Strike

481 44 18
                                    

The next day everything was going normally.. outside the station however.. R: Aaj se haseena malik.. tumhari band hum bajayenge..

Just before lunch... Rakesh made a noise outside which made the thana members come out.. he rushed inside and opened haseenas tiffin and quickly mixed the drug with her food...

Hm: Yahaan to kuch nahi hai.. chan bhi mar li... aise awaaz kya bana sakta hai..

Ss: Maddam sir aise koi awaaz hua hoga.. pata nahi kaise.. agar hua hoga.. Haseena nodded and they went back in.. While Rakesh escaped out the back window..

_________________________________

Pushpa soon called her for lunch... Haseena came and sat with them and ate their food.. all were in a good mood.. they finished their food and called Karishma..

Santosh and cheeta were chatting.. Haseenas stomach was hurting.. suddenly it hurt extremely badly.. Hm: Aaaaaahh...  aahhhh..

Cheeta  and Pushpa quickly went to her...Cc: Maddam sir.. maddam sir.. he hugged her.. pushpa ji paani..

Pushpa quickly brought it for her.. Ps: Hum inki davai late hai... thoda vakt baad theek hojani chahiye.. she quickly brought and fed her the medicines..

Cc: Shaant shaant ho jaiye aap.. He hugged her softly till she calmed down.. While pushpa and santosh cleaned up the table.. while karishma stayed worried on the phone.. ab theek lag raha hai.. Haseena nodded weakly..

Ks: Ama santu ka ho raha hai vahaan.. maddam sir theek hai na..

Ss: Uhh.. v..vo.. maddam sir ke pet me dard ho raha hai.. 

Hm: Are santu unhe kyu bata rahe ho... 

Ks: Hume kyu nahi batayegi vo.. aur aap.. khud ka dhyaan nahi rakh sakti hai aap.. Haseena protested.. Aap hi ne kiya hai.. din bhar kaam.. aaram dur tak nahi hai.. khud ka halat aapne hi kharab kiya hai.. 

Hm: Lekin karu humne kuch nahi kiya.. before karishma could say anything.. sachhi keh rahe hai... zyada nahi kaam kiya hai.. files sirf.. aur hum aaram bhi kar rahe hai.. aap sabse puch lijiye.. kuch ulta sidha nahi khaya.. sirf apna ghar ka bana.. aur pushpa ji ka.. aapki kasam.. 

Ks: Humara kasam kha li... jhooth to aap nahi keh rahe hai aap.. agar aap kuch galat nahi kha rahe hai.. kuch nahi kiya hai.. kahin... vo.. 

Pushpa understood.. quickly took the phone from santu.. put it off speaker.. Ps: Ab kahiye.. 

Ks: Kahin rakesh to nahi.. vo bhag gaya tha.. agar vo maddam sir pe hamla karne ki koshish kar raha hai.. she stopped.. Pushpa and Haseena looked at each other in worry... Hum... hum unhe kuch hone nahi denge.. hum Dr. se kehke unke sath rahenge... 

Hm: Shaant shaant karishma.. aap panic mat kijiye.. hum theek hai.. aapko yahaan rehne ke zarurat nahi hai..

Ks: Nai nai.. Aapko hum kuch nahi hone de sakte.. aap meri maddam sir hein.. aapko kuch ho gaya to humara aur thana ka kya hoga.. 

Hm: Shaant bachha shaant.. yahaan sab hai humara dhyaan rakhne ke liye.. 

Ks: Lekin vo... vo aappe hamla karne ki koshish kiya to... 

Hm: Bachha shaant ho jao.. kuch nahi hoga hume.. agar kuch hua na.. to hume poora yakeen hai kisi bhi tarike se aap hume sahi salamat rakhenge.. abhi ke lie aane ki zarurat nahi hai.. aapki recovery zyada zaroori hai.. She calmed karishma down and cut the call in a while.. But both Karishma and Haseena were worried.. 

Maddam sir case: Bura haalWhere stories live. Discover now