Chapter 6 : Akhri Kash

6 0 0
                                    

2019


Manali


Snow Valley resort

Sandipan and rahi's room

Anurag rings the bell

Rahi - it's open andar ajao

Anurag enters the yellow raincoat

Anurag - Sandy kidhar hain ?

Rahi - kaun ho aap ?

Anurag - main Annu .

Rahi - o tu hain ,ese bin barsat rain coat mein tu ayega toh kaise pehchanugi tujhe, Sandy aur kaushik kahi gaye hain dono bol rahe the koyi mission pe jaa rahe hain.

Anurag - score karne Gaye honge

Rahi - kis game mein score karne ?

Anurag - high altitude mein game hota hain hai ek jaha tumhe bas shots marne hote hain

Rahi - never heard of it

Anurag - leave it, now that we are alone

Rahi - haa toh ?

Anurag - do nah phir

Rahi - kya ?

Anurag - sex

Rahi - what the fuck Annu ?

Anurag - are nobody will know Rahi bas ek baar

Rahi - you better leave or I will call the hotel receptionist aur main Sandy ko sab bata rahi hoon, chi I'm your best friend's girlfriend! Tum esa keh bhi kaise sakte ho mujhse!

Anurag - sandy ko mat batana please


Rahi - no main bataungi

Anurag - tum batane ki halat mein rahogi tab nah

Rahi - matlab?!

Sandipan - Annu ne phir ek flower vase leke Rahi ke sar pe mara, woh unconscious hogayi. Uske bad he did everything, phir usne Rahi ke body ko suitcase mein bhar ke uss suitcase ko terrace se phek diya. Next din police ko body mili. I was devastated! Maine hotel walo se cctv check karwaya, raincoat mein ek admi dikha par ekdum samjh nahin a raha tha kaun hain but he was wearing red sneakers jo mere the aur anurag ke pass the! Mujhe samajh agaya it was anurag but bharosa nahin ho raha tha ki Annu esa kuch kar sakta hain. Toh main confirm karne ke liye uske pass gaya, woh room mein nahin tha. Maine usse call kiya, usne mujhe pahadi ke pass bulaya and jab mein usse kuch puchne wala tha tabhi usne mere pocket mein kuch rakh ke udhar se dhakka mar diya! I died and police ko jab meri body mili unko meri pocket se who note bhi mila jispe likha huya tha ki Rahi was cheating on me and that's why I did this aur guilt mein khud ki jaan le li bas case closed and I was declared as rapist. Puri society papa ke office mummy ke office har jagah yeh baat phel gayi. People stopped talking to my parents. Unko alag kar diya gaya sabse even meri maa pe ek rape attempt bhi huya uske baad baad aur torture nah jhel paake they ended their life.



Sagnik - This was not the first time anurag did this type of heinous thing. It all started with her first female victim and then he kept on doing it with every female he killed, let it be dead or alive! Even Usne Sara ki body tak ko nahin chhoda tha, yes he raped the dead body of the girl she loved! Chitra was also the same, she use to sexually harass the all the guys bas fark itna tha ki woh unko nah hi marne deti thi nah hi jeene, but the thing is they never crossed paths, had no links, milne ke koyi chance nahin, phir bhi dono mile and they got married, I guess this was meant to be. Shayad haar baar ek asur ko khatam karne ke liye avatar nahin ata balki aur ek asur ata hain! Khair wapas ate iss Kahani ki akhri chapter pe.


Chitra ki asliyat janne ke baad anurag shant sa hogaya, woh nah ghar lauta nah office gaya, who sidha gaya chitra ke ghar ke neeche udhar jaake gadi mein kuch der baitha phir maano uske sir pe khoon swar hogaya. Woh gadi se utar ek hatora leke upar gaya, unki bell bajayi. Chitra ke maa ne darwaza khola. Usse pehle who kuch bol pati anurag sidha hatore se war kar diya unke upar. Ghar mein chitra ke dadi choti behen sabko anurag ne ek ek karke maara phir chitra ke papa ke pass gaya aur kaha apko maut dena aapko vardan hoga nahin? Woh nahin karne wala main! Aap baithe raho iss wheel chair pe aur baith ke inn laasho ko dekho aur chinta mat karo aapki yeh halat karne wali badi beti bhi inke sath judne wali hain kuch dair mein! Chaliye ata hoon papa. Yeh kehke Anurag udhar se nikal ke raste ka har traffic signal todhta huya sidha uss gaali mein gaya jaha woh logo ka kataal kara. Raste usne kuch janwaar aur ek chote bacche ko apni gadi se kuchtal diya! Phir udhar ake gadi ke bonnet ke upar baith gaya aur har rah chalte admi ko hatore se tab tak marne laga jab tak uska sir phut nahin jata! Kul 26 katal kiye Anurag ne uss sham ko phir maano uska gussa todha shant huya par tab tak Anurag already kolkata police ke threat ban chuka tha. Police charo taraf usse dhund rahi thi. Isi liye woh aur kahin nah jaake sidha ghar laut gaya, gadi garage mein park karke woh gadi se utra phir, backseat mein laasho ka dher! Pakadne ke liye peeche padi puri kolkata police aur wo ek scotch ki bottle liye upar gaya aur dekha Chitra sofe pe baith ke TV dhek rahi hain, use dhek chitra daud ke uske paas gayi use gaale se lagaya aur kaha

