part 22

361 57 31
                                    

I am back

As fir ks k pass jata hai use dekhne use manane..

Ks ko kuch chahiye hota hai but wo apne ek hath se le nhi pa rhi hoti hai to As aata hai aur use de deta hai.

As - jab hamse nhi ho pa raha ho to hame help le leni chahiye..

Ks - aap yaha kya kar rhe jaiye

As - hamara apna ghar he hamari marzi ham kahi bhi jaye..

Ks - thik hai rahiye aap yaha akele ham hi chale jate hai...

As - kya ham sach me bahut bure hai. Behna ki hamari bahan hame dusra moka tak nhi de sakti.. Thik hai mat do aap hame dusra moka lekin kam se kam baat to karo.. Hamse nhi dekha jata ye aapka rukha pan...

Ks - diya to tha moka 7 din ka hame yaha aaye pure 15 din ho gye honge sir lekin aap in 15 dino me ek baar bhi nhi aaye.. Ya usse kam hue honge.. Lekin us din k hisab se bhi aap nhi aaye...

As - ham aaye to the lekin aap hi hamse baat nhi krna chahti ho..

Ks - achha baat to hame aapse abhi bhi nhi karni to jaiye aap..

As - esa kya kare jisse aapki narazgi dur ho jaye...

Ks - ek kaam kijiye hame apne haal pe chod dijiye akela.. Ham khush rahenge...

As - agr akela chodna hi hota to ham kabhi aapko ghar aane k liye bolte hi nhi...

Ks - q bola aapne ghr aane k liye aur kya kar liya aapne hame ghar pe rakh k han apni beti se jalil karnvane k liye... Uski bate sunne k liye..

Sach kahe hame uski baat ka bura nhi lgta jitna bura hame aapki ye chuppi se lgta hai.. Aap ek shabd nhi bolte ho. Kashi k aane se pahle kisi ko ek shabd bolne nhi dete hai.. Sach hi kahte hai log khud ki  beti k aane se log apni bahan ko bhul jate..hai..

Hame nhi lagta ki aap hamse pyar karte bhi honge... Qki ab to aapki beti jo aa gyi hai. Agr pyar karte to aaj na ham ghar se dur rahte na  ham aur aap ise lad nhi rhe hote sir...
Uske aane k baad aap sab kuch bhul gye... Hame bhi...

As - aapko lagta hai ham aapse pyar nhi karte qki hamari zindgi me hamari apni beti aa gyi hai.. Behna ek din nhi jata tha hamara  aapko yaad kiye bina.. Aur hame nhi pata tha behna ki aap hame chod k q gyi... Agr sach me pata hota to ham kabhi jane hi nhi dete...
Aur hamne aapko kaha kaha nhi dhundha lekin aap hame kahi mili hi nhi..

Ks - agr aap hamare us paper ko us from ko thik se padh lete to shyad ye nobat hi nhi aati...

As - hamse galti ho gyi.. Behna ki hamne wo form nhi padha.. Qki hame apni behna pe itna yakin to ho hi gya tha ki wo ese hi koi esa form hamse sign nhi karaiyegi.. Aur ham nhi puchenge ya dhyan nhi denge to wo khud se bata degi.. Lekin nhi..

Behna bura aapko hi lgata hai hame nhi sirf ham aapse dur nhi hue the aap bhi hamse dur hui thi.. Jo jo rate aapne ro k bitayi hai wo hamne bhi bitai hai.. Aapko ye lgta hai hamari beti k aane se ham aapko bhul se gye the ya he to ye aapki galtfahmi hai.. Behna ham to kisi se ek do baar kahi mil lete hai wo to hame yaad rhta ki ha ye insan hame kahi mila tha... Aap  to fir bhi hamari sagi  bahan he.. Hamari jaan hai. Koi dost ya dur k rishte daar nhi.. Ki aapko bhul jayege.

Ks - hame kuch nhi sunna aap jao yaha se wrna aaj aur abhi hi ham ghar ko chod k chale jayege aur sach keh rhe hai dobara lot k nhi aayege..

As isko fir se khone k naam se dar jata hai..

As - thik hai nhi karenge aapko pareshan nhi aayege aapse baat karne lekin aap plz ye ghr chodne ki baat mat kijiye...plz..

Ks - thik hai.. Ab jaiye...

Kareenav- Rishton Ka ChakrviewWhere stories live. Discover now