Hurt

527 27 9
                                    

"Hello " the girl spoke softly as the person on the other side pick up the call .

"Hello" he spoke in a low voice .
"Ky kar raha hai "
"Kuch nhi"
"Hmmmm... Aacha. Kaam hai . Mujie bhi sikha yeh kaisa karte hai ."

"Majak k mood me nhi hu . Call kyu Kiya jaldi bol ." He spoke in not so interested tone.

"Are itne dino se baat nhi Hui issley kiya and nothing else. If you are not in mood to talk it's okk . We will talk later. Bye bye " she was about to end the call.

"Bas call katne ki jaldi hai na. Maine bola ky rakhne ko baat karne me koi problem hai. Ya kisi aur ka call aa raha" he spoke in a rude tone.

"Teri hi tone se dikh Raha tereko baat nhi karni hai toh me ky Karu . Tereko manau sorry mujie se nhi ho payega. Kis aur se umeed Karo .aur rahi baat kisi aur k call karne ki so that's none of your business. "

"Ha ha ab toh me kuch bol bhi nhi sakta madam ko. Thik hai joh karna hai Karo. "

She calm herself down as she noticed a mix of anger and hurt in his voice. His tone and her instinct just suggest her to clam her down and know what's wrong with him.

She clamly spoke.
"Ky hua hai. "

"Tujie ky does it matters to u. Or does u matters to u. Agar me matter karta toh kal call aa jata. "

"I told u I was sort of busy from last 15 days . Aur jab bhi time milta I used to text u. Didn't I . Aur waise bhi kal aisa ky tha joh call karna itna jaruri tha. " She spoke it In a normal tone.

She knew what was yesterday . It was his bday .

"Really you didn't know what was yesterday. "

"What was so special of this week Monday. So u r making a issue out of it. "

"Nothing"

"Ha aa rahi . Chal me baad me baat karti I have a meeting. "
She maje a excuse and cut the call.

Mujie pata hai tu hurt hai Maine kal tere bday pe wish nhi Kiya. Ek time tha jab Maine plan Kara tha ki tu dur hai then too I will gift u something that will always remind you of my self. Per tu bhi janta hai phele jaisa ab kuch nhi raha na tu na me. Ab kuch nhi . Man toh tha tereko call kar k ek baar wish kar lu. Per himmat nahi thi. Me khud ko dhokha nhi de sakti thi iss baad tujhe call kar. You got someone else to make your day special. It doesn't matter if I am there or not. You have people's to whom u love and care. There is no need of me or my wishes. Agar kal wish kar hota toh khud ko dhokha deti joh chiz nhi chahti un sab ki phir se shuruwat karti. That 6 months were terrible for me with u. I don't want that again. You broke me this time. She stop the train of her thoughts and got back to her work with a heavy heart .

Usse sach me yaad nhi tha ky kal mera bday tha. Kyu itni paas hote hue bhi itni dur lagti hai. Ek time tha jab mere bolne se phele tu har chiz samj jati thi. Teri Jaan basti thi mujieme. Yeh mujie bhi pata tha. Ky itna tod diya Maine tujhe. Ha janta hua ek waqt tha jab tu meree sab see karib thi . Kabhi Chod k nhi Jane wali thi. Pata nhi ky hoga tha tab. Tujie roj hurt karta tha. Tujie roj rota hua dekhta tha. Tere rone se sab se jayada nafrat thi aur tujie me khud rulata tha . Aaj bhi jab Teri awaj sunata hu khud ko koshta hu. Kabhi issi chare pe masumiyat dikhati thi ab pata nhi kaha chale gayi. Aaj bhi tere Bina bechan hota hu. Sirf teri aawaj sube k liye rukhta hu din bhar ki ek baar phone ki ring baje aur tu waha se hello bole apni pyaari si awaj me aur Mera sab dard dur ho jaye. Aaj bhi tu Mera sukun hai . Tujie toh yaad bhi nhi hoga mera. Last bday kitna special bana Diya tha tune. Jab teri iss awaj ko uss din shakal Mili. Mera bday hi tha jab tu kisi kaam se mere shehar aai thi. Aur maine pheli baar teri shakal dekhi thi. Uss awaj joh mere jagan me thi usse ek chahara deke vha se chali gayi. Abhi bhi tu mujjie blue saari me yaad hai. Apne haato se mujie cake khilate hue. Mere saare dosto ki akhe teri aur thi. Aur teri mere aur.
........
......

......
......
...

Lagta hai i deserve it not to be wish by u. I am sorry. But i still loves you. No one can be at your place .



Do u want to know there story. Then stay tune with my other story. The untold chapter.

Phone Calls.   Where stories live. Discover now