Chitra- kaha the tum kaal shaam se? I thought ki tumhare kisi victim ne tumhe nah mar dala ho!

Anurag - the people I don't know can't kill me chitra

Chitra - matlab?

Anurag - matlab kuch nahin!

Anurag then keeps the bottle of scotch on a table and kisses chitra.

Then he took her to the bedroom. Both of them undress each other and then start making love

After a long session of sex chitra falls asleep.

Sagnik - Chitra ki neend tuti toh usne dekha anurag kamre mein nahin tha, who kapde pehenke bahar gayi dekha Anurag balcony mein baithe baithe scotch pee raha tha, Chitra ne apne liye ek peg banaya aur jaake Anurag ke pass baith gayi, tabhi anurag usse puchta hain

Anurag - why chitra?

Chitra - kya yeh tun akele peene ke liye laye ho?

Anurag - main iss sharab ki nahi uss zeher ki baat kar raha hoon jo tum mujhe dene wali ho?

Chitra starts laughing

Chitra - tumko ek mein hi Nasha hogaya?

Anurag - nashe mein main toh tha abb tak! Abb nasha tuta hain.

Sagnik - yeh kehke Anurag uth gaya aur table pe jaake uske upar rakhi huyi churi ko uthaya tabhi use mehsoos Chitra ne uske gardan pe churi rakh di hain.

Chitra - curiosity kills Anurag!

Anurag - okay kill me but tell me why?

Chitra - Ain't nothin' but a heartache

Anurag - main marne se 2 Inch dur khada hoon aur tumhe mazak sujh raha hain

Chitra - okay sorry! And yes you deserve an explanation, it all started when I was just nine, mere papa ekdum tumhare jaise the!

Anurag - matlab?

Chitra - bahar se ekdum sharafat ki muraat par andar se haiwan

Anurag - maine kab haiwan jaisa kuch kiya?

Chitra - apni best friend ki girlfriend ka rape aur best friend ka khoon!

Anurag - woh sab Sandipan me khud kiya tha

Chitra - okay par tum bhi uss trip pe gaye the tumhara best friend itna kuch Kar raha tha aur khud jaan bhi le li usne par tumhe kuch pata nahin chala?

Anurag - abb woh bandh kamre mein kya karta hain mujhe kaise pata hoga?

Chitra - par pahadi me kya kar raha tha woh toh pata hoga nah, kyunki tum ne hi bulaya tha nah!

Anurag - maine bulaya tha?

Chitra - Haan Sandipan ke phone ka last call toh yehin kehta hain!

Anurag was in shock

Chitra - yeh har katal ke baad souvenir rakhne ka aadat bohut kharab hain tumhari, aur Sandipan ka koyi physical souvenir toh nahin mila tha tumhe isi liye you kept his phone, aur tum hi bas investigation nahin kar sakte main gayi thi police station I had some contacts usse mujhe pata chala they never got his phone aur open and shut case tha isi liye they did not even tried aur he died at 1:14 pm aur uska last call to you was at 12:25 pm jo tumne nah uthake usko text Kiya tha pahadi ke pass aaja.


Anurag was numb!

Chitra - I know you will be speechless, khair let's get back to how I started! So, my father was just like you har subah sarafat ka mukhauta pehen ke bahar jaate the ghar ate hi asli chehra dikha dete the. Kya nahin kiya uss admi ne meri maa ko marna, galiyaan dena, even he raped her and woh sab infront of me! Socho ek nau saal ki baachi har roz apni maa ka rape dhekna padhta tha woh bhi apna khud baap karta tha and that was not even the worst thing happened! When I was 14 my own grandfather sexually harassed me, aur you know one thing maine meri maa ko batayi Thi yeh baat but woh kuch na kar saki because she was helpless aur yeh baat mere papa ko pata chalte hi he beat me like an animal kyunki unke hisab main jhut bol rahi hoon ,maa rokne ati toh maa ko mar padhti, dadi saved me that day but that day I decided mujhe meri maa toh nahin banna but mujhe unn logo ka khoon nahin karna tha mujhe unko tadap ta dhekna tha like they did with us. Isi liye ek din maine mere papa ke khane ke sath Tetrodotoxin milake ke diya and it worked! Mere baap paralyzed hogaya unfortunately mere dada ke sath main kuch nahin kar payi cause kuch karne se phele he died in a car accident.

