Continue from the last part....
Chavan Niwas
Omkar and Sonali room....
Omkar is sitting on couch and thinking something...then Sonali spokes...
Sonali:kya hua Omkar ji
With that Omkar come to his senses....
Omkar:kya hua
Sonali:wohi toh puch rahi hu kya hua....jab se ham niche se aaye hain aap kuch soch rahe rahe ho ....kya soch rahe ho aap
Omkar:pata nhi Sonali
Sonali:matlab
Omkar: matlab ye hain ki mujhe samajh nhi aa raha hai ki jo mein soch raha hu wo sahi bhi hain ya nhi
Sonali:aap mujhe bataiye ki aap soch kya rahe hain...
Omkar:yhi ki kaas Sai ne dusri shaadi na ki hoti aur wo is ghar mein wapas aajati
Sonali:kya....ye kya soch rahe hain aap Omkar ji
Omkar: mujhe bhi samajh nhi aa raha hain ki mein aaisa kyu soch raha hu
Sonali:Omkar ji aap kya bol rahe hain
Omkar:agar Sonali dheka Jaye na toh jab wo Sai is ghar mein thi toh usne sabko uska hak dilaya hain ....kya pata ab mujhe bhi mera hak mil jata jo us Patra lekha ne mujhse chin liya...
Sonali:Omkar ji lekin
Omkar: mujhe pata Hain Sonali tumhe mein galat lagunga kyuki mein Sai ke baare mein baat kar raha hun....par wo galat toh kabhi thi nhi na ....wo toh hamesa se Sahi hi karti thi....lekin vahini ne kabhi mana nhi....isliye hamhe bhi use galat bolna pada...aur tum kudh ko meri jagah rakh ke dekho tumhe pata chal jayega ki mein kya kehna chahta hun
Sonali:Omkar ji aap keh toh sahi rahe hain...par aap jante hain na agar vahini ko pata chal gaya ki ham kya baate kar rahe hain toh wo bahot gussa karengi
Omkar:wohi toh Sonali ham kabse bas vahini se sirf darte hi toh aa rahe hain ham kabhi unke khilaf nhi Gaye tabhi hame ye din dhekna pada ....aur Sai ne hamesa unka virodh kiya isliye Aaj wo kush Hain aur ham dhuki...hamse toh vahini ne sab chin liya office bhi hamara nhi Raha...wo bhi vahini ne Patra lekha ko de Diya...
Sonali:hmm...par ham kar bhi kya sakte hain Omkar ji ab ....ab koi chara hi nhi hai ....hamne kuch kiya toh hamse ye chat bhi chin jayegi....vahini hame Ghar se nikal degi Omkar ji ...isliye ham kuch nhi kar sakte ..
Omkar:tabhi toh mein chup hu warna mein chup rehne walo me se todhi hu ....sirf Ghar ke liye....
Sonali:chaliye ab in baato ko chodiye aur niche chaliye...
Omkar:hmm ..chalo
Then they leaves....
††††††††††††††††††††††††††††††††††††††††††††
City HospitalSai is sitting on her cabin with Sheetal....and telling her what happened in morning...
Sheetal:what itna sab kuch hogya
Sai:hmm
Sheetal:tu tune kya kiya
Sai:maine unhe challenge de diya ki mein das din mein unka sab kuch chin lungi
Sheetal:good ... that's like my Sai Joshi..
Sai:par
Sheetal:kya per...
YOU ARE READING
Darmiyaan {Chapter 2}❤️
FanfictionSequal... so this story is based on my previous story Darmiyaan Chapter 1 ❤️ this is the chapter 2 of that one.... if you have not read my 1 chapter of Darmiyaan then go to my account and read it ... and peep into the story ....