Abhimanyu, Abhinav ❤️

1.1K 46 40
                                    

Roohi went out side to look for her Maasi and poppy and what she saw made her shocked.

She ran towards them.

Roohi: Poppy, Massi...ap dono kaha Jaa rahe ho? Ap jaha Jaa rahe ho, mujhe bhi le jao.

Manish: nahi beta ap nahi jaa sakte inke saath.

Roohi: mujhe Jana hai!

Abhimanyu: Rooh, beta ap nahi jaa sake...buddy na keh rahe hai na? Badon ki baat mante hai.

Roohi: nahi mai augi augi augi! Ap sab kyu jaa rahe hai.

Akshara sat on her knees in front of Roohi.

She cupped her face.

Akshara: Beta samjho baat ko... Humara yaha se jana zaruri hai aur ap humare saath nahi aa sakte kyu ki ...aage sab bohot difficult hoga. Hume toh ye bhi nahi pata ki hum jaa kaha rahe hai? Hume sab start se start karna hoga...ap nahi aa sakte.

Roohi: Nahi mujhe ana hai! Maine Matashree aur papa ko promise Kiya hai ki Mai humesha apke aur poppy ke saath rahugi. Aur good girls kabhi promise break nahi karti hai na maasi?

Listening the word promise she remembered Aaru's words.

"Promise me ki tu meri beti ka khayal rakhegi"

Tear droplets rolled down her cheeks.

She immediately hugged her.

Akshu: ap sahi ho beta...Good girls apna promise kabhi break nahi karti.

Abhi went towards Akshu and Rooh and sat on his knees.

He creased her hairs.

Both seperated.

Abhimanyu: are you sure princess ap humare saath ana chahti ho?

Roohi nodded.

Suwarna : Roohi ap kahi nahi jaa rahe ho.

Roohi : mai jaa rahi hu, jaa rahi hu aur jaa rahi hu.

Manish: Roohi ap kahi nahi jao ge.

Abhimanyu stood up.

Abhimanyu: Bade papa mai ki bohot izzat karta hu aur apki koi bhi baat mai taalna nahi chahta lekin...jab se Rooh paida huee hai vo meri zimmedari rahi hai. Neil ki akhri nishani hai vo mere pass aur ab toh Aarohi ki bhi.

Manish: vahi toh mai keh raha hu beta...vo meri Aaru ki, meri bacchi ki aakhri nishani hai mere pass, usse mujhse mat cheeno.

Abhimanyu: mai usse apse cheen nahi raha hu bade papa...Abhi aur Roohi jitne mere aur Akshu ke hai utne he apke bhi hai par...ap he sochiye na...Apke pass toh Aarohi ki bachpan se lekar ab tak ki saari yaadein hai par Akshu toh uski saari yaadein yahi chhod kar jaa rahi hai. Atleast usse Rooh ki zimmedari toh lene dijiye.

Suwarna: Meri bacchi ki kaatil ko hum uski beti nahi saup sakte.

Abhimanyu:(in anger) Akshu kaatil nahi hai badi Maa.

Akshu got scared.

Akshu: Abhimanyu!!

Abhimanyu calmed himself.

Manish: usne khud ne ye baat maani hai Abhimanyu.

Abhimanyu: aur apne khudne Akshara ko bada kiya hai Bade papa.

Akshara:(pov) kahi Abhimanyu ghusse ghusse mein sach na bolde.

Abhimanyu: bade papa...I request you. Roohi ko mere saath Jane dijiye, isime Roohi ki khushi hai.

A New beginning.Where stories live. Discover now