One Month stay-8❤️

3.2K 227 4
                                    

Vikas : Guys agar tum dono ab fighting nai karne wale ho to phir mai ja raha hu mere ghar

Karan : Chal na veere aisa kya kar raha hai

Vikas : Nahi yaar mujhe bhi to kam hai ghar pe. Hum

Karan : Dekha Teju dekha ek din mujhe kuch apni marzi ka karne nahi de rahi tu

Teju : Abee iss insan k dimag me kuch ghusta hai ya nahi. Tu aur tera jao na jaha bhi jana ho. Mujhe kya mujhe apne ghar jane do. Samaj me aya kya kuch?? You can do whatever you want. Just let me go to my home. Aur koi language me sunana hai ya samaj aya?

Karan : Samaj gaya

Karan doesn't know what to say after that. Or even what to do.

Vikas delighted watching this.

Vikas : Sahi ladki mili hai tujhe. Guys chalo pehel Bhabhi ka kuch saman to lena hoga na gharse. Wo lete hai phir decide karenge.

They all reached their home.

Vikas : Bhabhi aap apne bags leke aao.

Teju go to take her bags.

Vikas : Kya Bro kyu pareshan kar raha hai usko?

Karan : Kya kiya maine?

Vikas : Usko jane do na ghar usme kya hai aur tu bhi ja. Mai to idhar hi hu 5-6 months.

Karan : Yaar but kitne time baad mile

Vikas : But abhi usko bhi to apne ghar ki yaad aa rahi hai. 1 month idhar thi. Akele ghar sambhalna easy thodi hai. Thoda mentally bhi rest chahiye na

Karan : Ha to usko jane deta hu.

Vikas : Tu bhi ja to ye Jo matter hai wo solve ho jayegi. Kyu faltu me solve kiye bina rehna. Misunderstanding badhegi na bro

Karan : Thik hai.

Teju comes there with bags.

Karan : Mai bhi aa raha hu. Mere kapde lene jana padega

Teju : Rakhe hai mere bag me

Karan : Oh What a Planning!!

Vikas : Chalo mujhe kam hai tum dono jao. Enjoy.

Karan : Chal Bye

Karan hug Vikas.

Karan and Teju leave for Mumbai

After some time they both realized that what was said by them. They both are feeling guilty for ruining Mood.

Karan : Teju wo hai na

Teju : Let it be Karan

Karan : Sun to

Teju : Nahi sunana

After a while, he again tried

Karan : Teju

She is sleeping so she didn't answer

Karan : Teju kuch khana hai? Tera favourite cafe aa gaya

Teju didn't answer. Karan look at her.

Karan : Hash so gayi. Ab achha lagega usko.

Finally They reached her home.

Karan get out of the car, open her side of the door and move his hand lovingly on head.

Karan : Laddoo uth ja

Teju : Hmmm

Karan : Uth ja Laddoo, Ghar aa gaya.

She immediately open eyes.

She rushed in the house.

Firstly she hug her parents tightly.

Uff ye ishqWhere stories live. Discover now