Chapter-2

2.1K 141 21
                                    

Happy Reading!!

After few days, pakhi was going to get discharge as well sai to make her mentally stable, virat came in sai's ward, she looked at him but ignored him

Virat- sai meri baat please suno!! (tried to say but pulkit came there) acha chalo mein ghar lekar chalta hun tumhe

Kaku- nahi virat tu patralekha ko ghar le jaa (sai looked at virat, then held pulkit's hand for support)

Sai- mujhe kisike madat ki jaroorat nahi hain, mujhe mere hakk ke bhai ghar chod denge!! (plainly)

Kaku- dekh abb usne bhi keh diya, abb ja patralekha ke paas (virat unwillingly left from there with kaku, sai was having tears seeing her own husband showing his true colours)

Sai- thankyou jiju mere saath humesha rehne keliye

Pulkit- abb emotional mat karo chalo, mein tumhe ghar drop kar deta hun (smiling)

Sai- hmm (lightly)

Pulkit dropped sai home, she saw virat, patralekha and kaku has already reached, she went inside to see everyone around pakhi, even her aai too, she weakly went to her room and slept instantly!! virat came in room as he couldn't find sai in hall, he went towards her and kissed her head

Virat- sai mujhe pata hain tum bahut hurt ho par, humare bacche keliye mujhe pakhi ka khayaal rakhna hoga (saying this virat to slept turning other side)

After few days, sai came back from hospital with some papers, she threw the paper infront pakhi with pen

Sai- sign kijiye apni (sternly)

Pakhi- kyun? kya likha hain iss paper pe?

Sai- iss paper par likha hain ki aapko mere aur virat ke bacche ka janam hote hi hume saupna hoga, nahi toh kanoonan aapke upar karwayi hogi!!

Pakhi- ye kya bakwaas hain sai? mein kyun sign karu? kaku dekhiye na apne bahu ko virat tum toh kuch bolo

Kaku- mast ha mast, aee jungli mulgi sirf tere aur virat keliye usne apne kok mein tum dono ka baccha rakha aur tu....(was going to say further)

Sai- maine toh nahi kaha tha unhe humara baccha rakhne keliye (glaring her)

Virat- sai bass karo, uske pet mein humara baccha aur tum aisi haalat mein ye papers sign karwa rahi ho?

Sai- haan karwa rahi hun, aur yaad rakhiye, agar inhone sign nahi ki iss paper par toh mein bhul jaungi ye mera baccha hain, aur jaakar dig sir se aap sabke gair kanooni harkat ke baarein mein bol dungi, phir jo hoga uske zimmedar aap aur aapki so called bhabhi hogi samjhe aap mr.virat chavan!! (with rage in her eyes)

Virat- sai kya bol rahi ho? ye hum dono ka baccha hain aur tum...

Sai- toh inhe sign karne boliye jaldi (shouted)

Virat- sai, pakhi sign nahi karegi samjhi tum (he tore the papers making sai shock, tears started flowing from her eyes, pakhi smirked while others smiled) ye humara baccha hain hum dono ka

Sai- ye baccha sirf aapka hain virat!! ye baccha mera nahi hain, mujhe nahi chahiye ye baccha, aapko aur aapke bhabhi ko ye baccha mubarak ho (making everyone shock)

Virat- sai (shouted and raised his hand to slap her but stopped looking at her shock face)

Sai- are ruke kyun maar dete na, jyaada se jyaada kya hota, mera mann dukh jaata aur ye baat to aapko humesha khushi deti haina? (teary eyes)

Virat- nahi sai aisi baat nahi hain, tum galat samajh rhai ho!!

Sai- right, mein galat samajh rahi thi itne dino, aapne toh mujhse kabhi pyaar hi nahi kiya haina? are karte bhi kyun jab aapka baccha pal raha hain inke pet mein, itni care toh aapne tab nahi ki jab maine apna pehla baccha kho diya sirf aur sirf aapke iss dost ke wajah se!! (crying remembering about her first baby, virat moved ahead to console her but she showed her plam) pakhi didi sochiye agar aaj mein aapke bacche ko badd dua dun toh?

