story

14 0 0
                                    

bondita: aarya
bondita bhag kar aarya ke room ke bhar chup kar dekhti hain dada ji or anirudh hote hain dada ji story suna rahe hote hain or anirudh khilane ki koshish karta hain lekin aarya nahi khati like this...
dadu: fir droslin jangal mein chali gayi thi or braslin se kaha tha ki bo use dhundhe aaye
flashback
veer balika tum mujhe lene aana
anirudh khilane ki koshish karta hain aarya khana khatate hue
aarya: mujhe nahi khana bhaiya
aarya: fir
dadu: fir droslin jangal chali gayi or braslin use dhundhne nahi aai
aarya: fir
dadu: fir droslin uska intezar karti rahi lekin braslin nahi aai
flashback
veer balika kab aaye gi
dadu: or pata hai kiya hua
aarya: haa(sab aarya ko dekhte hain)pata hain mujhe braslin use lene nahi aai or droslin intezar karte karte mar gayi
aarya rone lag jati hain bondita bhag kar aarya ke pass jati hain sab bondita ko dekh te hain aarya hug bondita bondita back hug karti hai aarya ko then
aarya: veer balika dekho dadu galat story suna rahe hain
bondita: yaa i know chutanki dadu galat story suna rahe hain mein tumhe sahi story sunau gi aao
bondita with tears eyes anirudh ko dekhti hai anirudh nodded karta hain parmission de deta hain fir aarya ko utha karti hain or apne room mein le jati hain
shift
aarya chair mein bethi hoti hai tabhi bondita aati hai dhoodh le kar
aarya:euuuuuu
bondita: kiya ewuuu dhoodh pi lo
aarya: mujhe nahi pina
bondita: aaryaaa...acha thik hain mat piyo par yaad rakhna mein jab hi asli story sunau gi jab tum dhoodh piyo gi
aarya: ye galat baat hain veer balika tum blackmail kar rahi ho
bondita: ab ise blackmail kaho gi to bahi sahi par story sunni hain to pina to pade ga
aarya look bondita with puppy face bondita ishare kar ke bolti hain piyo piyo or aarya pi jati hain
bondita: good girl
ye sab anirudh dekh kar khush hota hain
anirudh in mind: tumne kitne pyar se ise handle kiya hain jab ki tumse kitni nafrat karti hain tab bhi yrr tum itni achi kiyu ho mujhe to man kar raha hain ki tumhe kiss karu...(he release)nahi nahi ye tu kiya shoch raha hain tujhe sharam nahi aati tu sadhi shuda hain or tu tab bhi ese shoch raha hain chi
tabhi rajeev ko aate hue dekhta hain anirudh chup jata hai or dekh ta hain ki bo bondita ke ghat ke pass hota hain
anirudh: ye langur yaha kiya kr raha hain jab dekho tab dhore dalta rehta hain meri bondita par
bondita dekh ti hain
bondita to aarya: chutanki tum bed pe detho mein abhi aati hu
aarya: tum kaha ja rahi ho veer balika
bondita: abhi aati hu chutanki rajeev bhaiya aaye hain na usse puch kar aati hu kiya baat hain tum bed pe betho mein a rahi hu
aarya: thik hain veer balika
bondita bhar aati hain
bon: haa rajeev kuch kaam tha
rajeev: nahi bus ese hi milne aaya tha lekin koi baat nahi tum aarya ko story suna lo hum baad mein baat kar lenge
bondita: thik hain
rajeev left and bondita bhi undar chali jati hain
anirudh:dekha ese bhi sirf milne ka moka chahiye
anirudh
anirudh turn hota hain or sudhamini ko dekh ta hain
sudhamini: tum yaha kiya kr rahe ho anirudh
ani: kuch bhi to nahi bo to bus.... aarya ko dekhne aaya tha
mini: dekh liya
ani: haa chalo chalte hain
mini: hmm
both left
bondita: hmm to start kare

Ishq Wala love Where stories live. Discover now