Shivaay is angry with Veer

135 14 10
                                    

Countinue writing from where I had left

Veer: wo.h act.ua.lly da.d

Shivaay: Say it clearly veer (Said in angry voice)

Veer take a deep breath and said: dad woh cigrette aur sleeping pills main leta hoon

Anika in shocked voice: kyaaa par kyu veer

Shivaay: veer will u say something

Anika: yeh sab tum kabse karahe ho aur kyu

Veer: mom yeh sab kuch 1 mahine se karaha ho (he said while looking down)

Anika: par suru kyu Kiya tha veer

Veer: Actually kuch time se humari company ko loss horaha hai main uski wajah se stress main tha aur phir hamari family ko Tanya woh messages bhej Rahi thi uski wajah se bhi tension main tha aur inhi sab tension ke chakkar main cigarette Leni suru kardi aur tension ki wajah se mujhe neend nahi aati thi toh maine sleeping pills Leni suru kardi I am sorry (he said while playing with his fingers and looking down)

Shivaay: huh yeh thik hai tum galti karte raho aur sorry bolte raho aur veer tum humse baate chupane lage ho I can't believe this

Veer: I am really sorry dad

Shivaay: veer tum mujhe yeh batao ki stress toh mujhe bhi hai company ek liye toh ek kaam karte hai aaj se main bhi cigarette pina suru kardeta ho thik hai aur sath main sleeping pills bhi lelege

Veer look up and said: dad plz

Shivaay: kya plz veer what plz yeh thik dono sath main cigarette piye ge

Veer: dad plz this is not right woh aapki health ko harm kar sakta hai

Shivaay: ohh Anika he knows that pills aur cigarette is not safe for health phir bhi ye karta hai

Veer: dad I am sorry aur cigarette aur sleeping pills Lena toh maine 1 hafte se band kar diya yeh bas draw main thae main inhe abhi phak deta ho

(Veer take the cigarette and sleeping pills from shivaay hand and throw it in dustbin)

Veer: dad mom I promise ki main aaj ke baad Aisa kabhi nhi karoga

Anika: Aur agar tune Kiya bhi toh main tere hath tor dungi

Veer smiles and said: haa tor Dena par maaf kardo

Anika: kardia maine

Veer: dad aapne

(Shivaay didn't said anything and left from there)

Anika: tu tension mat le abhi woh gusse main hai jald hi Maan jayege

Veer: Janta ho galti bhi meri hai mom

(After few seconds Sid and naira came and see veer and Anika in the hall they goes towards them)

Sid: bhai kya hua

Naira: aaplog itne tension main kyu ho

Veer: woh actually (he tells everything to them) isiliye dad mujhse naraj hai

Sid: oh par isme galati bhi aapki hai bhai

Naira: ha

Veer: I know

Anika: chalo koi baat nhi shivaay ka gussa jaldi khatam hojayega

Naira: haa bhai aap tension mat lo mom aap mere sath kitchen main chalo hum tab Tak hum dad ka favourite food ready karte hai

Anika: haa chalo

(They both left from there veer and Sid goes to veer room and sit on bed)

Sid: bhai aapne dekha dad ko aapki iss aadat ke baare main pata chala toh woh kitna gussa ho gaye ab agar dadaji aapko marna chahte hai aur yeh baat aapko pata hai yeh baat jaankar woh kitna naraaz honge

Veer: hmm tu thek keh raha main dad ko dadaji ke baare main bata doga par jab woh yaha honge tab

Sid: kya par kyu

Veer: Taaki main Jaan Sako ki unhe mujse itni nafrat kyu hai taaki main yeh Jaan Sako ki woh mujhe kyu maarna chahte agar main dad ko abhi sab bata diya toh woh dadaji ke pass jaakar sab confront karege aur unhe wahi se jail main dal dege aur mujhe mere sawalo ka jawab nhi milega Sid

Sid: ohk bhai I am with you

Veer: thank u par yeh sab toh baad ki baat dadaji ko abhi yaha aane main 1 mahine ka time hai phele mujhe dad ko mana hoga

Sid: hmm par hum dad ko kese manayege

Veer: woh main dekh loga tu tension mat le

Sid: I know that bhai

Veer: Sid dadaji ko aane main 1 mahine hai inn 1 mahino ke baad mujhe pata chal jaayega ki unhe mujhse problem kya hai aur phir main uss problem Ko solve karne ki puri koshish karoga par dad aur dadaji ke rishte main kabhi darar nhi aane doga nahi main unhe alag hone donga nahi apni family ke kisi bhi member ko unse nafrat karne donga main dadaji aur mere rishte main waise hi pyaar le aaoga jaise tere aur dadaji ke bich hai jaise naira aur dadaji ke bich hai (he while controlling his tears)

Sid: bhai I understand your emotions par bhai aapko nhi lagta ki unhe unki galti ki saza milni chahiye

Veer: unki kya galti hai Sid yahi ki woh mujhse nafrat karte yahi ki unhe mujhse problem hai yahi ki woh mujhe maarna chahte par iski koi wajah toh hogi Sid aur woh wajah main jaankar uss wajah ko theek karke raho ga aur phir kisi ko kisi se koi problem nhi hogi dadaji bohot ache hai woh hum sab bohot pyaar karte hai paaka koi wajah hogi insab cheezon ki Sid

Sid: ohk bhai agar aapko lagta hai toh theek hai main unhe maaf kar doga par sirf tab jab woh aapse maafi mange ge bhai main aapko khona affordable nhi kar sakta ho aur unhone aapi nuksaan puchane ki koshish ki hai agar unhone apni gali accept nhi ki toh I will never forgive him aur jab tak woh yaha aayege nhi aur jab aap sabko sabkuch batayege nhi tab tak toh I will hate him

Veer: ohk baba jab tak woh nhi aate tu unse nafrat kar unhe hate kar par unhe koi bad words nhi bolega woh humse bade hai ok

Sid: ohk bhai

Veer: chal ab main chalkar dad ko manane ki koshish karta ho

Sid: main bhi chal raha ho aapke sath

Veer smiles: chal

(Veer and Sid goes to shivaay room and sees him working on laptop on bed they both goes towards him and sit infront of him)

The End

*Plz do vote and comment plz guys




family means everythingWhere stories live. Discover now