chapter 4

198 19 1
                                    

Harleen- oyye where are you going and what did you said stupid agar mein stupid toh tum pagal samjhe Mr rude *kitna ajeeb ladka tha*

She picked up her luggage and was going to take a cab but then she sees her nanu nani she became very happy seen them and goes towards them and hugged her nanu and kind of became emotional nanu don't know who is this girl but felt connection with her nanu breaks the hug and said

Nanu- beta are you ok aap kon ho

Harleen- nanu apne pechana nahi apki harleen

Everyone became emotional

Nanu- harleen tu tu kitni badi ho gayi hai kaisi hai theek toh hai na

Harleen- bohot acchi hu app logo ko dekh kar aur acchi ho gayi

Nanu kissed her forehead

Harleen goes towards nani

Nani- harleen kaisi hai tu

Harleen- bohot acchi hu mein ap sabko bohot Miss Kiya mene *became emotional*

Nehmat- apni bhen ko bhule gayi kya
*Says dramatically*

Harleen- tujhe kaise bhule sakti hu bohot Miss Kiya mene tujhe hamari sarate aur nanu nani ko pareshan karna

They all laughed

Nanu- accha tum log arram se aana hum log Jaa rahe itne din baad hamari dotti ayyi hai uski Swagat ki tayari karni hai.

Nehmat- theek hai nanu app log jau

They goes then nehmat says

Nehmat- apni bhen se gussa hai kya ek hug bhi nahi degi

Harleen- kabhi tujhse gussa ho sakti hu kya *she smiled sweetly*

She hugged nehmat and a voice come behind them that belongs to ekam

Ekam- nehmat mujhe kaam hai mei_ _

He stopped in mid way both ekam and harleen look at each other and going to say tum firse to each other but before that nehmat says

Nehmat- ekam dekh teri allo aa gayi jise tu itna miss karta tha

(Play this song when you are reading this part you will feel the emotion)

Both ekam and harleen frozed in there track they looked at each other with so many emotions Harleen want to hug ekam so much she want to feel his warmth again which she felt a min ago when ekam saved harleen from falling she have tears in her eyes

Nehmat- tum dono ese kyu khade ho itne salo baad mile ho jao harleen Milo apne kachalu se mujhe pata hai tune use bohot Miss Kiya

Harleen nobbed in yes and takes a slow steps toward ekam they never left there eye contact with each other
When Harleen was near ekam she was going to hug him but ekam stopped her with his hand

Ekam- nehmat kahe de ise ki yeh mujhse baat karne ka aur hug karne ka tab hi kho chuki thi jab yeh hame chod kar gayi thi wase bhi yeh toh Canada ki ladki hai amer parent ki lekin hum toh ek chote se sehar mein hai kaha Canada aur kaha moga toh hum toh iske barabar hai hi nahi aur na kabhi ho sakte hai hamse baat karna accha nahi iske liye *laughed sadly*

The words ekam said broke her heart to the core tears were rolling from her eyes she know she deserve it but she doesn't know coming from the one she loved her all life will hurt her more than she thought nehmat she Harleen state and says to ekam

Nehmat- ekam bas kar dekh nahi Raha kya halat ho rahi hai Harleen ki Teri wajah se ek.....

Harleen- nehmat rehne de bolne de usse ajj mujhe pata hai woh mujhse bohot naraj hai na kachalu *harleen smiled sadly*

Ekam- tum mujhe ise naam se bulane ka hak kho chuki ho Harleen Jo tumne kiya uske liye mein tumhe kabhi maaf nahi karu ga

Nehmat- ekam bas kar aur chalo nanu nani intazar kar rahe honge chalo Ghar

Ekam leave from there without saying anything

Harleen eyes was just following ekam she was not realising it but tears were rolling from her eyes

Nehmat goes towards harleen wipes her tear and smiled at her in a comforting way

Nehmat- Harleen uski bato ka bura mat manna abhi gussa hai par baad mein dekhna kaise tujhse phele jaisa baat kare ga

Harleen nobbed in yes they goes towards ekam car

_______________________________________
Kya kabhi ekam harleen ko maaf kar payega jab Harleen ko nehmat aur ekam ke bare mein pata chale woh kya react kare gi socho. baki agle chapter mein I know yeh chapter kuch zada hi sad tha par kya kare love stories easy nahi hoti hai. wase kaisa laga chapter batana jarur aur haa kya lagta inki udaariyaan kaha le jae gi inhe

DestinyWhere stories live. Discover now