Ep2

57 5 2
                                    

Recap:

(Ek jaruri baat, ye jo school haina, ye ek naye jamane ki school hai

اوووه! هذه الصورة لا تتبع إرشادات المحتوى الخاصة بنا. لمتابعة النشر، يرجى إزالتها أو تحميل صورة أخرى.

(Ek jaruri baat, ye jo school haina, ye ek naye jamane ki school hai. Imagine in year 2050)

P: Ha mein hi iss school ka principal hun, Suraj Malhan.
Yn: K-Kya? G-Good afternoon sir. 😅
P: Good afternoon, mujhshe itna formal hone ki jarurat nahi. School hour mai hi formal hona abhi to school ki chutti hogayi hai. Accha to wo sab choro. Kya issne tujhse battamiji ki. *to the person who threw spider to her*
[P=Su=Suraj Uncle]

??: *telling her not to tell the truth by sign language*
Su: Uske taraf mat dekho. Meri taraf dakho aur batao. Kya isne tere saath batamiji ki.
Yn: *looks towards ??*
??: 👺
Yn: Wo-wo nahi.

??: Dekho tumse akhribaar puch raha hun, daro mat ye mera beta hai. Ye tujhe chubhi nahi sakta.
Yn: ..........
??: Accha to tu nahi bolegi, thik hai. *writes something in a paper* To tumhe iss school se nikala jaata hai.
Yn: *panicked* No sir please eisa mat kijiye. Meine iss school pe aane ke liye bohot mehnat ki hai. Please eisa mat kijiye. *falling into his foot*

Su: Utho, utho. To phir sach batao.
Yn: *dil pe pathar rakhke* Ha sir.

??: Nahi dad ye jhut bol rahi hai. App kisi anjan pe eise keise wishwas (trust) kar sakte hai.
Su: Dekho Nischay, meine already CCTV footage dekhli hai. Par mein isske muh se sunna chahata tha, esiliye ye sab kiya.
Nonu: But dad-

Su: Beti mein iske taraf se mafi mangta hun. Ye sab jo isne kiya, wo media mai mat batana please.
Yn: Are sir app eise mujhshe mafi mat magiye aur app fikar mat kijiye mein kisiko kuch nahi bataungi.
Su: Thank you beta, ab tum jaa sakti ho.

Yn: Ok sir. *left*

Yn comes out...........

Ara: Oi oi bata kya huwa?
Mee: Sirne kya tujhe data?
Roja: Are itni chup kyun hai?
Nas: Kuch bata huwa kya?
Yn: Wona, jis ladke ne meresaath batamiji ki wo, principal sir ke bete nikle.
Ria: Accha to ye sab Nischay ne kiya.

Nas: Tujhe keise pata.
Ria: Wo actually, mein ek old student hun. Par last year mein desh se bahar thi, esiliye mein last year London ke kisi school mein pari. To uske liye mujhe iss school mai aane ke liye ek aur bar exam dena para.
Roja: Accha.

Ara: To kya wo, kya naam tha, ha Nischay, kya wo phele sehi eisa hai.
Ria: Ha par usse nikal nahi sakte, kyunki wo principal sir ke bete hai.
Ara: Accha.

Yn: Accha to kya wo mera picha chordega?
Rai: Sadly nahi. Ulta wo tera picha aur karega kyunki tune uske baremai principal sir ko batadiya.
Yn:

Mee: Are yn kuch nahi hoga, hum haina

اوووه! هذه الصورة لا تتبع إرشادات المحتوى الخاصة بنا. لمتابعة النشر، يرجى إزالتها أو تحميل صورة أخرى.

Mee: Are yn kuch nahi hoga, hum haina.
Yn: 🥲

Time skipped (after a week)............

Ym: Beta itni tensed kyun hai?
Yn: Are mummy ajj wo exam ka result aane wala haina.
Ym: To kya huwa?
Yn: Are agar mein select nahi huwi to.
Ym: Keise nahi hogi, phele school mai tu top karti thi. Aur teri parai (study) aur improve karne ke liye tere 11th aur 12th yaha karne ke liye to iss school mai admission ki hai.

