Chapter 2

270 38 4
                                    

In Bhalla mansion (Delhi)

Anokhi has finished her breakfast

Rama - Anu jaake apne papaji ka ashirwad lele puttar.

Anokhi - Mumma Mr,. Rameeh Bhalla ki bimari se mai waakhif hoon. Par mai ek baat clear kar doon woh mere liye apke husband se jyada kuch ni hain.

Rama - Aisa mat bol puttar, unhe apni galti ka ehsaas ho gaya hai.

Anokhi - Par ab bohot der ho chuki hai. (tears)

Rama - Toh tu hi bata kya kare tere papaji ki tu unnhe maaf kar dein.

Anokhi - Meri babbli di mujhe lauta dein.
(Rama in tears)

Anokhi - Kya hua Mumma. Nahi kar saktena? Ek rakshas ke saath shaadi karne ka yahi natija hai ki aaj meri babbli di mujhe ni mil rahi hai. Pata nahi woh zinda hai bhi ya nahi? Aur agar hain toh kahan? Woh Vineet Bhatia toh Mr. Bhalla ke paise leke Canada udd gaya aur waha ki citizenship le li. Ab toh humare paas saboot bhi nahi ki humari Di ki shaadi usse hui thi siwaye di ke.
Mr Bhalla ke liye humesha beti bojh se jyada kuch ni thi. Agar maine scholarship leke padhai na ki hoti toh shayad meri bhi shaadi kisi se bhi ho jati bina yeh jane ki woh ladka mereliye thik hai bhi ya nahi. Aur woh aapka beta Raja jise Mr bhalla ne taj pehnaya tha woh bhi mujhe jabardasti us mandap mein bethne ke liye majboor kar diya tha agar main us shaadi se bhaag na jaati. Chahti toh Chandigarh se padh sakti thi par waha mujhe police ne dhoond nikala hota isliye main Delhi aayi. Ane dam par sab kiya. Woh toh shukar hai ki yahan mujhe Aastha ma'am milin. koi rishta na hote hue bhi meri padhai se le rehne ka intejaam kiya. Din mein college raat mein job taki gujhara kar sakoon. Ek din apke bete ne mujhe mere restuarant mein dekh liya aur mata rani ka shukar ki Aastha ma'amm ne meri madat ki. Aur aake bete ka naya sach pata chala ki woh students ko drugs bechta hai aur humne unhe arrest karwaya. Maine dhire dhire kar ke yeh empire khada ki Poore 9 saal lag gaye toh ababbli di ke baare mein pata chala aapse jab aap Mr. Bhalla ka ilaaj karane aaye Delhi. Aur aapke bete ne aapko dhoka deke ghar apne naam kar liya aur aap log dar dar bhatak rahe the. Aap logon ke ghar khaana pohochati taki kuch paise kama sake kyuki Mr. Bhalla ki pension toh unki dawai mein lag jaati thi kyuki uneke bete ke dhoke ki wajah se unhe Paralysis pad gaya. Sorry Mumma main unhe best treatment aur monetary help toh karungi par mere papaji mereliye mar chuke hain

Rama-(tears)

Anokhi - Mujhe der ho rahi hai main office chalti hoon. Aur haan ajMr. Bhalla ka appointment hai dr Mathur ke yaha app unhe bahar car jo khadi haiusme leke chale jayiye ga Raunak (mr. bhalla's caretaker) ko leke jayiyega aur haan bahar drver hai,bye.

Rama (Self) - main janti hoon tu bohot naraj hai unse par tu bhi is akelepan ki wajah se rookhi ho chuki hai. Par ek din tu jaroor badlegi aur apne papaji ko gale lagalegi aur unhe maaf bhi kar de kyunki main bhi janti hoon ki kahin na kahin woh bhi pachta rahe hai. Bas tujhe koi sacha humsafar mil jayejo tere aur tere papaji ke beech ki deewar mita sake.

shakhi ff Turns of lifeWhere stories live. Discover now