Ks & ps house
Ks- aaj toh thaane jakar maddam sir se baat karni hie padegi nahi toj agar ese hie tention lsti rahi toh Unki tabiyat bigad sakti hai
Ps- karu
Ks-.......
Ps- karu..... Karu.. Karu
Ks-........
Pushpa shakes karishma..
Ps- kaha kho gayi ho kabse bula rahe hai hum tumhein
Ks- aap humein bula rahi hai
Ps- nhi woh jo AAPKE BAGAL main hai na hum usse baat kar rahe hai
Ks- thik hai Samjh gaye taana marne ki kya jarurat hai isme
Ps-toh tum baat hie esi kar rahi ho toh hum kya hie kar sakte hai ghar main surf do log rehte Or agar upar se tum ajeeb harkat kar rahi ho toh main kya taana bhi na du
Ks- kya aap taana dene ke liye mujhe bula rhi thi maasi ji
Ps- nhi nashta karne ke liye bula rahe the ek tum or woh tumhari badi dono ne milkar jeena haram kar rakha hai agar humare sath reh leti yaha toh kya bigad jata par nhi sunni kaha hai abhi bhi hath ka ghav thik nahi hai or kal raat MAIN Bhukar bhi aagaya woh toh aacha hua santu ne bata diya nahi toh agar akeli hoti toh humein yh baat bhi nhi pata lagne deti humare toh bhaag hie phut gaye jo esi betiyon ko jhelna pad rHa hai
Ks- kya kaha aapne abhi maasi ji
Ps- humare toh bhag....
Cut un in mid
Ks- uussse pehle kya kha abhi aapne
Ps- abhi ghav thik nhi hai
Ks- itne pehle bhi nhi iske baad
Ps- santu ka call aaya tha
Ks - nhi baad main
Ps- kya laga rakha hai iske pehle iske baad kya chaakar hai yh karu
Ks- maasi ji
Ps- ha yahi bola tha ki abhi bhukar bhi sahi nahi hua or usne chuuti zid karke li kya mil gaya yh karne se
Ks - aapne humein pehele kyon nhi batay ki maddam sir ka tabiyat kharab ho gaya hai hum kal hue jaate unke paas.
Ps- issi wajah se noor ne mana kiya tha tumhein batane se kyonki tum bina soche samjhe bas kar deti ho
Ks- jab kissi ka tabiyat kharab ho toh usne bhi ghanta bhar beth kar soche fir vichar kare tab toh pata nhi kya ho jaye
Ps- kya bol rahi ho tum thik hai ab woh chodo yh sab nashtha karo or fir thana chalo humein milna hai noor se pata nhi kaisa hoga ab tabiyat uska
Ks- ha thik hai Chalo
Ps- nashta toh kar lo
Ks- humein. ...
Ps- nashtha karne ke baad hie chalenge
Ks- thik hai Chalo
At thanna
Ss- jai hind maddam jai hind pushpa ji
Ps- jai hind
Ks- jai hind
Ps- maddam sir aagai santu
Ss- nhi Aabhi nhi aayi
Ps- ab tabiyat kaisi hai unki
Ss- pushpa ji fever toh utar gaya tha Lekin maddam sir ko weakness bahut hai kyonki jab main aarahi Or woh breakfast banne ja rahi toh unhe chakkar aarahe the
Ps- are aab kaisi hai woh thaane nhi aaye woh kya jarurat hai thaane anne ki
Ss- maine bhi kaha tha mat chalo aap aaj thane par woh nhi maani jaise taise toh late aao yh baat maani hai woh
Ps- tumhe lagta hai late aane wali baat maani hogi usne dekho banne do 9 abhi aarahi hogi
Ss- nhi aayengi woh aaj late hie aayengi woh.
Ps- tumhari kassam khai kya
Ss- mtlb
Ps- kasam khai kya
Ss- ab yh konsi dish hai pushpa ji it maine jab sunni nhi toh kaise khialu maddam sir ko agar unko achi lagti hai toh kyon aao mujhe recipe bata do fir main baba dungi.. 😳😳😳
Cc- ufff yeah alag level wala extra masumiyat
Ps- jadbudhi hum i swear wali baat kar rahe hai
Ss- acha toh aap ese aarahi thi
Ps- ha hum ese aarahe the acha ab batao
Ss- nhi esa toh kuch nhi kaha
Pa- toh aab dekhna aarahi hongi woh correct 9 ke baad hie Or upto 9:15 tak woh thanne main hie hongi pata nhi kya jarurat hai aane ka idhar
Ks- solve jo karna hai case
Ps- case konsa case kis case ki baat kar rahi ho tum
Ks- apne case suna
Ps- ha
Ks- ha toh hum je bol rahe jaldi se case solve karne hai jo bhi aaye thaane main taaki woh jada tention na le
Ss- yh idea acha hai
Ks-🙂🙂🙂
Haseena enter in thanna
All- jai hind maddam sir
Hm- jai hind
and moved towards the cainCc- aapne toh bilkul sahi kaha pushpa ji
Ps- ese hie maasi nhi hai uski
Ks- kaam karo ab aap log kab se baklaiti laga rakhi
😡😡😡😡😡All- ji
Ks- ab hum jaye maddam aie ke paas
Next part is coming soon
Hm- ahhh..... Ha thoda sa dard hai
Ks- kya jarurat hai itni tension lene ki
Pls guy's do vote and comment i am eagerly waiting for your 💬💬💬💬💬💬💬💬💬💬💬💬comments💬💬💬💬💬
![](https://img.wattpad.com/cover/324279711-288-k964106.jpg)
YOU ARE READING
kareena as a sister
Fanfictionhii this story is about karishma and haseena as a sister aap logo be inko friend bhi dekha hai kya hoga jab aap inko as a sister dekhoge