Yn: 😊 Mummy app itni strong aur positive keise reh liti ho.
Ym: Kyunki tu haina mere pass.
Yn: Papa ke jane ke baat bhi.
Ym: Are tere papa bhi to tujhe ek acchi si jindagi dena chahate the. Aur unki akhri itcha bhi yahi thi ki tu khush rahe. Aur agar mein strong nahi rehti to tujhe strong keise banati.

Yn: I love you Mummy.
Ym: 😇 I love you to beta. 😙

Yn: Are bapre. 🤦‍♀️
Ym: Kya huwa?
Yn: Baton baton mai to results ke bare mai bhul hi gayi. Mein check karke aati hun thik hai. *runs towards her room*
Ym: Pagal kahiki.

After about 5 mins..........

Yn: *running out shouting* Mummmmyyyyyy.
Ym: *from kitchen* Are kya huwa? Itna chilla kyun rahi hai?
Yn: Guess what?
Ym: Mein dadi banne wali hun.
Yn: Yaar mummy. 😒

Ym: 😆 Are majak kar rahi thi. I know tu pass hogayi na.
Yn:

Aur apko pata hai

اوووه! هذه الصورة لا تتبع إرشادات المحتوى الخاصة بنا. لمتابعة النشر، يرجى إزالتها أو تحميل صورة أخرى.

Aur apko pata hai. Mujhe 99/100 milla hai.
(Jo mein apne sapne mai bhi nahi laa sakti 🥲)

Ym: Very good, ab bata kya chahiye tujhe.
Yn: Um wo mein soch ke bataungi.
Ym: Accha chal phele khana khale.
Yn: Ok.
Ym: Accha tune bataya nahi kabse school jana hai.
Yn: 5 din baat.
Ym: Thik hai.

Time skipped (5 din baat)...............

Yn: Mummy bye mein jaa rahi.
Ym: Jaa rahi nahi khete, aa rahi hun khete hai.
Yn: Accha thik hai mein aa rahi hun, ab khush. Chal bye.
Ym: Rukh rukh, thamja meri Maa. Phele ye kheer khale.
Yn: Mummy late hojayega.
Ym: Bus ek chammach khale.
Yn: Accha thik hai. *eats*
Ym: Hummesa eise hi khuch rehna.
Yn: Accha chalti hun. *takes ashirwad* Bye mummy.
Ym: Bye beta. 😇

Infont of the bus............

Yn: Good morning sir.
Su: Good morning beta.
Yn: Ap keise ho?
Su: Bariya beta. Meine tumhare marks dekhe, very good, well done.
Yn: Thank you sir.
Su: Chal ab bethja nahito deer hojayegi.
Yn: Ok. 😊 *sees the person sitting inside* 😒😕

Yn: Sir kya-
Su: Are meinto batana bhul hi gaya. Agale ek mahine tak ye bus mai hi school jayega. Kyunki jo usne kiya uske liye isko mar to nahi sakta itna bara jo hogaya hai par iski bike jarur chin sakta tha. Esiliye meine iski bike agale ek mahine ke liye chinli.
Nonu: Dad ye apko bataneki jarurat thi kya? 🙄
Su: Tu chup kar, chup chap beth.
Nonu:

Yn: *giggles*Nonu: 😒🙄😤Su: Aur ha ek aur baat, bhale hi ye sararat karta hai par parai mai to top hai bilkul teri tarah

اوووه! هذه الصورة لا تتبع إرشادات المحتوى الخاصة بنا. لمتابعة النشر، يرجى إزالتها أو تحميل صورة أخرى.

Yn: *giggles*
Nonu: 😒🙄😤
Su: Aur ha ek aur baat, bhale hi ye sararat karta hai par parai mai to top hai bilkul teri tarah.
Yn: 🙄
Nonu: 😒

Yn pov: Pata nahi aaj kya hoga school mai. *insecure* 😞



So that is it for today guys
If you like the part make sure to
VOTE, COMMENT AND FOLLOW for more updates

Bui Bui
🌚🌝

~Written by 💜Florinonu💛

How Fast The Time Changesحيث تعيش القصص. اكتشف الآن