Ch 10

1.3K 76 18
                                    

As I said that I will update two parts today so here is your second part and also I will try to make it of 600 to 700 words as my all parts are upto 300 to 400 words.

They start cleaning 🧹

Fa: vaise aap logo ko pata hai hum Karan aur sanju ko kitne ssare naamo se bulaate hai.

And wink at saran😉

Flashback will be in italics

Flashback

Fa: in mohtarma ne accha nahi kiya hume dodo bulake ye hume sirf humari koel hi bula sakti hai aur hume inse dodo sunke aisa kyu laga ki ye humari koel hai .

Saran: humari koel😏😏

Fa:😅😅

Ka: vaise baat to sahi kaha tune aur ye Rani sahibaa ne  bhi abhi kya kaha ki tu iske bhaiyu jaisa dikhta hai aur ye baat sab log jaante hai ki tujhe bhaiyu sirf monami bulaati hai aur Inka naam bhi to vaise hi hai Monami, Siddharth aur koel aur baate bhi unhi se milti hai, to kahi ye...😏😏😏😎😎😉😉

Saran: vahi to nahi.😲😲

Sa: lekin agar ye vo honge to bhi hum pata kaise lagayenge kyunki vo to bhaut chhote the jab hum aakhri baar mile the aur vo Siddharth ke parents se itna naaraz ho ki vo kabhi bhi apne parents se baat bhi na karte.🥺🥺

Kaizi too have tears.🥺🥺

Ka: to chalo pata lagane ki koshish karte hai ki ye vahi hai ki nahi jo hum soch rahe hai.( with ulti khopdi smirk😏😏)

fa: kya chal raha hai tere dimaag mein.

Sa: ha bhaiya apke chehre pe jo smile hai na ye danger ka nishani hai.

Ka: ab galti ki hai apne professors ki buraai karka to saja to milni chahiye na.😏😏

fa: kuch samje na ki aapke dimaag main kya chal raha hai par itna sure hai ki kuch khurafati chal raha hai.

Sa: hume bhi.

Ka: dekhte jaayo.

Flashback ends

To guys kaisa laga flashback mein jaake.

Saran: ha to hum bhi to tumhe kitne saare naamo se bulaate hai.

Sid: ha vo to hum bhi karte hai.

Mo: jaise main Siddharth ko kitne saare naamo se bulaati hu like Sid, kamina, protective bhai, bro,nalayak.

Everyone look at her and she realised that she made a grave mistake.

Flashback of cabin when sidmoel hadn't come.
Ka: agar vo monami,Siddharth aur koel hi hai to monami se baato baato mein baat nikalna sabse aashan baat hai.

Sa: mtlb ke ho apka bhaiya aap kya karne vale ho.

Fa: ha janabji.

Ka: to sun, vo log abhi aayenge to hum unko punishment denge ki library aur storeroom unko saaf karna hai par tab jab college khatam ho jaaye aur unke paas un teeno ke alava koi na ho aur jab vo saaf safai kar rahe honge to hum jayenge aur unse baato baato mein unke baare mein kuch janne ka koshish karenge. Thik hai.

Safa: thik nahi mast plan hai bhaiya/ janaab.

Flashback ends

Mo: vo..vo ye kitna cute hai na dekho while pulling his cheeks and mumbled a sorry.😔
( Trying to distract)

Everyone were in tears🥺🥺😢😢😭😭

Saranfa were in happy tears kyunki Bhai unka Shak dhire dhire yakin mein badal raha hai ki yahi unke dost hai aur sidmoel were in sad tears as they recall their moments with their parents and friends.

Ko: ha aur mein monami ko bhaut kuch bulaati hu jaise Mona darling, monu, behna,princess.

Ka: princess to bhaut hi pyaara naam hai.

Mo: ha aur ab aap sab bhi to bataiye ki aap ek dusre ko kis naam se bulaate hai.

Ko: ha bolo na tab se to hum hi bol rahe hai aap bhi kuch boliye na sir and mam.

Trying to distract the topic.

Because monu ne Sid ko aur koel ne monu ko galti se sad kar diya hai.

Sidmoel starts doing their work fastly because they were not able to understand that what happened to them why they are opening this much in front of strangers which they thought but readers know that saranfa are not strangers to sidmoel.

Now meet u in next update bye bye.

When Khadoos met Rani Sahibaa (Slow Update)Where stories live. Discover now