Part 18

807 54 1
                                    

Picking up where I left off do like and comment and give you suggestions. Positive comments are welcome negative comments are welcome but only to some extent.

So Ridhima went to the testing area where Abhi and Akshu were waiting.
Ri- To batao Anny kya huva aise achanak phirse kyu check up karvana hai tumhe. Jahatak muje pata hai tumhe basic check up karna bhi bilkul pasand nahi tha phele to phir aisa kya huva Anny.

Ak- Di pheleki baat alag hai phele me akeli thi aur aab mere sath humara baby bhi juda hai aur me baby ko lekar koi risk nahi lena chahti.

Ri- Anny I can understand baccha tumhe apne baby ki fikarhai per baccha tumhe apnabhi dhayan dena hoga. Agar tum happy aur fit hogi to tumhara babybhi happy aur healthy hoga.

Ak- I know di per pata nahi kuch dinose muje badi ajabsi bechani horahi hai. Muje bohat tension ho raha hai magar samaj nahi aarahai hai kyu.

Ri- Accha thik hai humna ek kaam karte hai hum phirse sare test karte hai, phirse baby ka scan karte hai taki tumhare dil me jo baby ki health ko lekejo daar hai vo bhi khatam hojayega ok. Abhimanyu tum blood sample collect karo tab tak me scans ki preparation karti hu aur Anny tum baas apne aapko calm rakhna ok.

Abhi collected blood sample and Ridhima got ready for the scans. Akshara laid on the bed and held Abhi's hand, Ridhima apply cold gel on her belly. After 20-30 minutes all the scans were done Abhi helps Akshu in getting cleaded up and get ready. Once ready they come back to Ridhima's cabin and meanwhile her blood reports are also ready as they were STAT reports.

Ri- Anny, Abhimanyu please betho.

Ak- Di sab thik hai na.

Ri- Anny Reports thik nahi hai.

Ab- KYA yeh kaise hosakta hai kal ke reports me sab thik tha to phir ek dinme kya hogaya.

Ri- OH GOD Abhimanyu relax, muje apni baat puri to karnedo. Anny ke reports thik nahi balki perfect hai, Uske blood counts, platelets, uske hormone levels, uske sugar, sodium, potassium levels, vitamins aur baki sab perfect hai.

Ak- Aur baby

Ri- Baby bhi ekdum perfect hai apni mumma ke andar sukunse hai. Dekha bacche sab thik hai aur pregnancy me aisi bechaini hoti rehti hai tumhe bas positive rehna hai aur tumhara focus sirf tumhari aur baby ke healthpe hona cahiye.

Ab- Oh hello me bhi to hu yaha.

Ri- Ha bhai ha aur tumhare Abhi pe bhi focus kerlena Anny varna vo ruth jayega aur phir humare staff ko uske mood ka samna karna padega, aur humare pass already limited staff hai aur staff kam hona hum afford nahi karsakte.

Ab- Kya Ridhima tumbhi, Akshu tumhe batao kya tumhebhi lagta hai ki meri vajahse staff kam hai hospital me.

Ak- Abhi di bilkul sahi kehrahi hai.

Ab- Akshuuu

Ak- Kya Akshu pure hospital ko pata hai jab-jab tumhara mood kharab hota hai tab-tab humare staff me log kam hote hai.

Ab- Ji nahi vo to staff ki galti hoti hai.

Ak- Abhi jab bhi tumhara mood off hota hai tab tum kisibhi staff member ko fire kardete ho phir chahe vo humare hospital me kabhi kabar aane vala delivery boy he kyu na ho.
Akshu and Ridhima laughed remembering the time when Abhi fired supply delivery boy. Looking at Akshu laughing whole heartily Abhi smiled.

Ab- Akshu tum na bhilkul aisehe hasti raho humesha. Tumhari iss hasi keliye me kuch bhi karunga I promise meri jaan.
Akshu and Abhi leaves the cabin towards Abhi's cabin.

Ab- Akshu sach batao kya pareshani hai tumhe.

Ak- Abhi vo kya hai na kuch din phele muje sapna aaya ki badepapa aur baki sab yaha aagaye hai aur muje zabardasti yahase apne sath le jarahehai aur ussi khichatanime me gir gayi aur phir pura kho....kho

Kahani. Abhira. KiWhere stories live. Discover now