Part 26

937 162 10
                                    

"sir agar hum saare club aur saath mei alcohol shop ko ek notice de ke woh ID check karke hi unnhe andar aane de yaa phir alcohol provide kar" Karishma says to senior & other officers, who seated on chair..

"woh toh kar sakte hai hum madam lekin baki saare chizon ka kya kare, jo ke khule aam bacchon mei circulate ho rahe hai, aur humare paas aisa koi chehra nahi hai, jise humein yeh pata chale ke woh circulate karne wala insan hai, aaj kal ke bacchon ke mindset bahot saari jagah hota hai, aur usska natijaa hota hai, ke woh kisi bhi jagah concentration nahi kar paate hai, aur bas issi baat ka fayada woh chehre utha rahe hai, jiske baare mei hum nahi jaante hai, toh usske liye kuch plan hai aapke paas Karishma singh, aur issi baat ke liye aapko Delhi se bulaya hai, kiu ki aap inn sab mei specialist hai"

Karishma give smiled to them & says- sir humein yaha par aa kar sirf 15 din huye hai, aur hum jab se aaye hai, tab se bas ussi case par kaam kar rahe hai, poora time, chahe hum on duty ho, yaa phir off duty bas ussi par kaam kar rahe hai, jaise normal log nind lete hai, waise hum nind bhi nahi le paa rahe hai, jab se yaha par aaye hai tab se humein sirf 16 ghante ki nind mili hai, aur hum toh abhi aaye hai, humare pehle toh sir jaiswar kaam rahe the, aur woh kuch 3 saal se yeh case dekh rahe the, toh unnhe kuch nahi kaha aapne, itna toh hum bhi jaante hai, lady officer ko aaj bhi kum aakha jaata hai, iss baare mei hum kuch kehenge nahi, hum kaam karke dikhaynge, aage aange wale kuch dinno mei aapko led de, itna toh kaam hum karke baataynge!

"Karishma singh department ka aap par poora vishwas hai, aap, aapne tarike se kaam kariye, aur yeh meeting yahi par dismiss hoti hai" a one of the senior declared the order, & everyone left the cabin, only Karishma & senior officer present into the cabin..

"Karishma singh kuch aur baat hai"

Karishma says with firm tone- ji sir, aur baat yeh hai ke, humare hi department ke kuch log hai, jo inn sab mei shamil hai..

"aap yeh sab itne yakeen ke saath kaise keh sakti hai"

Karishma says with firm tone- humein aaj tak jitni led mili hai, waha par hum jab jaate hai, tab humein waha par kuch nahi milta hai, bas nirasha haath lagti hai, aur kuch nahi!

"toh ab aap aapni khud ki team tyar kariye"

"humein department se koi bhi nahi chahiye, humein ab kisi par bhi bharosa nahi hai" Karishma says with firm tone..

"toh ab"

"hum humare tarike se kaam karna chahte hai, aur humein protection chahiye uss kaam ko ajam dene ke liye" Karishma says with firm tone..

"aapko jo thik lage woh aap kar sakti hai"

"thank you sir" & she left the cabin..

..

..

Karishma driving the car with the irks layer, while her wrist watch indicating the time 11:50pm, she yawing hard, while her eyes fall on girl, who seated on bench near to the bus stop area, she moving her car near to the bus stop place, & stop the car near to bus stop, got down from the car, & says with whispering tone- Karika!

Quickly she walks to her & trying wake her up- hey baccha, yaha par kya kar rahi ho aap, & she pat on Karika's cheek but she not give any response to Karishma, & Karishma support her to stand on her feet & pick the bag from the seat, while alcohol smell hit on her nose, she close her eyes for moment & made Karika seat into the car, & dialled the number of Haseena..

Haseena open her eyes by the tone of her cell, & she pick the call- ji Karishma, boliye kya hua, sab thik toh hai!

Karishma looked once to Karika & says to Haseena- haan, sab thik hai, bas aise hi phone kiya tha, yeh puchne ke liye, ke aap thik toh hai!

Maddamsir: And I Don't Want To Say Goodbye..Where stories live. Discover now