Pakhi- ye kya bol rahi ho sai, ye tumhara baccha hain aur (tried to say with crocodile tears)

Sai- are chup kariye apna ye drama aur magarmach ke aansu, gharwalon ko farak padta hoga mujhe nahi farak padta, na aapka, na aapke iss bacche ka aur nahi aapke devar ka samjhe? (angrily she left to her room, she banged the door hard and sat down crying) mera baccha (caressed her belly) baccha aap chinta mat karna, inn bure logo ka saya tumpar nahi padne degi tumhari aai!! (sobbing)

Ninad- sai beta darwaza kholo (knocking the door and talking softly)

Sai- kyun baba? aapko bhi pakhi didi ki side lekar mujhse jhagda karna hain? (crying)

Ninad- nahi beta, mujhe bhi tumhare jaise ye sab manjoor nahi hain, haan maana maine bahut galtiyan ki hain, par kanoon ke jankari toh mujhe bhi hain tumhare jaise, please kholo darwaza (sai stood up and opened the door, she hugged seeing her baba and cried) please bala ro mat (Caressing her hair)

Sai- kyun nahi samajhte virat, mera dar!! aapko pata hain baba, agar ye process fail huyi na, toh humare bacche ki jaan daav par lag sakti hain, par kisiko samajhna hi nahi, baba abb nahi saha jaa raha!! mann karta hain mein ghar chodkar chali jaau apne bacche ke saath (tears)

Ninad- bacche? (surprised)

Sai- haan bacche, pregnant hun mein!! baba aap promise kijiye aap ye baat kisiko nahi batayenge, mujhe aisa logo ke saaye apne bacche par nahi padne dene, jo ek second mein apna rang badal de!! (ninad wiped her tears and kept her hand on her belly)

Ninad- abb rona mat, tumhe koi kuch nahi bolega, aur agar koi bola, toh hum dono ye ghar chodkar chale jayenge!!

Sai- sahi kaha aapne baba, kal jaakar agar virat aur pakhi didi apne bacche ko mere khilaaf bhadka diya, toh mein ye dard nahi seh paungi!! isse acha mein apne, khudke hakk ke bacche ke saath khush rahungi!! (turning other side) aaj toh aapke bete ne mera hakk mujhse cheen liya, ek officer hoke illegal procedure mein saath diya, kabhi maaf nahi kar paungi, aajse pehle hazaar baar maaf kar chuki par baat jab mere bacche ki aayi hain I won't spare anyone (sitting on bed, while ninad caressed her head, she looked at him and smiled lightly)

At night, sai was preparing her separate bed, virat came and saw her, he was feeling bad for her, he went and hugged her from behind!!

Sai- virat baaju hatiye please (irritately)

Virat- sai aaj jo kuch bhi hua woh (tried to say)

Sai- mujhe uss baarein mein koi baat nahi karni hain, jo aapko karna tha aapne karliya, abb mujhe aapse koi baat nahi karni, mujhe sona hain kal mujhe hospital jaana hain bahut kaam hain aapke bhabhi jaise bina kaam ki nahi hun mein!!! (sitting on bed)

Virat- sai please aise mat karo, tum abb mere paas sona bhi nahi chahti?

Sai- bas kijiye apna emotional drama, aap bhi pakhi didi se kam nahi hain!! are jab aapko unhi ki side leni hain, unhi ki care karni hain, meri koi baat nahi sunni, toh kyun sou aapke saath? jo mein abhi kar rahi hun na, documents ke sign keliye yaha se waha bhaag rahi hun woh aapko karna chahiye tha, par abb yaad rakhiye aap, agar illegal procedure ke jurm mein aap, aapki bhabhi aur aapki kaku andar gaye toh iss mein nahi chudwaungi, kyunki iss baar aap galat hain, aur ye galati aapar bahut bhaari padegi ye baat yaad rakhiye!! (Saying this she slept, while virat wasn't able to digest the truth, he went and with very difficulty he slept)

___________________________________________________________________________________________________________________________

SORRY IF IT IS BORING AND THANKYOU FOR READING...

UPCOMING-PAKHI'S WARNING FOR SAI

STAY TUNED...

ADMIN,

KRUPA.

~Agar Tum Saath Ho~Where stories live. Discover now