5

55 4 2
                                    

(On the other side dev was walking and thinking something)

Dushyant:- O dev ki mummy apke bete ki tabiyat to thik hai

Devangana:- kyu kya hua

Dushyant:- udhar dekhiye apka ladla soch raha hai

Devangana:- ha to acchi bat hai mera beta samajhdar ho gaya hai

Dushyant:- ek bar ko me ye bhe man sakta hu ki mara hua insan zinda ho gaya lekin ye ladka samajhdar kabhi nai pakka ye soch raha hoga ki ab kounsi avara harkat kare

Devangana:- aap to bas hamesha mere bacche ke peache pade rahte hai

(Dev is still thinking)

(At night everyone is sleeping exapt dev because he was still thinking after sometime he called abhishake)

(Abhishake was sleeping peacefully but the phone rang continuously)

Abhishake:- are kya hai dev sone de na

Dev:- yaar mujhe teri help cahiye

Abhishake:- tujhe meri help ab kounsa naya kand kar diya tune

Dev:- naya nai subah vala kand bhai

Abhishake:- vo anahita vala

Dev:- ha

Abhishake:- to usme me kya karu

Dev:- yaar mujhe usse sorry bolna hai par kuch nai sujh raha

Abhishake:- yaar to hero hai ekdam filmy style me sorry bol dena or ek gift de dena man jayegi

Dev:- yahi to problem hai us akdu ki kuch pasand he nai ata use agar filmy way me sorry bola to bolegi papa ke paise barbad kar raha hu maf karne ki jagah or chid jayegi

Abhishake:- are to tujhe use manake apni girlfriend thodi na banana hai rahne de gussa

Dev:- kaisa insan hai re tu mene use hurt kiya galti meri the use sorry bolna zaruri hai or jab tak vo mujhe maf nai kar deti mujhe nind nai ayegi

Abhishake:- 😬 kal seadhe jake use sorry bol dena bas khush ab sone de mujhe teri tarah class me ankh khol kar sone ka special talent nai hai mere pass goodnight

(The call ends)

Dev:- seadhe jake sorry bol dunga ha yahi sahi rahega

(The next day everyone comes to collage, anahita went and sat on her seat she noticed a letter in her drawer, she opens the letter and starts reading it)

Letter:- hai Anahita me dev tumhari bhasha me kahu to duffer dabbu vaise sahi kahti ho tum me duffer he hu bina soche samjhe kuch bhe bolta hu or karta bhe hu, jab karat hu to apni galti samajh nai ati or jab samajh ati hai to guilt ke karan nind nai ati or kal jo bhe mene kaha vo bhe aise he galti the puri rat sochta raha ki tumse kaise sorry bolu me jitna tumhe janta hu tumhe showoff pasand nai or tumhare samne ake tumse sorry bolne ki himmat nai hai mujhme isliye ye letter likh raha hu I hope tum mujhe maf kar dogi 😊 agar tumne mujhe maf kar diya to 1st class ke bad mujhse canteen me milo I will be waiting for you, your duffer classmate dabbu.

(After Reading the letter a sweet smile came on her face👩)

Avneet:- oho someone's blushing😏

Anahita:- just shut up me blush nai kar rahe smile kar rahi hu

Avneet:- matlab tune dev ko maf kar diya

Vaishnavi:- ofcorse maf kar diya hoga itne cute way me koi kisiko sorry bolega to samne vala mafi to kya dil bhe de de

Avneet:- ek kam kar tu jiju se gussa ho ja fir vo bhe tujhe manayenge

Vaishnavi:- ha ha chilla chilla ke pure collage ko bata de tu

Avneet:- ab kisi ko to batana he padega tujhse to bola nai jata abhishake ko dekhte he muh pe tala lag jata hai tere, yaar bade ajeeb ho aaj tak ek dusre ko hello bhe kaha hai

Vaishnavi:- are mujhe chod ise dekh kis soch me padi hai oye anahita

Anahita:- me kuch nai soch rahi tum dono ki faltu bato ke khatam hone ka wait kar rahe the

Avneet:- kyu dev se milne jana hai😏

Anahita:- ha jana hai koi problem🤨

Vaishneet:- are nai nai hame kya problem tu ja maze kar

Anahita:- picnic nai ja rahi hu uske sath jo maze karu uski sorry exapt karungi or a jaungi thats it

(Anahita was about to leave)

Avneet:- are ruk 1st class ke bad bulaya hai tu abhe kaha ja rahi hai

Vaishnavi:- someone is excited to meet dev today😏

Anahita:- me usse milne nai ja rahi the me me

Vaishneet:- ha kaha ja rahi the

Anahita:- washroom me washroom ja rahi the ha

(The teacher arrives)

Vaishneet:- abhi to tu bach gaye bad me dekhte hai tujhe

(After the class she went to meet dev Vaishneet were Secretary following her)

(Anahita looked at dev and went back Vaishneet also ran back to the class before she can see them)

(In class)

Avneet:- yaar ye dev se mile bina vapas kyu a gayi

Vaishnavi:- mujhe kya pata me uska dimag thodi na padh sakti hu

(Anahita enters the class and Vaishneet acted like everything is normal)

Avneet:- are tu itni jaldi a gayi

Vaishnavi:- kya bola dev ne

Anahita:- me nai gayi

Vaishneet:- kyu

Anahita:- use maf karne ka man nai hai I know these kind of boys ye log sirf aise he sorry bol dete hai ab dekhna 2min se zyada vo vaha nai rukega baithe baithe bore hoke khud cala jayega

Vaishneet:- yaar ye to galat hai vo itne pure heart se tere liye letter likha or tu aisa kar rahe hai we didn't expect this from you

(After several classes the collage ended everyone went back to there home the exit was through the lane on the canteen, the girls where walking suddenly Anahita notice dev)

(Dev was still sitting in the canteen)

Canteen staff:- beta chutti ho cuki hai ghar jao thodi der me sab cale jayenge

Dev:- nai uncle mene galti ki hai or jab tak vo mujhe maf nai kar deti me yaha se nai jaunga

Staff:- agar vo nai ayi to

Dev:- to jab tak vo nai ati me yahi baitha rahunga

(After seeing this Anahita's heart melted she was unable to stop her tears she ran towards dev and came to her knees she was still crying)

Anahita:- I am sorry dev mene tumhe itna pareshan kiya I thought tum 1 hour wait karoge or cale jaoge mene kabhi socha bhe nai tha ki tum sirf ek sorry ke lia aisa karoge

(He makes her stand)

Dev:- isme tum sorry kyu bol rahi ho galti mene ki the or us galti ko me sudhar to nai sakta lekin uski mafi ke lia kuch bhe kar sakta hu

Anahita:- nai dev tumhari galti badi nai the Infact vo galti he nai the vo to me he pagal hu har bat to bada bana deti hu I am really sorry

Dev:- no I am sorry😭

Anahita:- no I am sorry😭

Dev:- I am sorry

Anahita:- mene bola na I am sorry😠

Dev:- to me bhe bol raha hu galti meri the😠

Anahita:- galti meri the😡

Dev:- galti meri the😡

(Seeing this Vaishneet were like🤦‍♀️kuch nai ho sakta in dono ka)

(And the matter ended happily ya kaha jaye ladte hua🤣🤣)

soul matesWhere stories live. Discover now