Mission Devalpar

214 33 13
                                    

Mahila Police Thana

Anubhav: Toh officers aap teeno taiyaar hai mission devalpar pe jaane keliye.

Trio: Yes sir.

Anubhav: Good so aapke fake identities ready hai. Haseena ji aap banegi Urmila Mahadev Mhatre woh bhi phirse. Aap hogi Kareena ki assistant.

Haseena's look:

Anubhav: Kashi aap banegi Famous South Indian actress Kareena Singh

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Anubhav: Kashi aap banegi Famous South Indian actress Kareena Singh.

Karishma's look:

Anubhav: Aur Akshara Goenka aap banegi Suman Pandey, Kareena ki manager

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Anubhav: Aur Akshara Goenka aap banegi Suman Pandey, Kareena ki manager. Ab aap sabko pura plan yaad hai na ki kab kya karna hai?

Akshara's look:

Akshara's look:

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Trio: Yes sir.

Anubhav: Ok official baatein bohot hogayi ab humhe Kashi, Akshu aur Priye se baat karni hai.

Trio: Boliye Anu.

Anubhav: Woh hum ka kehrahe te, Akshu aur Priye tum dono itne khatarnak mission pe jarahe ho toh please apna khyaal rakhna aur sahi salamat wapas bhi aajana.

Karishma: Haww Anu bhaiya mission pe toh hum bhi jarahe hai, aap humhe kuch nahi bolenge.

Anubhav: Tujhe bhi kuch bolna hai. Kashi tera iss mission pe jana zaruri hai kya, please tu mat ja na. Akshu aur Priye jarahe hai phir tujhe jaane ki ka zaroorat hai.

Karishma: Anu bhaiya e aap ka batiya rahe hai. Humhe iss mission pe jana hai, hum bhabhi aur jiji ko akele nahi jaane denge iss mission pe.

Haseena understood Anubhav's fear. She goes and hugs him trying to calm him down. She then breaks the hug after 5 minutes.

Haseena: Anu shaant hojaye. Dekhiye aapka dar apni jagah sahi hai lekin aapko uss haadse se move on karna hoga. Pata hai ki mission behroopiya mein Karu ki joh halat hui thi usse aap abhi bhi darre hue hai isliye aap Karu ko mission pe nahi bhejna chahte. Humhe bhi dar lag raha hai Karu keliye.  Last time humne Karu ko almost khodiya tha, iss baar hum uski jaan khatre mein nahi dalna chahte mission pe lejakar lekin farz ke aage hum sab majboor hai. Iss mission keliye bhale hi hum apni best friend Karu ko nahi lejana chahte lekin SHO Haseena Malik ko iss mission mein apni honaar, jabaaz aur nidar officer SI Karishma Singh joh Lucknow ki shaan hai, UP Police Department ka gaurav hai usse lejana hi padega.

Karishma comes forward and assures Anubhav.

Karishma: Dekhiye Anu agar hum aapki jagah hote toh humko bhi yahi dar lagta. Anu bhaiya aapko yaad hai na ki bauji humesha ka kehte te. Ek police officer ke jeevan mein sabse mahatvapurn hona chahiye yeh khaki vardi aur isse jude hue farz. Ek saccha rashtra premi wohi insaan hota hai joh apne desh ko sabse pehle rakhe. Desh se zyada zaruri na koi rishta hai na kuch aur.  Mata pita, bhai behan, pati ya patni, bacche, dosti yeh saare sambandh sab baadmein aate hai par Bharat mata se rishta sabse pehle aata hai.

Anubhav(sighs): Hum samajh gaye behna, hum tumhe iss mission pe jaane se nahi rokenge. Accha ab mission ki baatein karte hai. Toh Haseena Malik Urmila Mumbai ki ladki hai toh aapko waha ki joh boli hai, woh hindi kaise bolte hai woh bolni padegi.

Haseena: Ji sir.

Anubhav: Karishma Singh Kareena Chennai ki hogi toh aapko waha ki hindi bolni padegi.

Karishma: Ji sir.

Anubhav: Akshara Goenka Suman Kanpur sheher ki hogi toh aapko yaha ki boli bolni padegi.

Akshara: Ji sir.

The trio leave for the mission. It took them 3 days but they successfully freed Shazia's parents, arrested the Devaliya brothers and their goons including Shahid and freed the village from their dictatorship. All of them were sentenced to 10 years imprisonment. After completing the mission the trio returned back to Lucknow. There was a felicitation ceremony held by the department to honour these 3 brave female officers for the accomplishment of such a crucial mission. Everyone was proud of having such officers in the department while some were having jealousy. Akshara's entire family was proud of her seeing their Akshu getting honoured for her bravery.

1 month later
Like this only a month passes by. Life is going on smoothly for all the MPT members with Karishpa's bickering, Kareena's nok jhok, Cheetosh's usual bakeiti etc.

Promo: Karishma's birthday.

Guys if you have any suggestions to be added in the story then you are most welcome to share your ideas in the comment section or you can dm me.

Chapter completed.
Hope you'll like it.
Do vote and comment.

YRKKH X MADDAM SIRWhere stories live. Discover now