One Month Stay-6❤️

2.9K 218 12
                                    

Next Morning, Karan wakes up. Teju is not there. He gets up, Brush his teeth, Take a bath and come to the room

Karan : Ye kaha gayi hai. Washroom k door ki awaj sunke bhi nahi aayi idhar.

She is in kitchen.

Karan : Laddoooooo

Teju : Good Morning Sunnyyyyy. Abhi kaisa lag raha hai?

Karan : Bohot acha lag raha hai. Abhi Headache bhi kam hai.

Teju : Chalo Achha hai.

Karan : Kya kar rahi hai subah subah ye sab?

Teju : Tere liye juices banaye, Chai Nashta banaya aur khana bana diya.

Karan : Itni jaldi kyu??

Teju : Teri PPT banani hai na

Karan : Matlab?

Teju : Tu batana mai type karungi. I will help you. Wednesday Tak chhutti li hai

Karan : Pagal hai kya tu?? Itni kyu???

Teju : Dekh pehle tujhe help karungi aur phir bola tha na ghar jana hai

Karan : Baby pehle hi month mein itni chhuti se galat impression padta hai. Aisa mat kiya karo.

Teju : Yaar kuch nahi hoga. Sirf salary se cut hote hai paise

Karan : Baby yaar man le kabhi kuch mera bhi. See tune pehle Monday Tak ki boli thi na utni hi chhutii rakh. Mumbai chali jana Monday ko. Subah jake sham wapas Pune aa jana but itni chhuti mat le

Teju : Hmm thik hai. Chal abhi teri PPT karte hai aja

Teju is typing according to him.

Karan is sitting beside her bu putting his head on her shoulder.

He is kissing her cheeks randomly in between their work

Teju : Oye ja chal chai nashta lekar aa. Bhul hi gayi thi mai. Aur chai garam karna ha please

Karan : Bimar se kam karva rahi hai sharam nahi ati?

Teju : O Hello ab tu itna bhi bimar nahi hai ja chal

Karan bring tea and breakfast for them.

Teju : Please aaj thoda khud se kar le tu. Khana le khudse, Juice khudse le lena. Mai ye kar rahi hu. Mujhe to half din me hi thakan ho rahi hai. 

Karan : Thik hai tu ruk aur khana kha le pehle.

They eat food and again start working.

Karan : Teju chal ab thoda mai kar deta hu. Tu aram kar le na

Teju : I am doing it na. 

Karan : Thak jayegi tu. Ab kon dhyan nahi rakh raha khudka?

Teju : Ab bas dinner tak badme bandh kar dungi.

Karan : Sure na? Dekh ye important hai lekin tera sahi hona bhi important hai

Teju : Achha to abhi pata chal raha hai. Itne din mai bol rahi thi tab to nahi samaj aya 

Karan : Areeee bas ab suna mat 

Teju : Karan ek baar temperature check karna zara

Karan check the temperature

Karan : Nahi hai 

Teju : Chalo Achha hai

Karan : Tujhe dekh kar wo bhi dar gaya

Teju : Shut up Yaaar

Karan : Masti kar raha hu Laddo

Karan kissed her cheecks.

Uff ye ishqWhere stories live. Discover now