Chapter# 7

480 94 35
                                    

Next day at Mpt... Everyone were busy doing their work when a girl entered.

"Ji ap kon!?" Rajvir asked as he was the first one to notice her.

"Mujhe Karishma madam sa milna ha" the girl replied.

"Wo tu abhi headquarters gai hoi ha agar ap ko koi kaam ha tu ap hama bata sakti hai!!"

"Ji wo mujhe complain likhwani ha"

"Han tu hama bataiye na.. ham likhe ga ap ki complain.. ap pehle bethiye yaha aaram sa"  Santosh said while pointing towards a chair. The girl took her seat as santu continued, "Ap batiye.. naam kya ha ap ka?"

"Mera naam Payal ha madam.. aur ma Lucknow University ma parhti hu....."

"Oh tu ap ko apni University ka khilaf complain karwani ha.. I know ka ye jo university wala huta hai wo studens par buhut pressure daalta hai.. assignments ka, projects ka, har dusre week tests ka.. lekin I am sorry par hamara yaha ab tak is ka khilaf koi qanoon nahi bana ha tu ham ap ki koi madad nahi kar sakta..!!" Santosh said innocently while everyone nodded in disbelief except cheetah as he was busy adoring her.

"Uffff... ye masoomiyat santuji.. ap ki isi masoomiyat par tu ham fida hai" He said shyly.

"Karishma madam ko huna chaiye tha yaha abhi" said Rajvir.

"Madam mujhe apni University ka khilaaf complain nahi karwani... mujhe tu apna papa...."

"Papa ka khilaaf complain karwani ha!?" Ss interrupted again.

"Gajab santu ji gajab.. kese koi itna masoom hu sakta ha!!!" Cheetah said praising her again while blushing.

"Kese re kese police banaya tum dono ko!!" Billu said irritatedly.

"Chup rahu ga tum teeno ya nahi.. aur santu tum.. os ko kuch bolna tu du pehle tabhi tu pata chala ga ka kis ka khilaf complain karwani ha" Meera said a bit strictly, "Han bataoo payal.. kya bol rhi thi tum?"

"Ma ye bol rhi thi madam ka mere papa ki ek choti si grocery shop ha yehi Aminabad ma.. wo pichle kai saalo sa ye shop chala raha hai.. lekin madam ek do mahine sa ek larka baar baar papa ki shop par aa ka onha pareshaan karta ha.. dukaan ma sa saman aur paisa dono le jata ha aur nuksaan bhi nhi bharta.. aur tu aur papa ka sath buhut badtamizi bhi karta ha.. madam papa na osa buhut baar samjhana ki koshish ki lekin wo nahi mana yaha tak ka police ki dhamki sa bhi nhi dara.. papa na tu kafi mana kiya ka report na likhwaee kyu ka ameer logo ki buhut pehchaan huti ha na uper tak isliye... lekin maine Karishma Madam ka bara ma buhut suna ha isliye yaha chali aai on ka paas apni complain likhwana.. mujhe yaqeen ha ka wo meri madad zaroor kare gi..!!!" Payal explained her problem but before anyone could say anything, Ks enters while talking to someone in phone.

"Ama oo topa insaan.. Tum jo koi bhi hu na ek baar hamara samna aoo wo haal karenga ka ek hi baat bolo ge ka sab karna tha lekin ye nahi karna tha.. ama kahe apni mout ko bulawa de raha hu bey.. achi khasi zindagi chal rahi ha na tu chalna du.. bawandar sa ulajhna ki Koshish mat karu.. kya samjhe... Rakhu ab phone!!" Ks charged on the person before cutting the call.

"Jai-hind Karishma madam" All of them greeted her. "Jai-hind" Ks replied.

"Kya baat ha madam.. sab theek ha na!!?" Meera asked.

"Han sab theek ha.. wo bas pata nhi kon topa insaan subah sa blank call kar kar ka pareshaan kar raha ham ko!!" Ks replied being slightly irritated. "Wese kya hu raha tha yaha par.. Kon ha ye larki?"

🖤Stolen Love🖤Waar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu