|The results!|

1K 88 12
                                    

A day passed away,
It was Sunday

"Come'n junior, you can't make me lose, karle jitne try kar sakta hai" Abhimanyu said

"Jitunga to main hi papa, dekh lena" Abhir said fixing his specs with his finger

"Jyada hi SRK nahi samajh raha apne aap ko tu?" Abhimanyu asks

"Samajh kaha raha hu? Main to hu hi SRK" Abhir said

"Aur bigaad lo usse" Akshara added

"Dekh liya junior kaise tere bechare papa ko humesha daant padte rehte hai" Abhimanyu said

"Mumma! Aap mere bechare papa ko kyu dant te rehti ho?" Abhir asks pouting

"Oh ho beta ji, papa bhole, bechare aur mumma ka kuch nahin hai?" Akshara said angrily

"Yaar Abhir Tu chood, mere saath chalo main na tujhe special bread pakode khilata hun, uske saath garam garam chai" Abhimanyu said

"Marungi bhi main! Roj roj bahar ka khana nahi aaj se pure ek hafte tak bahar ke khane ka naam bhi liya na, fir dekh lena, aur Abhi, tumhe kya hua hai, tum kabse bahar ka khana khane lage ho?" Akshara asks

"Akshu, please na,hum jyada nahi khayenge"

"Mumma humne apki baat man li nahi khayenge bahar ka, par kal se, abb chalo papa" Abhir said as he takes helmet

"Mujhe bhi khana hai" Akshara said pouting

"Aa jao fir" Abhimanyu said

They three went to the shop and were enjoying their breakfast,

"Wow papa! Yaha ka khana to bahut yummy hai" Abhir said

"Haan junior, apko pata hai main yaha tabse kha raha hu jab main college mein tha" Abhimanyu said

"Means ye shop itne purane hai?" Abhir said as he giggles, and Akshu gave him hi fi

"Haan..kyaa! Junior, team change! This is so wrong!" Abhimanyu said while pouting

"My cutie papa got hurt" Abhir said

"Uda lo uda lo aur thoda sa bacha kucha majak bhi uda lo" Abhimanyu said

While they started laughing more
Abhi too broke into laughter after seeing the duo laughing

-----------

Akshara and Abhimanyu sat crossing their fingers while Akshara was tightly clutching Abhi's shirt

"Akshu don't worry!" Abhimanyu said "agar nahi bhi hua to bhi kya hi.."

"Abhi, nahi I want another maternity and that's it" Akshara said with a stern face

"Akshu, but we can't force the nature right? Jo hona hai vo uske time par hi hoga, na to uss se pehle, aur na hi uske baad" Abhimanyu makes her understand

Akshu nods and sat down calmly

"Mr. and Mrs. Birla, results are..."

-------

Home ✔️| AbhiRa ffWhere stories live. Discover now