hu tareef sunne ki adat nahi hai logo ko sath chorte dekha hai sath paane ki adat nahi na isisliye tumhari nek dili ko bhi tumhare swarth samajh liya sahi kehte ho tum chalak dimag to paya hai per sath hi kisi ko jaldi hi ank leta hu " anubhav looked at him surprisingly "

Itni jaldi kaise samajh gaye hamari Hindi tum " anubhav said smiling "
Kaha na chalak dimag hai log kitna bhi kahe ki khairat mein yaha entry mili hai per asal mein mere talent ke wajahse mili hai"Vikram siad smiling "
Satya kaha yehi to baat hai ki tumhe yaha pravesh kharat se nahi balki tumhari mehnat se mili hai logo ke kehne se kya hota hai aur tumhe asa bhi kyu lagta hai hum tumhara sath jyafa dete hai hum wohi karte hai jo hame sathik lagta hai " holding him by his soulder " dekho Vikram logo se pehle tumhe ye samajhna hoga ki ye sab sirf tumhari mehnat ka fal hai yaha koi bhi apne kismat se adhik ya kismat se kam nahi milta jo jaisa karye karta hai uske anusar hi usko fal milte hai jaise tumhe Mila " Anubhav smiled and this brings automatically a smile on vikrams face "
Ek baat puche anubhav " Vikram asked to anubhav "

Haa pucho na

Tum ye sab mere liye hi kyu karrahe ho " anubhav stare him for sometime then said "

Pata nahi per jabse tumhe dekha hai asa lagta hai tumse hamara koi rishta hai asa rishta Jo saare rishto se pare hai jo sayad yadon se ya khoon se nahi balki kismat aur dil se hai " Vikram stared him and Anubhav continued " pata jab hum pehle baar academy mein aye the humare sath bhi aisa hi. Hua tha " he chuckeled himself " aur hame tumme apni jhalak dikha aur tumhari maa ki Kasam " interrupted by Vikram "
Tumhe kaise pata chala meri Amma ke kasam ke bareme
Aree ab itne ladke agar hame pareshan karrahe ho aur ham gussa hone ke bawajood bhi apna gussa rokke saara gussa apne hath par nikale to jarur iske peeche koi Raaz hai aur phir jab tum neeche gire the to tunhaew bag se sayad ek patr khulke gir gaya tha jo mere pass hai tumhara dhyan nahi gaya usme tumhari maa ne kasam di thi tumhe "Anubhav siad "
Wo letter tumhare pass hai aur main use harr jagah dhundraha tha

Anubhav gave him the letter

Kshma. Karna humne ye patr parh liya jab dekha maa ka tha to shwyam ko rok nahi paye akhir ek maa hi to apne santan ko bhali bhanti janti aur samjahti ha aur unke santan ka bhala kisne hota hai wo bhi " he said remembering his mother and Vikram kept a hand in his shoulder he smiled " pata hai Vikram hame bhi maa ne aise hi apna krodh saiyam mein rakhne keliye Kasam di thi taaki hum bhi koi marpit na kare " anubhav said chuckling " tumhe dekha to laga apne aap ko dobara dekhrahe hai aur jo lagav tumse hua wo kuch apno sa tha maa kehti hai kayi baar khoon ke rishto se bhi badi hoti hai dil ke rishte aur sayad tumse mera wohi " anubhav smiled and Vikram became teary eyed "

Vikram just hugged him and shedded few tears of happiness " tera mera rishta hai dil ka " Vikram said Anubhav tightened his grip

_____flashback over _________________________________

Tera Mera Rishta Dil Ka Where stories live. Discover now