Dooriya

112 12 20
                                    

Somewhere in a small town area where the houses are small but the people who live there has big hearts. A place where all live happily together. Shared there happiness and sorrow, celebrate one's success together and support others in their hard time. A place where technology is a rare thing. Cars and mobile phone are only own by people who are rich and no one there is as rich to buy such things. Away from chaos of city they live peacefully there.

In one of those house there was a lady in her late 20's sitting on bed reading a book. Another lady in her 50's came in room with a glass of milk

L1: Chalo beta doodh ka time hogaya hai pilo

L2: maji mujhe nahi peena abhi thori der phele toh woh dry fruits khaye hai itne sare aur ab yeh doodh nahi

L1: us thori der ko bhi 2 ghante hogaye hai.....tumhari sehat keliye zaroori hai.....aisi halat Mai agar khaogi nahi toh Bache ki sehat par asar parega na

L2: maji jis raftar se kha Rahi hu na us se bhi Bache ki sehat par asar parega

L1: acha ma ko Ulta jawab de Rahi abhi batao

She hold her ears to tease her

L2: aaaaa......maji dard horaha hai.....acha sorry Kuch nahi bolungi..... please chorde

L1: hmmm.....lo chordiya ......chal ab pi le

L2: acha adha pi lo

L1: bilkul nahi pura

L2: ok

A man in his late 50's and another man in his 30's came inside the room

M: Kaisi tabiyat ha hamari beti ki

L2: theek hu baba.....aplogo ke hote mujhe Kya hosakta hai....itna Pyar toh mujhe mere apno ne bhi nahi diya kabhi

M2: sun rahe hai maa baba aplog......apno ne....Yani yeh abhi bhi Hume apna nahi manti

L2: are nahi dada aisi bat nahi hai.....aplogo ke Siwa Mera is duniya Mai hai hi kon.....aplogo ke ehsan kabhi nahi bhul sakti Mai

M2: maa ab toh ise ap mar lagaye

L1: ha bilkul......Kitna time hogaya tumhe yaha par

L2: 4 mahine

L1: aur itne waqt bad bhi tujhe yahi lagta hai ke hum Tum par ehsan kar rahe hai

M1: ha beta ye hamara Pyar hai ehsan nahi

L2: sorry baba maji dada.....mujhe maf karde.....aplogo bhi naraz hojayege toh kaha jaungi Mai......aplogo na hote toh aj na Mai hoti aur na Mera yeh bacha hota

L1: aise mat bol

L2: toh aur Kya bolo maji.....Apne ek Bache ko toh phele hi kho chuki hu mai dusre ko bhi kho deti toh mere jeene ka maqsad khatam hojata

M2: pakhi.....kitni bar kaha hai aise marne ki bat mat Kiya kar

(Kis kisne Sahi guess Kiya tha)

M1: ha beta Varun Sahi keh Raha hai..... humne kabhi Arya ko dekha nahi hai.....lekin Hume bhi uske Jane ka bahut dukh hai......ha mante hai Tere dukh ke aage hamara dukh Kuch nahi lekin.....honi ko Kon tal sakta hai.....yeh samajh le ke shayad Arya ki Zindagi itni hi thi

P: bahut bar koshish ki hai baba Dil ko yakeen dilane ki ke woh ab nahi hai.....Chali gayi mujhe chor kar.....magar mere Dil ko sukoon nahi ata

L1: sabr rakh sab theek hojayega

P: hmm

V: Chalo ab Tum aram karo....hum sab jate hai

They all left the room and pakhi gets lost in her thoughts. She was remembering her moments she spent with Arya remembering her smiling face makes her eyes wet. She start crying

P: kash.....kash Mai use bacha pati......kash Mera hath na chut ta us din.....toh aj Arya mere pas hoti.....koi bhi nahi hai mere pas.....na Arya na Samrat......kash waqt Mai Piche ja pati.....toh us din ko hi mita deti jab ravish Hume Lene aye the na woh ate na aj yeh sab hota

In Mumbai at Salunkhe Vila is silent like no one lives here. Except workers there was no one is there.

H: yeh Ghar ab Ghar lagta hi nahi hai.....Sirf imarat hai

R: Ghar isme rehne walo se lagta hai.....is Ghar ki ronaq hi Chali gayi hai toh Ghar kaise lage ga

H: 5 mahine phele pakhi madam aur Arya is Ghar se gayi thi aur uske Kuch din bad Samrat sir bhi chale gaye.....us din ke bad se na Samrat sir aye na pakhi madam

R: unlogo ke Bina Dil hi nahi lagta.....man karta hai Ghar chor kar Chali jao....magar duty hai nahi jasakte

H: Samrat sir bhi pata nahi kaha hai....jis din se gaye hai koi Khabar nahi unki

They were talking when door bell rang the maid open the door. There was he the owner of this house Samrat was standing. As the workers saw him they gets happy all gather around him

H: sir ap agaye finally.....ap ko dekh kar bahut khushi ho Rahi hai

R: sir ap kaha the itne time se

S: Mai Kuch zaroori Kam Mai tha .....Kuch information chahey thi.....Kuch sawal the jinke jawab dhund Raha tha

R: toh sir apko jawab mil gaye

S: ha Kuch mile aur Kuch nahi

H: sir Apke Jane ke 1 mahine bad pakhi madam ki call ayi thi.....woh apka Puch Rahi thi Kuch pareshan lag Rahi thi....Maine pucha lekin Kuch bataya nahi unhone

S: Janta hu.....usi ko you dhund Raha hu

R: dhund Raha hu Matlab

S: 2 mahine tak information collect karne ke bad jab mujhe mere sawalo ke jawab mile toh Mai pakhi ke pas gaya Pune.....waha jakar pata Chala ki pakhi waha hai hi nahi woh 1 mahine phele hi waha se Chali gayi thi.....aur tab se lekar ab tak Mai use hi dhund Raha hu.....woh kaha hai Kisi ko nahi pata

H: toh sir pakhi madam waha se gayi Kyu

S: bataunga sab bataunga Tum logo ke bas ek bar pakhi mil jaye.....phir woh khud bataye gi ke yaha ane ke bajaye woh gayab Kyu hui

R: toh sir ab pakhi madam aur Arya kaise milegi

S: ek lead Mili hai Kuch logo ko behja hai pata Karne ki bat Sach hai ya nahi.....Dua karo ke pakhi wahi ho.....Kyu ke agar waha na hui toh phir Mai nahi Janta ke aur kaha dhundo ga Mai use

R: ha sir hum sab pratna karege ke pakhi madam aur Arya jald se jald mil jaye

S: Mai fresh hone jaraha ho

R: ha sir ap fresh hone jaye tab tak hum Khana lagwate hai Apke liye

S: thank you Tum sab ka

H: sir ap bhi toh hamara Kitna khayal rakhte hai.....ap hamare liye hamare bare Bhai ke Saman hai

R: sir apno ka khayal nahi rakhe ge toh aur kiska rakhe ge

S: mujhe bahut acha lagta hai yeh sab sun kar......Chalo Mai fresh hokar ata hu

//////////////////////////////////////////////////////////

That's it for today. Hope you like it

Where is Pakhi?
What information Samrat was collecting?
What happened with Arya?
Is she really died?
How Samrat will react when he will got to know about Arya?

Aise hi bahut sare sawal honge ap sabke

To know all these stay connected and stay tune

Bye

Dil ka RishtaWhere stories live. Discover now