❤️Part 25❤️

830 99 26
                                    

To be continued..... previous part......

In hm room-

Hm- Ks hamari baat to suniye ..... Ek baar ... .

Ks - Ms sunate hai lekin abhi sote hai .... Hme thand lag rahi hai .....

Hm- ok.....

They going to bed lay properly.....

Hm- Ks ek sawal tha ....

Ks turn to hm and say Ms Aaj aapne than hi liya hai shayad Hme kathgare me Puri raat khada krne ka .....

Hm- kya matlab?

Ks- yahi ki aaj aapke sawal khatm nhi ho rahe hai aur shayad aapka Aaj jagane ka Mann hai aur hame jagane ka....

Hm- Aisa kuch nhi hai .....
Aur hame koi problem  nhi hai ham aise raat bhar bhi aapse aise baat kr sakte hai ....

Ks- kya sach me Ms? ..... Looking lovingly.....

Hm- ha .....

Ks- pr uski jarurat nhi hai hame ab Sona chahiye kal thana Jana hai aur sabse aham baat aapki dawai chalu hai to apko aaram ki jarurat hai.....

Hm- ham thik hai bs ek javab dijiye .....

Ks--kaa

Hm-:kya aapane sach me hame maaf Kiya hai .... Aur sach Batayiye ga?

Ks- isase kya fark padta hai Ms ....

Hm- kya matlab hai aapka .... Hame bahot fark padta hai ..... Hme pata hai aapko bahot takleef pohachayi hai hamne.....

Hm direct looking in her eyes.   Says
pr Ks kabhi kabhi jindagi me hame apni sabse pyare rishte aur jimmedari me hame chunana padata hai aur is kashmakash me dil kahata hai k apna rishta chuno aur dimag kahata hai k jimmedari chuno....

Jimmedari aisi hoti hai k use ham taal nhi sakte shayad isi ummeed se ki hamare sabse karib rishte hame samje .... Hamare sath rahe ..... Yahi to rishton k sabse badi chunauti hoti hai ..... 

Aur us wakt hame farz ki jimmedari thi Ks aur wo ham isliye nibha paye hai kyunki Aap hamare sath thi ..... Nhi itna bada kadam uthana hamare liye aasan nhi tha ....

Kyunki Ham acchese janate the k aap hamare liye kuch bhi kr sakati hai ..... Aur dekhiye  kisi anjaan Urmila ko aapne hamare liye yaha laya .... Taki hame insaaf dila paye .... 

Ks- Kya aap itna bharosa krti hai Ms.   ....

Hm- Haa ...  Ks .... Kyunki ham jante the ....

Ham aap ki soch ko acche se jante hai ....

Hame pata tha k aap hame dekhegi to aap yahi sochegi k hame yaha leker aaye......

Agar hamare Thane me se koi bhi ye baat nhi manata to aap unhe manvati aur wo nhi manate to aap akeli sab karti .....

Aapne jab hamare mout ke baare me kisiko nhi bataya tabhi hame ye plan banaya tha .... Taki ham aap sabke sath rah sake ....
Aur .... Sab pata laga sake .... Jo apke bagair mumkin nahi tha .....

Ks hold Hm hand say .....

Ham acchese janate Ms. .... Aapke liye apne Farz ke aage kuch nhi hai ..... Aapne apne farz ko hamesha sabse upper rakha hai....

Hame aap se koi shikayat nhi hai ....

Aur ham aapke sath hamesha hai aap bharosa rakhiye hai hampar....

Hm smile .... says ....

To aapne hame maaf Kiya ?

Ks- hmmm .... Hmmm .... Sochate hai uske bare me Kiya ya nhi ....

Hm- Ks ....

Ks- ek shart pr kr sakte hai .....

Hm- kya ? Aap jo kahengi ham krenge ....

Ks- soch lijiye ham kuch bhi kah sakte hai ....

Hm- soch liya hai ..... Batayiye....

Ks- wo ..... Wo .....kya ham aapka hath pakad kar so sakte hai ...... Saying hesitantly.....

Hm looked at her Serprisingly and raising her one eyebrow......

Ks- wo agar apko nhi acha laga to maaf kijiyega ga .... Aur ham aapko pahle hi kah chuke hai k hamne aapko maaf Kiya hai .....

And removing her hand in hm hand ....

But hm hold her hand tightly....

Hm- hmne aapko kab mana kiya apna hath na pakadane ko.....

Hum bs puch rahe the k Aisa kyu .....pahle to aise ......

Ks- shayad hame nind aa jaye....

Hm- kya matlab. 

Ks- wo jagah nayi hai na ....  Aur raat bhar to aapki god me so nhi sakte to bs isliye. ...

Hm goes near to ks and lovingly caressing her cheeks .....

Aap abhibhi bacchi Hai Ks .....

Jaise chote bacche jid karke apni maa ka pallu pakdate hai aur apna haqq jatate hai waise hi....

Ks- kabhi kabhi baccha banana jaruri hota hai Ms taki sari takleef se aajadi mile , jimmedari se aazadi mile .....

Aur sukoon bhari nind mile ....

Hm smile and pull her near her heart ....and caressing her hair one hand and one hand wrapped around her waist....

Ks shock her action.....

Aapko hamari dhadkan sunkar sukoon milata hai na .... To Aaj aap aaram se iss sukoon ko mahsus kriye aapko acchese nind aa jayegi ....aur ham janate bhi nhi hai  Shayad kitni rat aap sukoon se soyi hai ....

Saying this hm have tears in her eyes ....

Ks also have tears in her eyes

Ks tightening grif on hm waist and say shub ratri Ms ......

But hm composed herself and say good night Ks .....

They feel there loved in each other arms .....

Ks sleep immediately and hm feel this ....

Once hm check her face and smile say ....

Shayad aap jyada thak gayi thi isliye bs kuch pal me hi so gayi ....

Aapko Aisa dekh hame bahot acha lag raha hai .... Shayad ham aapka Mann thoda halaka kr paye ....

Hm kiss her for head unknowingly and ks smile in her sleep and tighten grip on hm .... saying in her sleep Dhanyavad Ms hamare paas wapas aane ke liye ....

Hm looked at her unexpectedly unhe laga Ks jagi hue hai aur ab kya kahegi unknowingly kiss Kiya wo to ab bahot chedegi unhe aur kya kahe yahi sochkar wo ks ko dekhati but she says in her sleep .....

Hm smile ..... Hm again kiss her for head.....

Ab aap puchegi to kah denge ki Haqq hai hamara ..... Aapke sabse ajij dost hai ham .....

Samaji aap .....

After some time adore ks hm also sleep

After so many they properly sleep peacefully......

After sometime Ammi checking hm room ....

She sees that both her daughter sleeping peacefully together.....

She kiss both of them .....

Jo mene socha tha wo ho gaya hai tum dono ne apna Mann halka Kiya hai .....

Jiski wajah se tum dono ke chehare pr bhi sote wakt Noor hai ....

Alla tum dono ko hamesha khush rakhe .....

To be continued......

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now