dinner part 2

2.1K 170 2
                                    

Teju aur vidhi apni car ki taraf jane lagte hai tabhi karan kahta hai

Karan- kaha ja rahe ho tum dono

Teju- car main aur kaha😒

Karan- ha vo mujhe vi pata hai

Teju phir kyu pucha....teju aur umar laugh..

Karan- main isliye bol raha hoon main ne tumhare driver ha car ghar le jane ko bol diya hai

Teju- kya...per kyu

Karan - kyuki tum dono hamari car main aa rahe ho

Teju aur vidhi- ok

Karan- umar car tu drive

Umar- main nahi aap karo

Karan - tu kar na

Umar kuch bole usse pahle karan give him aa angry look...ye sab teju dekh leti hai aur blush karti hai

Umar theek hai theek hai main drive karta hoon

Phir vidhi aur vidhi piche betne lagte hai tabhi umar kahta hai

Umar- vidhi tum aage beth jao

Karan pov- kuch toh akal ki baat ki mere bhai ne

Vidhi- main kyu bethu

Umar vidhi ko akho se ishara karta hai aur kahta hai- beth jao na

Vidhi samaj jati hai aur kahti hai- ok

Phir karan aur teju piche beth jate hai... Lekin teju bilkul shaant thi tabhi karan kahta hai

arranged marriageWhere stories live. Discover now