Accepting the Fate?

121 13 19
                                    

They came back to Pune and enter in their rented apartment. Ravish kept all their luggage. Pakhi was carrying Arya who hugged her tightly. Her sobs can easily be heard.

R: pakhi ap Arya ko bitha de side par thak gayi hongi ab bhi

P: nahi ravish ji yeh nahi utregi

R: laye mujhe de

P: rehne de.....aur rone lage gi

R: ok ap beth toh jaye

P: hmm

R: Ghar Kaisa Laga apko waise

P: theek hai

R: ha zahir hai itne time se us villa Mai reh Rahi thi is Ghar jitna bara toh tumhare ex husband ke Ghar ka ek room hoga

P: aisi bat nahi hai ravish ji....Mai konsa Zindagi bhar mehlo Mai Rahi hu

R: ek sal Mai toh bahut Kuch badal jata hai......aur hum toh 5 sal phele alag hogaye the

P: ravish ji Mai bahut thak gayi hu.....mujhe Sona hai

R: ha sure woh room hai

P: ek request karni thi

R: ha bolo

P: woh Kya hum alag alag room Mai reh sakte hai

R: what.....hum husband wife hai

P: dekhe please Mai abhi comfortable feel nahi kar Rahi hu

R: hamari shadi ko itne sal hogaye ek beti bhi hai and still Tum uncomfortable ho.....Apne ex husband ke sath toh nahi lagti thi

P: ravish please.....Mai Arya ki wajah se bol Rahi ho woh apko accept nahi kar Rahi hai abhi isley

R: sorry ap jaye us room Mai Arya ke sath Mai dusre wale Mai Chala jaunga

Pakhi went to the room and close the door. She sat on bed

P: Arya bache chup hojao beta....itna nahi rote

A: mujhe baba ke pas Jana hai.....hum kab Jayenge

P: nahi beta ab hum baba ke pas nahi jasakte

A: Kyu

P: beta yeh Jo hamare sath hai yahi Apke baba hai

A: nahi yeh mere baba nahi hai....aur yeh Ghar Kitna chota hai....mujhe Koko ke pas Jana hai aur Mera bunny bhi wahi hai

P: beta mumma apko new bunny dila dengi.....aur Koko aur baba dono ko ap bhul jao....aur beta yeh Ghar bahut acha hai

A: nahi yeh acha nahi hai

P: Arya zid nahi karte beta.....so jao Chalo

At dinner time ravish knock on door. Pakhi open it

R: woh dinner ready hai ajaye

P: jee

They all set for dinner

A: mujhe yeh nahi Khana

P: Arya buri bat beta zidd nahi karte....Chalo shabash Jo hai woh Khao

R: pakhi aise force nahi karo....beta mujhe batao apko Kya Khana hai

P: ravish koi zaroorat nahi hai....Samrat me iski adat bigar di hai....Kuch din Mai khud theek hojayegi....Chalo beta Khana Khao

After dinner they went to their respective room. Arya slept but sleep was far away from her eyes. She was sitting on bed

Flashback....

P: Samrat ap uski har bat nahi mana kare....woh Jo bolti hai ap aladin ke Jin ki tarha uske samne le ate hai

Dil ka RishtaWhere stories live. Discover now