Anurag - okay woh tumahari aapsi mamla tha but bakiyon ne kya kiya tha? Atleast 30 men was over there!

Chitra - kayi kayi sadiyon phele ek pratha hoti thi yaad hain jaha pati marte hi patni ko uske chita ke sath jalaya jata tha?! Unme toh kayi choti choti bacchiyaan hoti thi jinki zindagi bas suru huyi hoti thi unki kya galti hoti thi ki unhe jalaya jata tha sath mein? Woh chhodo tum yeh batao in many countries women are terribly talented but they are restricted fromm doing things like pursuing art, playing sports kyun unki kya galti hain? Yehan kuch kuch jagao mein they can't even initiate divorce but unka pati bas kuch sabd bolke divorce kar sakta hain kyun unko equal law kyun nahin mila tum who chhodo recently in ek desh ke north eastern part mein ladkiyon ka rape ho raha hain khule aam unko nanga karke seher mein ghumaya jaa raha hai, just because ek fake news thi ek community ki women got raped toh uske badle they started raping the women! Galti mard ne ki why the fuck the women have to suffer! Batao unki kya galti hain?

Anurag was speechless

Chitra - nahin bata payoge cause koyi explanation hain hi nahin! Toh itne auraton ke badle agar 30 admiyon ko tadapna padhe that's completely okay.



Anurag - but for jin logo ko tumne mara unke life ke sath kayi aurton ki life bhi bhi linked thi what about them?

Chitra - they will survive! They don't need them. Now Anurag be ready to die, I really loved you! Like back then I loved sagnik woh agar meri dost Ritu ke sath mujhe cheat nah karta toh shayad zinda rehta aur tum agar bas ek pyscho killer hote toh tum bhi zinda rehte. Honestly after marrying you I thought I will do the same thing that I do with others but after spending time with u mujhe realise huya tha u are not same as the others. Main woh photo utar ne bhi wali thi but today changed everything!

Anurag - why are you killing me? You don't kill your victims!

Chitra - actually yes but I don't wanna see you suffer babe cause I loved u, khair now die!

Sagnik - yeh bolke Chitra ne Anurag ke taraf churi chalayi but Anurag ne uske hath block karke who churi dur phenk then they got involved in a hand to hand combat aur isi ke beech Anurag ne Chitra ko dhakka de diya balcony se aur Chita neeche gir gayi.


Baarish ho Rahi thi Chitra neeche giri huyi thi, uska khoon beh raha tha aur bohut kosis karke apna sir uthake balcony ke taraf dekha Anurag udhar hi khada tha Chitra Anurag ko dekh ke pagalo ki tarah hasne lagi!


Dheere dheere Chitra ke aankhen dhundli hone lagi. Akhir uski aankhen bandh hogayi.


Anurag todhi der yeh sab dhekta raha phir jab usko tassali huyi ki Chitra mar chuki hain toh woh andar chala gaya. Andar usne apne liye peg banaya, pass mein rakha music player chalaya jisme Ghulam Ali ki Ghazal "humko kiske ghum ne maara" baj uthi, uss gaane ke bol uss gamgeen mahaul ko aur gamgeen bana diya, Anurag ek chair pe baitha apni glass ki sharab kahtam ki phir ek cigarette jalayi, ek akhri kaash baki thi tab anurag ke hath se woh ciggerate gir gayi. Usse uthane ke liye Anurag jaise hi utha woh behosh hoke gir padha.


Uski aankha khuli toh who ek bed pe leta huya tha ek bohut hi thande morgue jaise kamre mein. Usne uthne ki kosis ki, who uth nah paya, who paralyzed ho chuka tha tabhi samne ek ladki ayi use dhek woh chauk gaya! Woh Sara thi, usne Sara se kuch kehne ki kosis ki par woh bol nah paya. Tab sara bol uthi,

Sara - kuch bolne ki kosis mat karo Annu kyunki tum bol hi nahi payoge, nah hi uth payoge, nah hil payoge! Tumhari adhi body sadh chuki hai par tum zinda rahoge, haa tum hum sabko dhek zaroor payoge. Wo dekho Sandipan, Riha, Chitra ki family, tumhare saare victims aur tumhari family bhi yahin hain kyunki tumhare ane se phele Chitra killed them all, dekho nah Anurag sab kitne khush hain because you got what you deserved, oh ek shaks missing hain nah.

Suddenly doors open, a female voice comes saying "oh Annu tum uth gaye!"

Sara - lo agayi!

Then Sara and the other spirits started laughing together.





The end



Ek Duuje Ke LiyeWhere stories live. Discover now