chapter 10

261 25 37
                                    

After sometime vaishu and family left....now abhi was in sid's room ...sid went out for some work..

Abhi was sitting in the bed resting his head in the headboard....his eyes were closed.

Abhi (pov) : aaj ek hi din main bohot kuch ho gaya .... achanak se saab badal gaya...log sahi kehte hai...waqt badalte der nahi laagti...ek paal main mere sapna mera career barbaad ho gaya....kya yahi pe mere saapne khatam ho jayenge...kya main papa ka sapna kabhi pura nahi kaar payunga? Kya karunga abh main life main...saab kuch itna bikhra hua kyun hai ....kya karun main abh...saab kuch kitna sahi chaal raha tha ....my life was perfect.... zindegi main career ko leke na koi tension tha .... mummy aur ashu ke saath acche se zindegi ja rahi thu .... Vaishu ayi life main ....abh  Vaishu aur meri saadi hone wali thi ... Paar abh jaise saab tham sa gaya hai ... Itna ajeeb laag raha hai .... Kaise thik hoga saab ....kahi saab khatam toh nahi ho jayega...

He was lost in his thought...he didn't even realized someone came in the room...his thought broked when he felt a hand in his head...he opened his eyes to see his mother...

Abhi smiled looking at his mother.... Vibha ma sat Infront of him and cupped his face

Va: beta ...ma hu tera ... Kya beet raha hai tujhpe sab samajh rahi hu... Yeh joothi muskaan mujhe maat de...

Abhi sighed

Abhi: mummy saach bolu toh main abh is bareme baat nahi karna chahta... kyunki mujhe khudko nahi pata kya bolu... matlab kya ho raha hai age kya hoga...kya karunga kuch nahi pata ...baas itna pata hai....jo ho raha hai...woh mujhe tod raha hai mummy....chahke bhi khudko strong nahi rakh PA raha main... mummy police forces join karna mera nahi papa ka sapna tha...aur jaab papa hume chor ke chale gaye na...usidin thaan liya tha...yeh sapna kisibhi qimaat main pura karna hai...paar shayed main fail ho gaya mummy papa ko kaisa laag raha hoga...unka beta unke sapne ko pura nahi kaar paya...

His eyes filled with tears... And a tear drop fell from his eyes. Vibha aunty saw that and wiped his tear...

Va: baccha kisne kaha tujhse ki tune apne papa ka sapna pura nahi kaar paya beta tere papa tujhpe proud feel karte agar woh yaha hote...tune sacchai ki saath nahi chori...aur beta sacchai ka rasta asan thodi hai? Aur beta kamzor maat hona ...tu sahi hai ..toh tere saath kaise galat hoga...sahi ke saath kabhi galat nahi hota

Abhi: mummy yeh kaalyug hai ..yaha sahi ke galat hi hota hai.... mummy kuch sahi nahi hone wala .... Kuch bhi nahi

Va: main tujhe kuch nahi bolungi mujhe pata hai meta beta itna kamzor nahi hai...baas tu abh kuch sochne ke haal main nahi hai ..thoda shant hoja ...dimaag ko thoda thanda kaar .... Fir soch rasta zarur milega ...

Abhi didn't said anything he just nodded
Va : jyada stress maat le insaab ko leke...filhal apne upar thoda dyan de .... Thoda vaishu ke saath waqt guzaar ....use bhi accha lagega aur tujhe bhi....saadi ki tayari kaar .... Baki jaab saab thik hona hoga ho hi jayega ...ok?

Abhi didn't said anything just smiled.

VA: tu rest kaar main dekhti hu ashu kaha hai ...use call karti hu jaake.

Abhi: thik hai mummy

Vibha aunty left tha room and she saw sid outside the room

Va: kaab aya tu?

Sid: baas abhi...dada se baat hui?

Va: haan ... Ashu mujhe abhi ke liye dar laag raha hai.....abhi ne hamesha mera saath diya hai ....tere papa ke jane ke baad abhi hi tha jisne hamesha mujhe strong rakaha hai ... Aur aaj mera beta taqleef main hai aur main kuch nahi kaar sakti...

Sid: mummy aap chinta maat karo saab thik ho jayega ....mere dada bohot strong hai...woh jaldhi overcome kaar lenge and dekhna Kaise comeback karte hai...unhe baas thoda waqt dijiye...

Life is not a bed of roses 2Where stories live. Discover now