Dadi entery

67 12 0
                                    

Continue writing from where I had left

(Everyone was sleeping in the hall after sometime Shivaay alarm ring and he wake up)

Shivaay: Anika Anika uthu

Anika: kya hua shivaay kyu utha rahe hai subha subha 

Shivaay: Subha nahi 11 baje rahe hai
(He shouted soo loud and Anika, Aditi, Avu and Kartik get up with a jerk)

Aditi: 11 baje rahe hai shit mera alarm kyo nhi baja

Anika: shivaay Apne mujhe phele kyo nhi uthaya apko pata hai na dadi 11:30 baje aane wali hai

Shivaay: main khud abhi utha ho anika

Kartik: shit yaar itna late hogaya hai mera bhi alarm nhi baja

Aditi: bhai aap ek kaam karo aaj aap aur avu college mat jao kyuki ab 11 baje rahe hai aur college puchete toh 12 baj jayege toh isse acha hai ki aap aur avu aaj college mat jao

Kartik: tu theek kah rahi hai

Avu: Arey par koi iss Bandar Ko uthaye ga

Anika: Aditi Kartik aur avu plz tum veer Sid aur naria Ko utha do

Avu: ji aunty

Anika: thanku beta, shivaay aap chaliye mere saath

Shivaay: hmm chalo

(Shivika goes to there room)

Avu: Sid uthu na

Sid: sone do Avu

Avu: ab main kya karo

Aditi: Ruk main kuch Karti ho, Sid Avu ko koi ladka jabardasti hug karraha

Sid get up with a jerk: kon hai woh ho meri avu Ko jabardasti hug kar raha hai

Avu: koi nhi ab jao aur room main jaakar ready ho jao 11 baj rahe hai

Sid: ok (he goes to room)

Aditi: veer utho

Kartik: naria utho

Naria: haa baba uth gayi

Aditi: ab Apne bhai ki bhi uthao

Naria: bhai utho

Veer: kitna time ho raha hai

Naria: 11 baj rahe hai

Veer get up : itna late hogaya hai main Jaa raha ho ready hone Kartik tum mere saath chalo tumhe kuch cloths deta ho

Naria: hmm aur aaplog mere saath chalo

(They all goes to there room to get ready and shivika goes to outside of house to take dadi)

Shivaay: bacho dekho kon aaya hai

(Everyone come down stairs veer, Sid and naria goes to hug daadi and Kartik,avu and Aditi were standing there)

Veer: daadi maine aapko bohot miss Kiya

Sid,naria: humne bhi

Daadi: mere bacho maine bhi tumhe bohot miss kiya aur ab main aagayi ho ab tumlog emotional baare mat karo aur mujhe ye batao ki ye teeno kon hai (pointing towards Sharma siblings)

Shivika: daadi yeh actually ( shivika tell the flashback what happened in past few weeks and how they met them and how Sid propose avu they tell everything)

Dadi: hmm toh maana parega mere Sid ki pasand bohot achi hai

Avu: thank you daadi

Dadi: avu beta aaj tum pure din mere saath raho main tumhe Sid ke baare main sab batati ho

Avu: ji dadi

Aditi: avu Kartik bhai main office ja rahi ho

Anika: arey par breakfast toh karlo

Aditi: nhi maam waise bhi bohot der hogayi boss Ko pata chale ga toh overtime bhi karana parega

Veer: par breakfast kiye Bina tum kese Jaa Sakti ho

Aditi: mujhe aadat hai main manage karlogi veer

Shivaay: ok beta

Kartik: chal main tujhe chor deta ho

Anika: Kartik beta

Kartik: ji maam

Anika: beta tum mat jao mera matlab hai ki avu yaha par Akeli rahegi Aisa bhi hai ki hum uska khayal nhi rakhe ge par agar tum rahoge toh usse thoda safe feel hoga tum samaj rahe hona

Kartik: ji maam

Aditi: bhai ma'am bilkul theek keh rahi hai aap yahi raho main Chali jaogi

Kartik: ok tu dhyan se jaaio

Aditi: ji

Daadi: Aditi beta tum apna kaam khatam hone ke Baad idhar hi sajna sablog idhar honge toh tum Apne ghar par Akeli kya karogi

Aditi: theek hai daadi bye

Everyone: byeee

Sid: wowwwww miracle aaj bhai ne Aditi Ko Bina faces banye bye bola

Veer: shut up Sid ab hum dost hai isiliye

Sid: okokokokok don't be angry

Anika: aacha chalo Jaa kar study karo exams hai 1 mahine Baad aur Abhi toh Kartik bhi hai toh woh tumarahi help kardega

Kartik: yes chalo

Naria: haa chalo

Sid: tu itni kush kyo horahi study ke Naam se

Naria: tujhe kyo problem ho rahi jab phadti ho tabhi dikht jab nhi karti ho tabhi dikht

Shivaay: Sid tum jayada mat karo pareshan meri Princess ko jao jaakar study karo

Sid: ok chalo

Avu: daadi main aapse study karne ke Baad milti ho

Daadi: haa Jaa putter

(They all goes to there work)

The end

*Plz do vote and comment







family means everythingWhere stories live. Discover now