soul mates 2

242 1 0
                                    

(The goons were heading towards anahita and vaishnavi and they were struggling to free themselves in fear they closed there eyes but they heard the sound of a bike and a smile came on there face)

(The goons became tensed after hearing the sound)

(A bike came to the spot in full speed and stoped right in front of the main goon the bike was standing on its front wheel and the rider was directly looking into the goons eyes)

(He was shivering in front of those bold and fearless eyes the back wheel landed and in full Tasha a girl was sitting on the seat she removed her helmet and her silky soft hairs slided down, the camera focused on her face and it was avneet)

{Avneet:- a 17 year old...(interrupted by avneet)

Avneet:- oye writer 17 kisko bola kuch he dino me mera birthday hai 18 ki hone vali hu samjhe

Writer:- ji samajh gaye

{Avneet:- a to be 18 soon girl studies in Miranda collage BFF of anahita and vaishnavi a cool girl, full of swag, a super girl, ekdam dhakad, fearless, strong, and always stand for right, delhi ki one and only don/masiha who protect others bade bade gunde darte hai in se short me kaha jaye to a one man army}

Avneet:- ha to bhai mene zara Mumbai tak jane ka plan kya banaya tum logo ne to mere he dosto pe hamla kar dala ab tum socho ki aise hi kisi rah calte insan ke lia me tumhare haddiya tod sakti hu to ye to fir bhe mere besti hai ab kya hoga tera kaliya😏

(She went near anahita and vaishnavi and opens the rope)

Avneet:- 4-5 ambulance bula lo kam ayega

(The fight started all of them were scared but they know ki vo bhag nai sakte kyuki sherni ke samne kabhe peeth dikhakar nai bhagna cahiye mare jane ke chance zyada hota hai)

(They tried to attack her but it was a piece of cake for her she was playing with them but they were getting hurt 5 min me sab dher, kisi ka pair tuta, kisi ka path, kisi ka sir phuta sab tut phut gaye🤣)

Avneet:- ye last warning the iske baad kisi ko pareshan karne ke bare me socha na to is baar ambulance se ja rahe ho agli baar char kandho me bhejungi samjhe

Anahita:- bola tha na panga mat lena

Vaishnavi:- sherni hai hamari ghayal hoti nai sirf karti hai

(After trashing the goons like anything and sending them to hospital the 3 bffs went to collage)

Anahita:- avneet tu to apne cousin ke shadi me gayi the vapas kaise aye

Avneet:- gayi nai the ghasith ke le ja rahe the lekin bhala ho papa ke company valo ka ekdam sahi time pe meeting fix kar di ([in mind] terrorist ke sath)

Vaishnavi:- lekin jo bhe ho agar tu sahi time pe nai aye hote to ham dono ka to kam tamam ho jata

Avneet:- kya kam tamam ho jata pakad ke marne ke jagah roti rahegi to yahi hoga na agar koi kuch karne aye to unhe peto or agar peet nai sakte to vaha se unhe cakma deke bhag jao

Anahita:- ha jaise vo bol rahe ho ja simran jee le apni zindagi are caro taraf se gher liya tha kaise bhagte

Avneet:- isliye kahte hai ki aaj ke zamane me ladkiyo ko apne sath pepper spray rakhna caheye sedha uthao or muh pe mar do or jab tak vo normal honge tum bhag jao

Vaishnavi:- lekin agar kisi ne hame chloroform sungha diya to ham to behosh ho jayenge tab pepper spray ka achar dalenge

Avneet:- oh filmy devi chloroform sungh ke 1 sec me sirf film or serial me behosh hote hai asliyat me nai asliyat me kamse kam 1 min lagta hai or bazi palatne me sirf 1sec lagta hai

Anahita and vaishnavi:- ji maa avneet 🙏

(The 3 reached the collage they were entering but a black Ferrari entered with full speed crossed Anahita from an inch away)

(The car stopped and dev came out of it)

Anahita:- kya karu me iska samajhta kya hai ye khudko car ka licence mil to kisi ke jaan lene ka licence bhe mil gaya kya iski to..😡

(Avneet and vaishnavi were holding her varna dev ko mahadev ke pass pahucha degi ye)

Vaishnavi:- are aisa gussa vo gundo ke samne dekhati to bechare aise he bhag jate kamse kam avneet se pitte to nai

Anahita:- aaj to ye dev ka baccha bach gaya lekin ek din ye mujhse bohot pitega akad to isme itni hai khudko is collage ka malik samajhta hai or collage ki ye pagal ladkiya ispe pata nai kyu marti hai

Vaishnavi:- are bas kar

Anahita:- ye civilians na aise he hote hai

Vaishneet:- oh hello ham bhe civilians he hai or tune hame apna best friend banaya hai samjhe tujhe vo dev pasand nai to uspe gussa ho na desh ke sare civilians pe bill kyu fad rahe hai

Avneet:- (in mind) me civilian hu ya army family se shayad civilian he hu kyuki puri duniya ke lia to me civilian hu but sirf mujhe or papa ko pata hai ki ham civilians nai

Anahita:- sab nai lekin iske jaise log hote hai gadha kaheka pata nai jijaji ko isme kya dikha jo ise apna dost bana liya

(Writer:- don't get confused jijaji matlab abhishake actually sirf abhishake ko hi nai vaishnavi ko bhe love at first sight hua tha matlab aag dono jagah barabar lagi hai dono ne apne dosto ko bata diya lekin ek dusre ko batane se darte hai)

Vaishnavi:- aisa nai hai yaar abhi intelligent hai class me top bhe karta hai usne dev ko apna friend banaya hoga

Avneet and anahita:- oho koi jiju ka side le raha hai

Vaishnavi:- shut up

Ananya:- ok

(Avneet got a call and was tensed and went to a side)

Avneet:- is he fine zyada chot to nai lagi, mene bola tha josh me hosh mat khona lekin mere mante kaha hai vo pahle mujhe sikhate hai or fir khud bhool jate hai baad me bat karana mere unse acche se khabar leti hu

Anahita and vaishnavi:- kya hua tu itne tension me kyu hai or kiska phone tha tu kya bol rahe the or door kyu bhagi ham sunlete to kya ho jata

Avneet:- chill guys kuch nai hua vo jin gundo ko peta tha na usme se ek ki halat thodi serious hai bas that's all ek kaam karo tum log class me jao me zara washroom se ati hu

(Anahita and vaishnavi went to the class and avneet went to a isolated place and called her dad)

Avneet:- uthao dad please

(No response)

(Avneet ke dad ka nam me bhool gayi 🤣so unka nam jayjeet rakh deti hu because in the story avneet is a single child😁)

{ jayjeet singh:- for the people he is a government employee but actually he is a member of the indian elite special force}

(only avneet knows the truth she found out the truth when she was young and from that day she also what to be like her father and he also trains her and ise liye avneet itni stong hai or ek fighting expert hai)

(Jayjeet answers the call)

Jayjeet:- kuch bhe bolo isse pahle me bata du ki us wassi ne jo bhe bola jhoot bola me ekdam theek hu

(Wassi is his junior and best friend)

soul matesWhere stories live. Discover now