VICTORY OF TRUE LOVE

110 3 3
                                    

As soon as Vidhi was hospitalised for the treatement she was feeling very much inner fear . Per day therapies were done . Dev stood as the moral support for her to win over the emotional and mental hazards which were troubling her . Vidhi started taking Riluzole which was the only drug invented by the expert team of UK and it was showed the miraculous change in her health. Within 3 months of span she got cured fully and Dev felt like he got the biggest happiness in his life. Dev did a phone call to Satyawati.

Dev : Maa Vidhi puri tarah se theek ho cuki hein. Hum bahut jald waapas aayenge Maa.

Satyawati : Dev , yeh toh sach mein chamatkar ho gaya beta.

Dev ; Kahan kismat sirf theen mahinon kee seema dekar Vidhi ko maut kee aur kheench rahe the ? Uss kismat ko bhi harake saari seemayien todke Vidhi theek huyi hein Maa . Vidhi sach mein theek huyi hein. 

Satyawati : Bhagwan ji aapka laakh laakh dhanyawad. Jaldi aa jaa beta meri bahu ko leke.Mujhe swagat karni hein tum donon kee, mein yeh khush khabar Vidhi ke parents ko batati hoon. Bye beta .

Dev : Bye Maa.

As he cuts the call Vidhi called :Dev Sir 

Dev : Vidhi !!

Vidhi : Matlab Sir mein sach mein marne waali thi aur mujhse yeh baat chupai gayi thi ?

Dev : Nahi Vidhi., Uss bimarri ke liye better treatement dena zaruri thaa , aur kuch nahi . Tum itna sochti kyun ho Vidhi ?

Vidhi : Aapne mere liye mujhe bachane ke liye UK tak aa gaye , sirf mere liye . Itne saare dard saha , itna kuch kiya mere liye . Kyun Sir ?

Dev : Vidhi tum meri amanat ho, jisse mein kisi bhi haal mein kho nahi sakta . Koyi kismat, koyi seema humein alag nahi kar sakta aur yeh joh kamyaabi hein naa yeh hamari pyaar kee jeet hein Vidhi.

Vidhi : Sir aap toh puri duniya se lad pade , mere liye . Mein dekh sakti hoon khusiyon ke saath saath inn aankhon mein chipi aasuvon ko bhi . Mere paas aayiye Sir.

Dev came near her ,she cupped his face and kissed his eyelids. 

Vidhi : Unn saare dardon aur aasuvon ko mitane ke liye meri taraf se yeh pyaar kee nishani Sir . Mein aur de bhi kya sakti hoon ?

Dev :Yeh toh anmol hein, bahut anmol Vidhi . Itna anmol kee iss nishani ke aage mujhe meri ladayi ekdum feeki padti hein. Mujhe bas aise hi pyaar kee boondon mein saja lo Vidhi , aur kuch nahi chahiye .

Vidhi's eyes went teary.

Vidhi : Sir Aap toh sach mein farishtey hein, Maut ke khaayi se kheenchkar mujhe waapas zindagi dee , mere liye sab kuch bardaasht kee. Thank you Sir , mujhe itna khaas mehasus karwane ke liye.

Dev : Vidhi !! Thank you kehkar mujhe tumse bada mat karo, mein chahta hoon kee hum saari seemayein paar kare, umra ki, samaj kee, aur bas ek ho jaaye puri shiddat se. 

Vidhi : Sir 

Dev : Mujhe Dev bulalo Vidhi!! Please , mein samjhunga kee mein jeet gaya puri tarah se tumhara dil. Please Vidhi 

Vidhi shut her eyes and took a breath . She called him gently : Dev!!

Dev :Phir se bulawo naa Dev

Vidhi : Dev !!! I love you truely Dev

Dev : I too love you my Vidhi!!

He kissed at her forehead and she felt it as magical. They both hugged each other .

To be continued 

UNBOUNDED LOVE -DeVidhi Short StoryWhere stories live. Discover now