i always choose u

967 76 10
                                    

Mujhe such mein bahut dar lag raha hai Akshara.

Jo nahi ho raha uska dar. Jo hone wale hai uska dar. Agar ho gaya tho uska dar.

Jab hume lagta hai sabh kuch accha chal raha hai Ek dhum accha tabhi sabh katam ho jaata hai

His words her haunting her

"Abhinav kuch zyaada hi pareshan lag raha hai. Yeh shaadi ka tension tho nahi ho sakti. Woh mujhse zaroor kuch chupa rahe. Lekin kya. Aise kushiyon ke Mauke pe Abhinav ko aise dekha nahi jaa raha hai. Kanha ji please mere abhinav ki pareshani dhur kardo. Mujhe mere pehle wala abhinav dhe dho woh jo hamesha smile karne wala PJs maarne wala jo sabh ko hasata hai. Jinke smile dekhe mere saare pareshani katam ho jaati hai unke chehre pe pareshani jachti nahi hai. Plz kanha ji sabh kuch pehle jaise kardo."

Akshara wishes infront of kanha ji idol and turns back to see Abhimanyu standing there

Am- Akshara hume abhir ko such batana chahiye

Ak- Abhimanyu maine tume already kaha tha ki shaadi ke baad mai abhir ko aur abhinav ko dono ko such batavungi tho tum baar baar same sawal kyun mujhse poochte rehte ho. Dekho mai already bahut pareshan hoon mujhse zyaada pareshan math karo aaj ghar mein mehandi ka function hai mujhe tayari karni hai

Akshara leaves answering him angrily

*****

Akshara is feeding abhir the food who is making faces and abhimanyu Is helping her

Abhinav who just came out of his room looks at them and remembers manjari's words

That's when manjari and looks at them with a smile

M- dekhiye na abhinav ji yeh teeno saat mein kitne acche lag rahe. Isse pehle dher ho jaye. Aur aap ko zyaada dard ho aap phaisla lijiye ga

Saying this manjari leaves

Aarohi who heard the conversation fumes in anger

"Yeh Maa abhi baaz mein nahi aayi. Ab bhi abhinav ji ko pareshan kar rahi hai. Akshara ne already kaha tha woh already shaadi ke liye bahut pareshan hai upar se yeh. Mai kya karu kuch samaj nahi aa raha. Chup rahi tho abhinav ji aur Akshara ka relationship mein problem aa sakti hai. Already dono bahut peediyon ko paar kar ke saath aaye hai ab mai Maa ki wajah se yaa Abhimanyu ki wajah se unhe aur takleef jelne nahi dungi. I think I need to talk to akshara "

Thinks aarohi

****

So the sharma house got beautiful decorated for mehandi ceremony

All the women wore olive color flower printed sarees and all the men wore green color kurta

In akshnav's room

Akshara gets ready in a beautiful saree and checks herself in the mirror

" kya baat hai Mrs. Sharma aaj ek dhum mast dikh rahi ho. Abhinav dekhenge tho flat ho jayenge tum pe" says Akshara to herself

Meanwhile abhinav enters

Ak: aap gaye. Batana mai kaise lag rahi hoon

An: aap tho hamesha accha hi dikhti hai ji..

Abhinav says with dull voice and fake smile

Akshara observes tears in abhinav's eyes and cups his face

Ak: abhinav ab bahut ho gaya. Aap ko pareshan dekh dekhe mai tak gayi hoon. Aap plz mujhe batado ki aap ke pareshan ki wajah kya hai. Mai hoona aap ke saat. Jab mai hoon Yaha tho aap ko sabh kuch akela kyun jelna hai abhinav. Mai aap ka biwi hoona abhinav aap ke pareshani meri pareshani haina. Jo bhi hai hum milke sambalenge Plz bata dho aap ka mann halka ho jayega. Mujhe mere purane wala abhinav wapas chahiye plz

akshnav stories- os/tsWhere stories live. Discover now