Engagement 💍💍

808 90 46
                                        

So guys sabse pehle aap sab ka bahut bahut dhanyawad hame itna pyaar aur support Dene ke liye laga nhi tha itna pyaar milega par thank you very much 🙏🙏

Aur hum professional writer nhi h so mistakes ignore kijiye aur kahi par bhi koi bhi suggestion ho to aap de sakte h

So ab shuru karte h

Aparna ne pandit ji ko ghar bhulaya aur shaadi ki Tarik niklvayi jo ki ek hafte baad ki thi aur do din baad sagai thi.   

Aparna: Tanya beta aapko aur charu ko shopping par Jana h shaadi ki

Tanya : dadi par shopping par charu ko driver ke saath bhej dijiye aur hamari shopping hum online kar denge

Aparna: argument nhi beta aap ja rahi h to ja rahi h

Tanya kuch bole usse pehle kirti bolti h

Kirti ; dadi m bhi jau shopping par please 🥺🥺

Aparna: ha jaiye aur engagement ring bhi le aana aur Tanya thank you beta hamari baat manne ke liye

Tanya nod karti h aur kirti ke saath charu aur Krish ko unke ghar se pich karke Charo mall ke liye nikl jaate h aur mall phuchte h

Kirti : bro aap aur bhabhi shopping kar lijiye aur idar hum aur Krish kar lete h

Tanya ha  m nod karti h aur charu ko apne saath and ka isara karti h

Kirti ; aur Krish kuch bataiye apne baare m ab hum aur aap ristedar banne bale h

Krish : yes mam par kuch h nhi batane ko

Kirti ; mam nhi kirti boliye aur hamse dosti karenge 🤝

Krish ; jii kirti friends 🤝

Krish ; kya aap hamare saath coffee piyengi

Kirti : bilkul vo dono coffee pine jate h

Aur yaha Tanya aur charu apne apne liye shopping karte h aur aakhir m ring le lete h charu ki pasand ki kyoki dadi ne kaha tha
.
Tanya :  hame bhuj lagi h agar aapko thik lage to hum kuch kha sakte hai restaurant m

Charu : jii hame bhi bhuk lagi h

Tanya aur charu dono restaurant m jaate h aur order karte h uske baad charo ghar chale jaate h .

Aaj engagement hoti h

Sabhi mehmaan aa jate h ab charu aur uski family aati h

Sabhi mehmaan aa jate h ab charu aur uski family aati h

К сожалению, это изображение не соответствует нашим правилам. Чтобы продолжить публикацию, пожалуйста, удалите изображение или загрузите другое.

Charu's outfit

Dadi charu ko sabse milbati h aur phir charu ki nazar Tanya par padti h jo upar se aa rahi hoti h

Dadi charu ko sabse milbati h aur phir charu ki nazar Tanya par padti h jo upar se aa rahi hoti h

К сожалению, это изображение не соответствует нашим правилам. Чтобы продолжить публикацию, пожалуйста, удалите изображение или загрузите другое.

Tanya's outfit

Dono ek dusre ko dekhkar khi jate h ye sab mouni dekh rahi hoti h aur jal rahi hoti h

Tanya niche aati h aur Tanya aur charu ki sagai hoti h

Tanya niche aati h aur Tanya aur charu ki sagai hoti h

К сожалению, это изображение не соответствует нашим правилам. Чтобы продолжить публикацию, пожалуйста, удалите изображение или загрузите другое.

Rings

Ab baari hoti h couple dance ki sab log dance kar rahe hote h aur engagement couple beach m hota h

Song

Dekha hazaro dafa aapko phir bekarari kesi h sambhale sambhalta nhi ye dil kuch aapme baat esi h

Tanya ka haath charu ki waist par aur charu ki haath Tanya ke shoulder par hota h

Lekar izzazat ab aapse sanse ye aati jati h dhudese milte nhi h hum ab aap hi aap baki h

Dono ek dusre m khi jaate h aur Tanya charu ko dur karke phir apne pass khichti h jise charu ka back Tanya ki chest se touch hota h

Pal bhar na duri sahe aapse betabiya ye kuch aur hai
Hum dur hoke bhi pass h
Najdikiya ye kuch aur h

Tanya charu ka waist pakdkar apni Taraf khichti j jisse vo dono bahut kareeb aa jate h

Dekha hazaro dafa aapko phir bekarari kesi h sambhale sambhalta nhi h dil kuch pyaar m baat aesi h

Aagosh m h ab aapke esa sukoon aur paye kaha aankhe hame ye raas aa gayi ab hum yaha se jaye kaha

Tanya charu ke haath apne neck ke around dalti h aur khud apne haath uski waist kar rakhti h

Dekha hazaro dafa aapko phir bekarari kesi h sambhale sambhalta nhi ye dil kuch pyaar baat esi h

Dono ek dusre ke karib aane lagte h lekin taaliyo ki aawaj se jhatke se ek dusre ko chodte h aur chale jaate h

Mouni ; kya baat h Tanya jyada hi pasand aa gayi kuch vo behanjii

Tanya ; bebes i am the Tanya Roy aur hamara taste itna bhi kharab nhi h okk ye sab chodo aaj raat ka plan batao

Mouni ; meet me in my home after party 😉😉

Tanya : okk baby 😉😉

Ab party over hoti h. Mallik's apne Ghar chale jaate h aur Tanya mouni ke ghar

That's it for today thank you guys
If you guys have any suggestions so please post me

Please votes and comments ❤️


Upcoming: rasme ,💖💖💖

💓💓Dil galti kar baitha hai 💓💓Место, где живут истории. Откройте их для себя