the jealousy🌈✨

620 69 17
                                    

So guys kaise hai aap log tho shuru karte hai bina time kharcha kiye......

Sb baat kar rhe hote hai..... Lekin sirf anubhav hi bahar se dekh raha hota hai..... He was happy as his sister was happy..... But a kind of jealous also seeing ajay and karishma sharing a good sister brother bond.....

Ks : bhaiyaa kaha hai..... Abhi tk nhi aaye.....

Hm : hum dekh ke aate hai.....

Ks : jii bhabhi.....

Here anubhav is taking to himself : karu thik hai abhi...... Yeah sb humare vjh se hua tha...... hum kaise itna careless ho skte hai unhe leke..... Hume pehele unhe le jaana chahiye tha kamre me...... Agar unko kuch ho jaata tho hum reh nhi paate unke bina..... Gudiyaa hai vo humari..... Bhale hi hogi vo bhaukal dikhane wali.... Lekin hume pata hai unka bachpana...... Hum aage se unke liye koyi risk nhi lenge..... Hum unhe hamesha apne pass rakhenge......

Haseena bahar aati hai tho dekhti hai ki anubhav jo bahar chairs hote hai vaha pe baitha hua hai..... Aur kuch soch rha hai..... Vo usse shake karke reality me laati hai.....

Hm : kyaa hua anubhav..... Aap kyaa soch rhe hai.....

As : kuch nhi haseena jii..... Bss yeah soch rhe hai ki yeah sb kitne jldii hua na..... Humne itne maze kiye aur achanak yeah accident..... Agar behna ko kuch ho jaata hai..... Prayal macha dete hum...... Hume unpe ek kharoch tk bardasht nhi.....

Hm : jbtk aap karishma ke saath hai..... Usse kuch nhi ho skta..... Chaliye ab andar karishma ko dawai dena hai.....

As : haa aur vo dawai nhi leti hai..... Unki nautanki chlti hai..... ( Chuckling as he remembered how much tantrums she does while taking medicines )

Phir vo dono saath me andar jaate hai...... ajay abhi bhi andar hi hota hai....

As : karu chaliye dawai le lijiye.....

Ks : bhaiyaa hume nhi leni dawai.... Hum tho aapke chote se..... Itnu se pyaare se behan hai na..... Aap hume dawai mt dijiye na..... ( In a baby voice )

Ajay : laiye bhaiyaa main khila deta hu...... Mujhe pata hai yeah aise hi nautanki karti hai.....

As : shreeman aapko aaj koyi karya nhi hai..... Subah se yahi hai..... Aur karu humari behan hai..... Hum unhe sambhal lenge.....

Ajay : jii bhaiyaa.....

As : karu chaliye dawai lijiye.....

Ks : nhi bhaiyaa hume nhi lena.....

Ajay : le le na buddy..... Kyuu bhaiyaa ko tang kar rhi hai.....

Ks : aghh.... Thik hai tu bol rha hai isliye le rhe hai..... Nhi tho hume nhi khani aise kadwi dawai.....

As somewhere got hurt..... Her knew to handle her..... But she listened to ajay instead of him..... This made him insecure of loosing her...... He gave her the medicine...... And she ate it quickly.....

As : haseena jii hume na kuch kaam hai..... Hum chalte hai.... Aap behna ka dhyaan rakhiyega..... Aur kuch bhi pareshani ho tho hume call kar dijiyega.....

And he left without waiting for a answer......

Ks : amma ab inko kaa ho gya..... Jbse ajib ajib harkate kar rhe hai.....

Hm : hume lgta hai unhe bura laga.... Aapne unki baat nhi mani..... Aur unse baat bhi nhi kiya..... Vo aapke liye pareshan the..... Aur aapko kho dena ka dar hai unhe...... aur vo aapke accident ke liye khud ko blame kar rhe hai..... kyuuki humne unki baate suni thi...... vo aapko leke kuch jyada hi insecure aur possessive ho gye hai......  Isliye vo aise react kar rhe hai.....

Ks : bhaiyaa bhi na..... Bache hai..... Bhabhi aap na hume bhaiyaa ke pass le jaiye..... Hum karte hai unse baat.....

Hm : lekin aap kaise..... Aapko tho lagi hai na.....

Ks : areyy hum thik hai..... Vaise bhi choti si chot hai..... Aur bhaiyaa gussa rahenge na tho hume vaise bhi shantiii nhi milengi..... Aur aaram karenge tho thik ho jayenge......

Hm : thik hai..... Hum discharge ke formalities puri karte hai...... lekin aapko pata hai ki anubhav kaha hai.....

Ks : ( smiled ) ghr pe hoge...... Humare kamre me.....

Hm : aap itni sure kaise hai.....

Ks : kyuuki hum unhe bhtt aache se jante hai..... Vo jbhi bhi pareshan hote hai yaa koyi aisi baat hoti hai tb vo humare kamre me hote hai..... Unhe vaha sukoon milta hai aise Bolte hai..... Ab hume nhi pata ki aisa kyaa hai vaha.....

Hm : aapke hone ka ehsas.....

Karishma smiled..... And haseena left to do the formalities......

Here karishma was thinking about the plan to pacify her big brother......









Finishhhh
Late ho gya..... Lekin church gyi thi vaha se aake abhi time mila likhne ke liye..... Sorry late karne ke liye..... Aur kaisa laga aapko comments me batana next part jldiii aayega
STAY SAFE STAY HEALTHY...... 💜❤️

THE KARISHMA SINGH.... 😎💖💖Where stories live. Discover now