tera mera rishta hai dil ka

124 8 4
                                    

Tumne hi kaha tha na Tera mera rishta hai dil ka to wo tu ase kaise bhul sakta hai tu kehta tha na Teri maa kehti thi ki sayad saare rishte mit sakte hai dur hoskatw hai lekin jo rishta Dil se jura ho wo kabhi nahi toot sakta phir tu kaise bhul sakta hai sabkuch " Vikram was crying others who saw him.like this were shaken because Vikram being the rough an tough always never broke like this before and today seeing him like this all are upset and there is noone to console him even"
Uth na anubhav " somthing stieked his mind " ek minute to tujhe main yaad nahi rahunga humdono kaise mile hum kya the tujhe kuch yaad nahi hoga mian phirse tere liye anjan hojaunga
" Vikram again.broke into tears and hugged as not tightly when he felt a hand on his shoulder he thought it was Anubhav "

Anu bhaiya nahi hum hai " ks spoke and Vikram wiped his tears as he saw others too present there "
Hum jante hai aap abhi kis halat se guzar rahe hai hu...hum bhi usi halat se guzar rahe hai bhaiya " Vikram looked towards her " haa hum nahi jante apka bhaiya se ka rishta hai per itna jarur jante hai apka jo rishta hai wo hai dil se aur dil ka rishta khoon ke rishte se bhi jyada aham hota hai aur apne ye sabit kardiya hai hamare bhaiya hamesha hamari dhal banke har musibat se hame bachaya per hum to khud hi unki musibat bangaye

Karishma started crying and ran to a corner  and somewhere Vikram felt guilty and went to her

I am sorry karishma Mera irada tumhe hurt karne ka nahi tha Anubhav se dur jane ke dar mein main ye bhul gaya ki tum to uski asli behen ho tumhara rishta mujhse jyada hai to iss hisab se tumhara gam bhi jyada hai ."Vikram said to karishma "

Nahi bhaiya gam ka naptol kon kiske sath jyada tha ye kitne waqt tak tah ya rishta kya hai usse nahi hota balki kon kiske kitne kareeb hai aur kitna chahta hai usse hota hai aur sayad sach kahe to uss hisab se apka gam himsabse kahi jyada hai bhaiya " karishma said to encourage Vikram "

Nahi karishma meri bhi ek behen hai aur agar kabhi mujhe kuch hojaye to uska kya hoga aur usme bhi agar usko koi ase kahe to usko kaisa feel hoga Maine tumhe kitna galat kaha ek bhai hone ke naate anubhav ke gair mojudgi  mera kaam tumhe saara Dena tha per maine.hi tumhe bhala bura kehdiya " Vikram said in extreme guilt "

Nahi bhaiya apne hi abhi hume behen  kaha na to behen ko to dant sakte hu hai bhai aur humne kaam bhi to waisa hi kiya apko kya humko to khudper gussa araha hai

The brother and sister of Anubhav now also got connected with heart and hugged eachother all smiled seeing them maybe if anubhav was conscious and can able to see this he would be happiest to witness the new bond which are connected by him unintentionally

Sahi kehrahi hai karu iss nazuk halat mein hame.ekdusre ka sath dena chaiye " anurag spoke to give them courage and then sees to anubhav who was sleeping peacefully " saalesahab kabhi nahi chahenge jise wo apna Bhai manta hai aur jo uski behen hai wo unke liye lade " he completed"

Sahi kaha anurag ji ne humsabko ab eksath milkar iss situation se nikalna hoga anubhav ko kahi na kahi humsab uske iss halat ke zimmedar hai " Rohit joined anurag "

Anubhav sir hame aur unn purani yadon ko bhul gaye to kya hua hume to sab yaad hai na to kya hum unn yadon ko taza karke dobara se wo nahi jee skate " paras spoke firmly while others looked at him in amazement " kya hua apsab mujhe aise kyu dekhrah hai kuch galat boldiya kya " he thought he said something wrong "

Nahi infact tune to sabse badiya baat Kiya hai , sahi kaha ab humsba Anubhav ko purani batein yaad dilane ki puri koshis karenge "Vikram said all smiled "

Tera Mera Rishta Dil Ka Where stories live. Discover now