ch 29

846 57 20
                                    

Solly Solly Solly pata hai mujhe ye update kal hi dalna tha but kya karu achanak se ek test agaya and phir likh nahi paayi

___________________________________________

So ye raha aapka naya chapter

To ab suru hota hai new day aur jr. Agent ki college ka first day to dekhte hai ki kya kya hota hai aakhir chila ka first day hai

Note: chila ek saath ek hi ghar mein rehte hai

Ch: Bala jaldi taiyar ho ja aaj first day hai samja

Ba: aaya babes bass do min

Ch: chal besharam

Ba: ahm ahm main to bass apne gf ke saath romance kar raha tha

Ch was red like cherry : aah ab aa bhi jaa khake jana bhi hai

Ba: kya milega khane mein cherry ya tomato

Ch: balaaa

Ba: acha thik hai thik hai chal ab bata de ki breakfast mein kya hai

Ch: sandwich

Ba: yummy 😋 jaldi do

Ch: haa betho main dono ke liye leke aati hu

Ba: ok

Uske baad dono ne breakfast Kiya aur college ke liye nikal gaye

Ab chalte hai professors cum secret agent ke ghar

Karan and sanju were doing their all time yoga

Aap sab guess kar sakte hai jyada hard nahi hai umm sabhi ko pata hai faizi ko neend se uthana

Ab Chalke thoda unse bhi sun lete hai ki ho kya raha hai

Ka: saand ab uth bhi jaa warna main tera katl kar dunga

Fa: umm to ammi ko kya javab doge

Ka: ammi ke paas unka ye beta bhi hai or ye beta unka dhyaan rakh lega

Fa: amm tum humara sahi mein murder kar doge

Ka: haa agar tu next 3 count tak mein nahi utha to sahi mein tere andar 6 goli daal dunga
Sanju jaa to meri service revolver lete aa

Sa: jii bhaiya

Fa: aee ruk sanju main uth gaya dekho main uth gaya

Sanju and karan starts laughing at faizi's reaction

Arey bhai Karan ke ulti khopdi dimaag ka khauf hai pata chala sahi mein chala diya but itna to bharosa hai ki nahi karega par tab bhi

Ab tino gaye hai bath lene dekhte hai ki ab kya kaand hota hai

Sanju naha Li hoti hai and faizi bhi bass Karan baaki tha baahar aana

Sa: aaj bhaiya ka to shampoo karne ka din hai aaj unko jyada time lagega main breakfast bana deti hu

Fa: sanju aaj breakfast tu bana de kal Maine banaya tha

Sa: thik hai lekin banaye kya

Fa: 🤔 umm brownie with chocolate milkshake

Sa: thik hai

Sanju went to make breakfast

In kitchen sanju was making breakfast and faizi was coming to kitchen

Sa: kya hua Bhai breakfast ko kya kacha khana hai ki yaha tak agaye

Fa: arey nahi nahi vo to hum soch rahe the ki Karan ko aaj kuch jyada time nahi lag raha mtlb normally vo ab tak aa jata hai

Sa: baat to sahi hai aapki Bhai aaj kuch jyada hi time lag raha unhe

Tabhi unhe kisi ki chillane ki avaj aati hai aur vo avaj rhi Karan ki ji haa sahi suna sorry padha aap sabne

Sa: ye bhaiya kyu chilla rahe hai

Fa: jaake dekhte hai

Sa: hmm

Vo dono Jake dekhte hai ki Karan bathroom se bahar nikla huya tha vo bhi sirf towel mein aur uski puri body mein soap laga tha

Ka: aahh mera aankh jal raha hai

Sa: bhaiya aap aise kyu bathroom se bahar nikal gaye bina nahaye aur sirf towel mein aur to aur itna chilla kyu rahe hai

Ka: sanju bathroom mein paani nahi aa raha aur mere aankh mein soap chala gaya hai aur jal raha bhaut

Fa: lekin paani kaise khatam ho gaya

Sa: arey abhi ispe sochne se acha hai inko peene ka pani dete hai varna inki aankh jalte rahegi

Fa: haa chalo dono leke aate hai jaldi ho jayega

Sa: thik hai chaliye jaldi

Ka: jaldi lao

Sanju and faizi: laaye

Uske baad dono ek ek baalti leke aaye aur Karan ke upar daal diye vo bhi Karan ke room mein aur Karan chillaya aur kaapne laga reason vo log Manali mein hai or August ke mahine mein dono ne Karan pe barf wala Pani dala hai

Ka: ye barf wala Pani kyu laya

Sa: bhai ne kaha ki freeze ka pani daal dete hai or barf bhi isse pani ka capacity jyada ho jayega

Ka: or tum logone ye nahi socha ki iss thand mein mera kya hoga barf vali pani mein

Fa: ab jaldi Jake kapde pehn le varna aur thand lag jayegi

Ka: haa jaise mujhe pata hi nahi tha or ab tum log jayoge to hi main change kar paunga

Ab aise hi ye log college ke liye nikle

___________________________________________

Ab milte hai next part mein bye byee❤️😍

When Khadoos met Rani Sahibaa (Slow Update)Where stories live. Discover now