After 2 year
Vs:amma kya kar rahi hai aap hame late ho raha hai
Ps lost in her thoughts
Vs:amma!!!
Ps:haa lalla bolo
Vs: kaha khoyi hai aap or gas pe kya hai jal jayega
Ps:wo kheer banai hai karishma ko hamare hath ki kheer bohot pasand thi isliye banai hai agar wo hoti toh 😭😭
Vs chuckled:amma insan jab zinda hota hai na tab uski kadar karni chahiye mar jane ke baad aap kuch bhi karo koi fayda nahi
Ps:sahi kaha jab wo hamare pass thi tab hamne uske sath bohot galat kiya
Vs:ab chod dijiye na kya fayda insab ka...hamne toh hamari karu ko kho diya
Ps:lalla hame maaf kar do
Vs:hamse mafi kyu mang rahi hai aap
Ps:wo agar ham ye sab karte hi nahi toh wo yaha aati hi nahi or na hi uska accident hota😭😭😭
Vs:ab rone se kya hoga amma wo sab chodiye hame late ho raha hai
Ps:thik hai lekin aise achanak delhi kyu ja rahe ho
Vs:hamare kam ka toh aapko pata hai aise hi ghumna padta hai
Ps:aram se jana ham bhi thane jana hai pehle kheer toh kha lo
Vs:abhi nahi amma late ho raha hai
Ps:toh ham pack karke dete hai waha jake kha lena
Vs:thik hai
____________________________________
Introducing new character
Zoyeb (Zo)
Arjun (Ar)
Shivin (Sh)