Episode 1

1.9K 77 12
                                    

After Naurez left, Murtasim gather all his strength to go to his room and face Meerub. As he steps inside he is shocked to see the condition of the room it is still the same as when he left. To his utter shock, Meerub is not there. 

Murtasim in a loud voice calls out his wife's name_ Meerub, meerub & comes out of the room. 
Maa Begum hears his voice and ask Kya hua beta itna kyu chila rahe ho. 

Murtasim- Maa Saheb Meerub kaha hai?

Maa begum- Aapne kamare mein hogi aur kaha? 

Murtasim- Woh waha nahi hai. 

Maa Begum- Toh kaha gayi hogi? Kya tumare beech mein kuch hua hai? Ladai ya behas?

Murtasim is Silent and his mind is wandering 

Maa Begum- Kuch bologe

Murtasim- Kuch nahi hua hai 

Haya joined in their conversation. Maa Begum ask Haya to check the room & bathroom once again. 

Murtasim is standing in shock. Haya brings the Meerub ring, The ring has its own importance. Meerub wears the ring because she is the khanni of the house, the wife of the lord, and the queen of the king. 

Murtasim has got the idea that his Meerub has left him and his family because whenever they got parted the ring never got parted from his queen. He understands the pain he is feeling inside his heart and would not be able to tolerate it if Meerub doesn't come back to his home. 

Bhaktu enters

Bhaktu- Malik, chaukidar ne bataya Meerub bibi raat ko ghar chod ke jaa chuki hai, unko bahut rokne ki koshish ki par woh na ruki. 

Murtasim- Gadi nikalo, humein Karachi chalna hai aur Meerub ko lekar aana hai 

Maa Begum- Aisa kya ho gaya jo Meerub beech raat mein Karachi chali gayi

Murtasim- Maa Saheb, aap woh karachi pahuch ke khud Meerub se puch lijiyega. 

Maa Begum- ha woh toh puchugi hi, meri beti ki wahaj se woh wapas aayi hai aur usne aisa kyu kiya. Main anwar ko phone laga ti hu batati hu uski beti ki nayi karamat. 

Murtasim- Maa aap Meerub kuch na kahe aur chale, main chacha saheb ko call kar deta hu ki woh bhi Karachi puch jaye. 

They both left. 

Haya is in fear, what if Meerub is in Karachi and Murtasim is able to get her back? 

Location- Waqas House

Waqas- Kya aap log aapne dimag se baat kar rahe hai? Meerub raat se bhar hai aur aap log abhi baata rahe hai? Kya kiya hai aap logo ne Meerub ke saath?

Maa Begum- Kya kiya hai hum kuch kyu kargege?Itne pyaar se main usko wapas le kar gayi thi par usko toh aapna ghar hi nahi basna hai

Anwar- Waqas agar Meerub ghar mein toh bhulao usko hum ussko le jane ke liy aaye hai

Waqas- Meerub nahi hai yaha na woh aayi, Murtasim kaha hai Meerub?

Murtasim- Chacha saheb mujhe nahi pata Meerub kaha par main Meerub ko dhund luga, mujhe kuch waqt dijiye 

Waqas- Tumne kya kiya hai Meerub ke saath, jo raat ko usne ghar chod diya

Maa Begum- Murtasim kya karege uske saath, shohar hai uska. Aisa kuch nahi karega mera beta, tumari beti ne hi kuch kiya hoga.

Murtasim- Maa Saheb please Meerub ko kuch na kahe. 

Waqas- Mujhe aap logo se aaj ke baad koi rishta nahi rakhna hai, Main aapni beti ko khud dhund luga and aapne paas rakhuga. 

Murtasim- Chacha saheb rishta rakhna na rakhna aapki marzi hai par meri biwi ko aap aapne paas nahi rakh sakte, woh meri hai hai mere ghar mein rahegi. Jaa ra hun aapni biwi ko dhundne. Maa Saheb aap anwar chacha ke saath ghar jaye, Main meerub ko lekar aata hu. 

Location Change- Saba House

Bhatku at Saba's house- knocks at the door

Saba- Ha bole

Bhaktu- Aap Saba hai 

Saba- Ji

Murtasim- Aap Meerub ko bula dijiye bhar, main usko lene aaya hun

Saba- Meerub? 

Murtasim- Meerub yaha nahi aayi?

Saba- Nahi, Main Meerub se us din ke baad nahi mili

Murtasim- Kis din ke baad

Saba- Jis din aap restaurant mein aaye the aur woh Rohail ko yeh bata kar nikal gayi ki woh aapko pasand karti hai Rohail usko contact na karne ki koshish kare. 

The moment Murtasim heard all this he is horrified as hell. Meerub loves him this is what he wanted to hear for so long.

Saba- Kya hua meerub ko?

Murtasim- Kuch nahi woh ghar chod ke kahi chali gayi hai, aap bata sakti hai aur kaha jaa sakti hai woh. 

Saba- Meerub ke sirf hum dono hi dost the, mere paas nahi aayi aur rohail se woh contact tak nahi rakhna chahti aur waise bhi rohail hospital mein hai usko kuch logo ne bahut mara hai. Woh aapne ghar gayi hogi. 

Murtasim looked at Bhaktu and nodded at Saba. 

Murtasim called the Commissioner while leaving and asked him to meet. 

Location Change- Commissioner's office. Commissioner's Name- Abdul Raza

Abdul- Murtasim Khan aap? Main kaam khatam karke aahi raha tha aapse milne 

Murtasim- Aap ke in sab kaam se zyada zaroori hai mera kaam

Abdul- Sorry, Khan Saheb. Aap kuch lege?

Murtasim- Nahi, jo kaam ke liya yaha aaya hun woh kar dege forun

Abdul- pls boliye

Murtasim- Meri biwi, Meerub Murtasim Khan ghar chod ke chali gayi hai unko dhund na hai turant. 

Abdul- Khan saheb, aisa kya hogaya jo bibi ghar chod ke chali gayi

Murtasim- Woh aapki matlab ki baat nahi hai, aap sirf unko dhundne me meri madaat kare

Abdul- ji bikul, aap unki koi photo dede, main puri koshish karuga 

Murtasim- Koshish nahi sir, you have to find her. Please. Look at all the hotels, hospitals & stations.

Abdul- ji bikul. Main dekhta hun aur agar woh hyderabad mein hui toh

Murtasim- Toh main unko khud dhund luga aap yaha karachi mein dekhe filaal 

Abdul- Khan saheb, aap befikar rahe aur hyd jaye main yaha bibi ko dhunta hu

Murtasim- befikar nahi ho sakte hun sir, jalta hun aap mujhe update kare. 

Murtasim called Anwar to check if they have any updates about Meerub. Anwar declined. 

At Khan Haveli- Maa Begum and Anwar are discussing Meerub and her whereabouts and Haya is happy about everything happening. 

Murtasim is driving and missing his Meerub and wants to punish himself for whatever happened. He is blank about where to go and does not have the courage to go home without Meerub. 


____________________

I know this can be a little boring chapter, but you will have an update about Meerub in the next chapter. 

Feedback and suggestions are appreciated. 

Happy Reading!!










Meerasim's WorldWhere stories live. Discover now