Part 27

268 55 1
                                    

So lets begin

She screamed so loudly and started crying.

She ran inside back to Susheela.

Misha - mumma mumma mumma 😭

Susheela - misha what happened my baby..

Misha - pa pa.. Ne.. 😭

Susheela - kya hua?

Misha - vo.. Papa ne meri 🤧😭 c..

Susheela - kya?

Misha - papa ne meri cycle ke supports nikal diye 😭.. Ab mai.. Mai cycle kaise.. Chalau..

Susheela - 🤦‍♀️ye baat hai

She nodded in yes crying

Susheela - okay first wipe your tears.

She wiped her tears.

Susheela - how old you are?

Misha - 6 years old.

Susheela - very good so you should learn how to ride a cycle with out supporter.

Misha - mumma mai gayi to... Mai to already itni choti si hu.. Gir gayi to pata nahi milungi bhi ya nahi.

Susheela - tumhare papa tumhe kahi se dhund kar lekar aayenge jao.. Kaha tha na jana hai tu hai abhi.

Misha - jau?

Susheela - yes.

Misha - pakka jau kya?

Susheela - chhod kar aau?

She ran out the room.

Misha - meri cycle ke support kyo nikale aapne.. Mai gir gayi to.

Pramod - don't worry hospital bhi to Paas me hai.

Misha - noooo...

Pramod - okay I'll teach you.. Come.

Misha - no.

Pramod - come

Misha - okay.

Pramod - okay sit and keep your back straight and look forward.

Misha - ab kya karna hai?

Pramod - make a grip on the handle properly.

Misha - aap mughe pakad kar rakhna.

Pramod - ha

Misha - pakka na

Pramod - ha

Misha - okay

Pramod - now paddling

Misha - papa mai gir jaungi pakka.

Pramod - nahi hoga

She starts paddling and pramod was supporting her from back.

Misha - aapne pakad kar rakha hai na mughe.

Pramod - ha

Misha - dekho mai slowly chala rahi hu chodna mat.

Pramod - ha na nahi chodunga.

He didn't left her till she started riding properly suddenly he left her

Misha - aapne pakad kar rakha hai na mughe.

Pramod shouted - ha pakda hua hai.

She started working properly and stopped.

Pramod - okay come back.

Misha - aapne mughe kab chhod diya?

Pramod - jab tum khud chalane lagi now come back.

Misha - ha.. She came back driving it.

Misha - dekha i learned it so well.. Ah... Papa mai gir gayi.. 😭 Mughe lag gayi.

Pramod - kisne kaha tha handle chodne ko.

Misha - mughe aapne giraya hai abhi to ghar bhi jana aur mumma ka 30 mins ka lecture bhi sun na hai.
You both are useless. Kitna bhi samjhau samajhte nahi. Mere liye ek problem karte rehte hai. Pata nahi kab sudhrenge Pramod tum to bhot careless ban gaye ho ek kaam bola tha kar nahi paye ab ye bhi tum karoge i have work....

Pramod - acha ye Yaad hai tumhe.

Misha - ha last time ko kuch new bhi bola tha kya tha vo kya tha.. Ha.. Pata nahi kis Ullu ke pathe se shaadi karli..

Pramod - shut up don't copy your mother.. Vo mughe sunati hi rehti hai.

Misha - ab Phir sun nenke liye ready ho jao. Chalo vapas.

They went back home

Susheela - You both are useless. Kitna bhi samjhau samajhte nahi. Mere liye ek problem karte rehte hai. Pata nahi kab sudhrenge Pramod tum to bhot careless ban gaye ho ek kaam bola tha kar nahi paye ab ye bhi tum karoge i have work...

Both - 😕

Susheela - samajh me aa raha hai ya samjhu.

Pramod - nahi aa gaya samajh me mai na samajh nahi hu.

Suddenly

Servant - sir there's some one came to meet you both.

Pramod - who?

Servant - sir they are misha's class mate's parents.

Pramod - fine.. Send them.

When they came.

Misha - tum yaha kya kar rahe ho.

Boy - tumhari complaint karne aya hu tumare parents se.

Susheela - misha you know him.

Misha - ise.. Ha janti hu mere class me hai. Ansh.

Ansh's mom - dekhiye aapki beti ne kal school me ansh ko water bottle se mara.

Ansh - aur mai washroom ne tha to mughe vahi lock karke bhaag gayi.  Mere table par paani gira diya. Sari class ke samne board par likh diya ansh is idiot. Aur mere bag se saari chocolates nikal kar kha gayi. Mere pencil box me fake cock roach karh Diya Mai bhot dar gaya aur rone laga aunty misha bhot buri hai 😭

Pramod - misha.

Misha - haw..jhoot bolta hai maine cock roach nahi rakhna tha pata fake lizard the papa maine cock roach nahi rakha tha ye jhoot hai.

Did you liked her grown up.

Vote - 50

Thank you 🙂

Billionaires love... (completed) Where stories live. Discover now