Epilogue 2

417 65 17
                                    

Abhishek sat on his knees in front of Advik and Samar.

Abhishek (wiping Advik's tears): Bas mera bacha shant. Aese nahi ro.

Samar (sadly): Fufa... Dadi ne bola bad baby ko pasand nahi karte or pyaar bhi nahi karte. Main to bad boy hoon. Mumma ko tang karta hoon, Bua ko bhi tang karta hoon, Reemi di se bhi fight karta hoon. To aap mere se pyaar nahi karoge?

Siddharth: Aesa kuch nahi hai. Tu masti bahut karta hai par hum sab tujhse bahut pyaar karte hai. Tu aese mat socho.

Abhishek: Aese to main bhi teri mummy ko tang karta hoon na.

Samar nodded.

Abhishek: Tum na humare cute cute wale babies ho. Hum log tumse bahut pyaar karte hai, samajha?

Advik: Papa... Dadi kyun nahi karti Reemi di ko?

Siddharth: Umm... Dekho dadi or Reemi di ki fight chal rahi hai. To jab fight ho jayegi na. Dadi bhi Reemi di ko pyaar karegi.

Abhishek: Tum dono zyada mat socho. Jaise tum log dadi, mumma, mami, bua, reemi di sab ko pyaar karte ho. Vaise hi kiya karo. Or tu humare tufaan tu teri maa ko tang nahi karega to teri maa ko bhi acha nahi lagega. Tu jaisa hai vaisa rahe.

Samar nodded with a pout.

Rehana (sitting in front of Advik): Tu roya na kar. Kitna pyaara lagta hai aese.

She pecked his forehead. Advik hugs her.

Seema (hugging Samar): Tu mujhse door jane ka mat bol. Pehle hi tera papa itna time door rha to mujhe acha nahi lagta tha. Abhi to tum dono ke bina nahi rahe sakugi. Tu na sab chor. Tere liye jo jaisa hai. Vaise hi sahi hai.

Samar nodded. He smiled mischievously. Seema gave him a stern look knowing, he is up to something. He giggles. He started tickling Seema.

Seema (holding Samar's hand): Masti shuru teri.

Samar: Dadi thori si hi to ki.

Seema: Haan haan.

She hugs him. Siddharth was silently looking at his mother and son with a smile.

Abhishek: Chale? Hotel bhi jana hai na.

Advik (excited): Haan papa...

Siddharth: Dadi ko bolo bye to chale hum.

They bid them bye and left for Abhishek's place.

At Abhishek's place.

Avneet was setting Reem's hair.

Vaishnavi (wearing her earnings): Reemi heals nahi pehnna. Pain hoga. Kal morning sports practice ke liye jana hai.

Avneet: Festival ki chutti hogi na?

Reem: School se chutti hai par sports day preparation ke liye jana hai. Maa main snickers pehnugi.

Vaishnavi smiled.

Reem: Mami aap bolo na maa ko mujhe light make up karne de. Kabhi nahi karne deti make up.

Vaishnavi: School complete karo then karna.

Reem (winning): Maa...

Vaishnavi (cupping Reem's face): Tumhe make-up ki kya jarurt. Itni to pyaari ho.

Avneet chuckled.

Reem (winning): No maa... Dekho mami bhi has rahi hai.

Avneet (back hugging her): Mami has rahi hai kyunki jab mami school me thi to uski maa bhi aese hi bolti hai. Or ye sach hai. Reemi bahut pretty lagti hai. No need for make-up for you. Main karti hoon mast karke ready tujhe.

Reem nodded with a fake crying face. Vaishnavi kissed her cheek, making her smile.

They got ready for the hotel.

After a few minutes, Siddharth, Abhishek, Samar and Advik came. They found Avneet and Reem in the living area. Vaishnavi was in the room

Samar (running towards Avneet): Mumma meri baal banao.

Avneet (confused): Kyun? Itne ache se to bane hai.

Abhishek (controlling his laugh): Avneet tujhe nahi pata vaha Riya aayegi. Humara Samar uske samne handsome lagna chaye na.

Samar: Mumma, fufa sahi bol rahe hai.

Just then Vaishnavi came out of the room.

Samar (smiling): Bua main kaisa lag raha hoon?

Siddharth rolls his eyes. Avneet and Reem excitedly sat looking at Vaishnavi and Samar. Advik was jealous and Abhishek chuckled looking at him.

Vaishnavi (sitting on her knees in front of Samar): Samar tum to itne handsome lag rahe ho. Sab tumhare samne fail hai.

Samar blush like always. Avneet and Reem chuckled.

Advik (jealous): Mumma main good good nahi lag raha?

Siddharth (chuckle): Tu bahut cute lag raha hai.

Reem (pulling Advik's cheek): Tu jealous kyun hota hai babu. Tu to mera cute baby hai. Ab tune mumma and Samar bhai ka romance hi kharab kiya. Ab Samar bhai puri der much fulake ghumega.

Abhishek: Aye shaitan! Ye sab kaha se sikha?

Reem (flipping her hair): Papa main badi ho gayi. I know these.

Avneet: Par tera papa old age ho gaya hai. Usko ye sab nahi samajhega. Chor tu.

Advik went into Reem's arms.

Advik (showing pinky finger): Mumma katti.

Vaishnavi (giggle): Mumma adu se pyaar karti hai bahut. No katti.

Advik: Only me? No Samar bhai.

Vaishnavi: Advik bhi, Samar bhi and Reemi bhi. Tum sab se. Aese gussa nahi hote.

Advik nodded with a pout.

Siddharth: Chalo chale hotel?

They all went hotel then.

After a week, it was Sunday evening.

At Siddharth place. Siddharth invited Abhishek and his family.

Like always everyone was enjoying when Seema, Rehana, Navin and Arujn came there. Reem, Avneet and Vaishnavi got shocked. Advik and Samar ran towards their grandmothers.

Seema: Hume tum sab se kuch baat karni hai.

Vaishnavi: Reemi bache jao room me jaa kar baitho. Main dinner vahin leke aayi.

Reem nodded and was about to go.

Rehana: Ruko Reem. Hume tumse bhi baat karni hai.

Reem (confused): Maa?

Seema (joining her hands): Hume tum sab se maafi mangni hai.

Samar (smiling): Dadi aapki and Reemi di ki fight finish.

Rehana and Seema apologize to them for their behaviour.

Reem: Maine kiya aap dono ko maaf. Main par aap logo ko apni dadi ya nani nahi manti. Aap log mere liye kuch nahi ho. I am sorry.

She looked at Vaishnavi. Vaishnavi nodded. Reem went in Siddharth and Avneet's room.

Vaishnavi: Reemi ke words hi mere taraf se answer hai. Kabhi maa ya papa consider hi nahi kiya to abhi sudden pyaar kya karna shuru kare. Jo jaise chal raha hai chalne do.

She sighed.

Vaishnavi: Avneet hum teeno ka dinner room me arrange kare?

Avneet: Haa chalo.

Rehana: Nahi... Rehne do. Hum jate hai. Tum log enjoy karo.

Without further discussion, bidding bye to Siddharth, Abhishek, Advik and Samar. Parents left.

Reem, Avneet and Vaishnavi never got along with Seema, Rehana, Arjun and Navin but sometimes for the sake of Samar and Advik's happiness, they joined them in a family gathering.

Life of all was happy and smooth.

THE END

Signing off ✍️

TRAGEDY TO TREASURE (COMPLETED)Where stories live. Discover now