Chapter 25

2.3K 155 46
                                    

Next day...

Manik and Nandini come to market
Then same time anika and bhavya also come their

Bhavya : bhabhi ek kaam karte hai phele Trisha ke liye kuch achi si dress le lete hai

Anika : ha bhavya tum sahi kah rahi ho .. phir hum apne liye kuch lenge

Bhavya and anika come to a shop and start shopping for Trisha ..Manik and Nandini come to the side shop at same  time...But Manik stand between anika and Nandini so anika can't see her

After some time...

Anika : ab chale bhavya .. shopping toh ho gayi

Bhavya : ha bhabhi chaliye aur driver car yahi le aaya hai

Bhavya and anika sit in car .. driver start car... .But Bhavya catches a glimpse of Nandini to which she is shocked.
she looks out the window but she can't find her

Anika : what happened .. bhavya kya dekh rahi hai

Bhavya : kuch nahi bhabhi bas aise hi

Anika : ok (with smile)

Bhavya (in mind) : oh god kya maine abhi abhi mannat ko dekha nahi aisa nahi ho sakta .. woh toh mar chuki hai uska antim sanskar meri ankho ke saamne hua tha phir .. woh .. shayad Mera bharam tha shayad mujhe koi misunderstanding Hui hai uske jaise dekhne wali koi ladki hogi ..

Bhavya try to ignore but she can't

In hotel room

Manik : Nandini ho gayi tumhari shopping .. yaar tum ladkiya kitni shopping karti ho

Nandini : manik yeh hamara favourite kaam hota hai shopping karna ..

Manik : aur pati ki jeb khali karna nahi

Nandini : aur nahi toh kya yeh huq hota hai hamara

Both laughing ...

Nandini : tumhe nahi lagta manik ki hume apna relation ek level up lekar jaana chahiye

Manik understand what she try to speak

Manik : Nandini please for god sake yaar .. maine tumse kitni baar kaha hai mujhe abhi bachche nahi chahiye aur tum kya kehna chahti ho main samajh raha hu so please stop this .. baby and all ...

Nandini : par manik agar babies honge toh kitna acha hoga na aur hamara relations bhi toh strong hoga .. jab woh tumhe papa bolega aur mujhe mummy toh kitna acha hoga woh feeling kaisi hogi (Manik close his eyes ) hum parents ban jaaenge hamara bhi baby hoga ..

Manik : Nandini hamara relations already itna strong hai ki baby ki zarurat hi nahi hai

Nandini : nahi manik mujhe hai zaroort .. I don't know ki tumhe ho kya gaya hai .. leave it mujhe baat hi nahi karni main bahar jaa rahi hu park main

Nandini left from their

Manik : ab main tumhe sach kaise batayu Nandini ki main bhi chahta hu hamara baby ho but yeh sach kaise batayu ki tum kabhi maa nahi ban sakti agar ban gayi toh tumhari jaan ko khatra ho sakta hai aur woh main bilkul bhi nahi chahta.I wish ki main tumhe bata paata ..

Manik also left from their

Both come in park and sitting on bench ..both were silent

Manik : Nandini

Nandini : hmmm..

Manik : bachcha baat nahi karoge apne manu se

Nandini : nahi .. mujhe nahi karni baat

Manik cuped her face with his hands

Manik : please jaan please try to understand also my feelings .. mujhe jab bachcha chahiye hoga I will tell you na please bachcha mujhse upset mat ho

Nandini : ok kiya maaf ...

Manik smile both hug each other

In Oberoi mansions

Bhavya come to her room

Bhavya. : Yeh kaise ho sakta I mean mannat .. nahi woh mannat nahi ho sakti agar woh mannat nahi hai toh phir kaun hai .. ho sakta hai uski hum sakal ho possible hai kyuki shivaay bhaiya aur shivaansh ki bhi toh ek dusre se sakal milti hai .. nahi mujhe kaise bhi karke pata lagana hoga akhir kar woh ladki kaun hai aur yaha kyu aayi hai tab tak ghar main uske baare main kisi ko nahi pata chalna chahiye specially shivaansh ko toh bilkul bhi nahi

Bhavya call in police station

Bhavya : hello mr. Sinha mujhe aap se ek help chahiye thi

Mr. Sinha : ji mam boliye kya helo chahiye hai aap ko

Bhavya : dekhiye main ek photo send kar rahi hu aap ko. Uss ladki ke baare main aaj shayam tak mujhe information chahiye ok

Mr. Sinha : ji madam aapka kaam ho jaaega

Bhavya : thank you so much

Bhavya cut the call and she send mannat pic to mr. Sinha

Then rudra come in room he see bhavya

Rudra : kya hua bhavya tum thik ho na aise pareshan kyu ho

Bhavya : kuch nahi rudra bas aise hi kuch soch rahi thi

Rudra : thik hai

Rudra goes to washroom

Bhavya : I am sorry rudra mujhe aap se jhut bolna pada Aaj life main pheli baar aisa hai jo maine aap se baat chupai hai lekin yeh important hai hamari family ke liye ... I hope jab sach bahar aaye tab aap samajh paaye main itni badi baat aap se aur family se kyu chupai thi

Continue...

Next chapter : anika hit by a car...
Nandini take her to hospital

Oberoi family come their

Will they meet her or not

I hope you enjoy it
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️

Guys go and cheak my next series 2 of my monster husband

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Guys go and cheak my next series 2 of my monster husband

My monster husband (Series #1)Where stories live. Discover now