chapter 2

261 15 3
                                    

harleen- aai momsi

jasmine- Harleen suno tumhe wapas moga jana hoga meine tumhari ticket book karwa di hai tujhe kal hi jaana hoga

harleen- par momsi kyu ap hi toh chahti thi ki mein wapas Canada aa jao phir kyu wapas bhej rehi ho

Jasmine- ha mein chahti thi tu wapas aa jae par ab mein hi kahe rahi hu ki tu wapas apne nanu nani ke pas rehe actually beta mujhe kam se 4 mahine ke liye bhar jana hai isliye keh rahi hu tu akela bore ho jayo gi isliye tu kal moga jaa rahi hai

harleen- ok momsi

(harleen goes to her room sit on her bed and think about her going to moga again)

harleen- why do I am having mixed feelings about going to moga again I am happy that I am going to meet nanu nani and nehmat again but I am afraid about ekam what will his reaction be after seeing me again I know he is angry with me will our friendship will remain all it will break and how am I going to see nehmat and ekam together (tears fell from her eyes)

At moga

Nanu- saati

Nani- ha boliea

Nanu- jasmine ka phone ayya tha kal shaam tak harleen wapas moga aa rahi hai

Nani- yeh toh bohot badi khush khabri hai hamare ghar ki Ronak phir wapas aa rahi hai mein nehmat ko bata ke aatai hu

Nanu- thik hai harleen ke Anne ki taiyaari karo

Nani- nehmat

Nehmat- ji nani

Nani- nehmat kal harleen aa rahi

Nehmat- sacchi nani meri bhen wapas aa rahi hai

Nani- haa

Nehmat- yey mein ajj bohot khush hu

Ekam- nehmat tu itni kush kyu hai

Nehmat- ekam tu yaha

Ekam- ha mein tujhse milne ayya tha

Nehmat thinking-(kya mein ekam ko bata du harleen aa rahi hai kal Bata deti hu wase bhi iska jane ka hak banta jab woh gayi thi tab nahi bataya par ab bata deti hu wase bhi wo iski best friend thi kab tak naraj rahe ga

Nehmat- ekam kal kal

Ekam- kal kya nehmat

Ekam- kal harleen wapas aa rahi hai

(He was shocked and angry too he make hand fist and stand there quietly)

Nehmat- kuch toh bole ekam

Ekam- kyu kyu aa rahi hai woh wapas jab gayi thi tab toh use hamari yaad nahi ayi phir ab kyu aa rahi hai woh uski yaha kisi ko jarurat nahi hai ab mein usko apna kuch bhi nahi manta nahi mein uski sakal dekhna chahta hu mein kal nahi aauga

Nehmat- ekam please mere liye hu kal use lene chal ga please ekam

Ekam- thik hai nehmat sirf tere liye mein kal aau ga use lene ab mein chalta hu

Nehmat- par ekam

Ekam leaves from there in anger

At Canada

Harleen- mein kal aa toh rahi hu par pata nahi tu mujhse milne aae ga bhi ya nahi ekam mujhe tmtujhe dekhne ka bohot maan hai mujhe pata tu mujhse baat bhi nahi kare ga (look at moon sadly)

then ekam and harleen both were seen looking at moon thinking about each other

______________________________________

ekleen meet in next chapter do tell me your views in the comments bye for now

DestinyOnde histórias criam vida. Descubra agora