JUST DEV AND VIDHI IN ONE ROOM

158 2 1
                                    

Satyawati ; Maine kya kiya Dev ? Teri saasu maa ko aur teri hone waali patni ko dinner ke liye bula dee. Tere sasurji roothe hein. Abb teri baari hein kee unhein manaye.

Dev : Aap mazak udda rahe hein naa Maa ?

Satyawati : Nahi beta. Mein sirf hausla badha raha hoon Dev. Jab tak tum unhein puri tarah se Paapa Maa nahi keh paayenge aur jab tak weh Dev saab kehte rahenge tab rishtey kaise aage badhenge ?

Dev : Lekin kaise Maa ? Vidhi kee baatein hi nahi samajh rahe hein Hari Prasad ji. Meri kya sunenge ?

Satyawati : Pehle Vimla bhi toh naraaz thi tujhse. Abb dekho khud tum donon ko baal ghar bhej di date pe.

Dev ; Maa!! Date wate aise kuch nahi thaa. Hum bas thode waqt baat kiye, saath mein time bitaaye aur phir chai pee lee, gol gappe khaa liye . Isse thodi naa date kehte hein?

Satyawati : Toh batana beta isse kya kehte hein ?

Dev blushed in smile. 

Satyawati : Ladkiyon se zyada sharamata hein tu Dev. Mere sawal ka jawab nahi diya .

Dev : Aap woh Vidhi se hi pooch leejiye . Mein jaata hoon.

Dev stood up in rush and walked towards the door to go looking at his Maa only. Vidhi was arriving at his room. Suddenly he collided with her and she was about to fell. He held her and they both stared each other's eyes.

Satyawati coughed . DeVidhi released themselves.

Satyawati : Vidhi !! Kuch chahiye thaa tumein ?

Vidhi : Woh Maa ne yeh dene ke liye kaha Dev Sir ko . Toh bas wahi dene aayi.

Dev : Yeh kya hein ?

Vidhi : Yeh mannat kaa dhaaga hein. 

Dev : Thanks . Hey kahan tumhari maa ?

Vidhi : Woh phone pe baat kar rahi hein Paapa se.

Satyawati : Vidhi zara Dev ke room dekhlo. Dev dikhawo apnna kamra. 

Vidhi : Nahi nahi 

Satyawati : Kya nahi ? Mein teri saas hoon, mere hukum kaa palan karna tumhara farz hein.

Satyawati smiled and left the room. 

Dev : Awo Vidhi !!

Vidhi : Ji

As soon as they entered inside Satyawati slowly shut the door from outside.

Vidhi : Sir yeh door toh ?

Satyawati screamed from out : Sorry Dev. Thodi der ke liye yeh room nahi khulega . Tum log apne date kaa maza nahi le paaye naa toh yahin pe lo.

Dev : Maa aap 

Satyawati : Aadhe ghante kaa waqt hein tujhe Dev. Enjoy.

Satyawati smiled and moved from there. Dev and Vidhi felt quite embarassing to spend themselves in that room. 

Vidhi and Dev looked each other .

Vidhi : Sir woh dhaaga aapne baandha nahi .

Dev : Oh yeah. Mein abhi karta hoon. 

Dev was trying to tie it at his wrist. 

Vidhi : Mein kar doon kya ?

Dev nodded his head with a smile.

Vidhi tied the dhaaga in his wrist. 

Dev ; Waise Vidhi tum pehle bhi baandh chuki ho dupatte se mere maathe mein patti jab mujhe chot lagi thi. Abb yeh dhaaga bhi. Aisa lagta hein kee har jagah tum apne  haathon se baandho aur mujhe lagega kee tum mujhe choo rahe ho.

UNBOUNDED LOVE -DeVidhi Short StoryWhere stories live. Discover now