drunken confession

327 43 24
                                    

Here navmanyu went to kairav's bachelor party and manjari already said those stupid words to abhinav making his insecurities increase more and offcource the navmanyu had drunk and did all of the things they often do

Akshnav room, Sharma house, kasauli

Ak: abhinav aap yeh Kitna pee liya hai. Ab bahut drama hua ab chup chap so jao

Abhinav starts giggling

Ak: aap ko mazak suj raha hai

An: mazak tho meri life ban gaya hai ji

Ak: kya Matlab hai aap ka

An: haan ji meri zindagi mazak hi tho ban gaya hai. Anadh tha Mai koi nahi tha jisse mai apna kahu phir ek din aise hi bus mein baita aur aap mili. Mera koi galat intention nahi tha mai tho buz aap ki help karna chahta tha kyun ki mai kyun ki mai

Ak: accha aadmi ho.

An: haan ji. Issi liye aap ki madat kia socha madat karunga aap ka kaam avunga buz katam ho gaya. Phir kismat hume saat laaya abhir ki wajah se. Aap mujhe abhir ki zimmedari diya. Mai uss wakth shayad khudkarz hua bhul gaya tha woh baccha kisi aur ka hai *sadly*

Ak: abhinav aap yeh sabh kyun bol rahe hai

An: bolne dijiye. Haa mai abhir ki zimmedari liya uska baap bana aur aap ka dosth. Maine socha buz aap ka sath dunga buz ho gaya yahi mera farz hai. Per per aap se pyaar Kab hua kaise hua aur kyun hua pata nahi chala. Per jab ehsaas hua bahut dard hua tha yaha *pointing towards his heart* yeh yaad kar ke ki aap muje kabhi pyaar nahi kar sakti mai apne aukat ko jaanta hoona issi liye chup tha

A tear escaped from Akshara's eyes
Which made her realize that she was so lost in her pain that she never acknowledged his love or atleast his care, which made her guilt
But she now really loves him whole heartly then y the hell he is saying all of these things

An: mai naam ka pati banke hi teek tha akshara kyon ki waha jo bhi tha such tha kush faimi nahi tha ummed nahi tha tho dard bhi nahi tha. Per aap per aap mere ummed ko badai mujhe barosa diya ki aap hamesha mere saat honge muje laga ki shayad hamara rishta aage badh chuka hai shayad aap mujhse pyaar karti hai

Akshara looks at his eyes, they are red blood shot and lots of pain

An: jis duniya ko mai apna samaj raha hoon woh meri nahi hai. Mai galatfaimi mein jee raha hoon. Mai kon hoon abhir ka muh bole pati aap ka muh bole pati, muskan ka muh bole bhai, neelamma ka muh bole pota yaa beta. Yaha mera koi apna nahi hai koi nahi hai mera. Mai aaj bhi anadh hoon aaj bhi mai gareeb hi hoon mera koi nahi hai koi nahi hai koi nahi hai *crying*

This sentence of him broken her

She cupped his face and looked into his eyes

Ak: aap aise kyun keh rahe. Neelamma muskan aap ko such mein apne maante hai aur abhir woh 6 saal ka bacche yeh such jaane ke baad bhi ki aap uske asli baap nahi ho woh aaj bhi aap ko pyaar karta hai aaj bhi aap ko hi utna pita maanta hai. Khoon sabh kuch nahi hota hai rishte tho dil se bante haina. Sirat maa meri sagi Maa nahi thi phir bhi lekin unhone hamesha muje kairav bhaiyaa aur aaru ko barabari ka pyaar diya tha. Aur aap ka tho abhir jaan haina aur abhir ka aap sabh kuch ho abhinav

An: aur aap ka ?? Aap ka Mai kya hoon ji dosth hoon buz

Ak: abhinav aap nahi jaante aap mere liye kya ho. Aap sirf mere pati nahi hai aap meri himmat hai mera daal hai mera sabh se accha dosth, mera Jeevan saathi, mera pyaar meri zindagi meri kushi sabh kuch aap hi ho

akshnav stories- os/tsWhere stories live. Discover now